bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

    Assalam o alaikum dear forex members hope u will be fine bar bar mistake karny se loss ho sakta hy loss condition ap apni soch se create karty han agar ap achi soch aur proper planning kar ky kam karen gy to kabhi loss nii hoga loss aur profit business ka hisa hy loss se ghabrana nii chahye forex forum main kam kar ky post work se business main kamyabi bhi milti hy aur acha bonus bhi hasil hota hy lekin agar post main mistakes ki jaen gy to loss hoga bonus bhi earn nii ho sakta hy ziada tar mistakes spelling ki waja se hoti han un mistakes ko ignore mat karen balky mehnat aur active fresh mind ky sath kam karen taky kam ki progress main achi proficiency ae bar bar hony wali mistakes se loss situation banti hy mistakes ko cover karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

      Umeed hai ap log thk hn gy jesa keh thread mein bat ki gaye hai keh agr ap log bar bar ik hi mistake ko repeat kro gy tu ap logo ko loss hota rhy ga aur agr ap us mistake ko search krty ho us sy kuch seekh laity aur again us mistake ko repeat nh krty tu ap logo ko khbi bhe loss nh ho skta
      • #48 Collapse

        Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

        Dear Jo member forex market Mein bagair Soch samjhe bar Paar mistakes karne ke bad Apna nuksan kar lete hain hot apni mistakes se learn Nahin Karte vah member market Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte market ki condition ko samajhne ke bad Ham Ko trade open Karni hoti hai jo trader jaldbazi karta hai aur is market Mein trade laga deta hai vah Apna nuksan kar leta hai market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain Jo trader market Mein technical aur fundamental analysis ko combine Karke trade open karte hain vah is market Mein Kamyab ho Jaate Hain is market Mein Apni mistake ko repeat karne se Humko nuksan hi hota hai agar market Mein regular kam Karte Rahte Hain To Humko is market Mein Kafi Achcha result Mil Jata Hai market mein nuksan se bachne ke liye Humko acchi planning Karni hoti hai agar hum Market Mein Achcha workout Karte Hain To Humko ismein Kafi Jyada profit Milta Hai market Mein mistakes ko repeat karne se bachne ke liye Humko trading plan banaa kar kam karna Hota Hai Ek Achcha aur aur Kamyab trader wahi hota hai jo market Mein Soch Samajh Kar kam karta hai aur apni mistakes ko avoid karte hue strong analysis ke sath market Mein trading karta hai to vah market Mein achha profit banana lag jata hai.
        • #49 Collapse

          Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

          Aoa bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy je han friends and Forex family members umeed h ap sb khriyat sa hon gy r forex trading ma kam kr rhy hn gy jb hm pori mahnat ka st kam kry gy to hmy kamyabi zarore mely gi hm sb janty hn forex ma hamy daily tureen par kam krna hota hai r daily ki hmy 50 post krni hoti h r hmry pass time bhot kam hota hai es lia hm sa kam krty howy bhot sari mistake b ho jati h r hm jaldbazi ma mistake ko ignore krty hn to hmy asa ni krna chya Apni mistake ko ignore ni krna chya r achi post krni chya jb hm acha work kryn gy to hmy kamyabi zarore mely gi thank you
          • #50 Collapse

            Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

            Assalam o alaikum umeed hy forex k tamam members khairiyat se hon gy or forex se acha profit hasil ker rahy hon gy
            Ji Bhai achi bat kahi ap ny k bar bar mistake kerny se hamain loss ho sakta hy to is liye hamain chaiye k agr hum forex p mistake kerty bhi to hamain chaiye k us apni mistake ko avoid na kerain balke apni mistake ko sudharnay ki koshish kerain or apni mistake ko recover kerny ki koshish kerni chaiye or apni mistake se lesson hasil kerna chaiye to conclusion ye nikla k agr hum bar bar aik he mistake ko bar bar lerain gy to hum apna he loss kerain gy
            • #51 Collapse

              Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

              Ji haan bilkul theek baat hai Forex Trading main Loss Humari Mistakes ki Waja se hota hai, is lye Humen chahye k Hum Apni Mistakes se Hamesha Kuch na Kuch seekhen aur Koshish karen k Jo Mistake Ek baar ho Wo dobara na ho, is say Ek to Humaray knowledge main b izaafa ho ga aur doosra Humaray Loss mian b Kami a jaye gi, Humari Zayada tar Mistakes is lye b hoti hain jab hum jaldbazi main Trade kartay hain is lye Hamesha Market ko Achay se Analyse kar k e Trade karni chahye.
              • #52 Collapse

                Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

                my dear members umeed karta hun aap sab khairiyat se honge nai aapko ek baat batana chahta hun kya forex ek aisa business hai jismein Ham jitna jyada achcha kam karenge utna hi jyada hamen paida hoga to hamen chahie Ham ismein baar baar mistake na Karen Ham jitne jyada mistake karenge utna hi jyada hamen loss hoga to hamen chahie Ham pahle ismein practice Karen practice karne ke bad FIR Ham isase acche se achcha kam Karen agar jitna jyada hamen mistake hamari jyada hogi tab hamen loss hi loss hoga iski vajah se hamen chahie Ham pahle apni mistake ko ignore na Karen mistake jitni diya tha ignore karenge Ham mein launch hoga chahie hamen ke practice Karen aur practice karne se hamara ya fayda hota hai ki Ham FIR bahut jyada Sikh jaate Hain aur FIR jyada hi kam kar sakte hain aur Paisa Kama sakte hain
                 
                • #53 Collapse

                  Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

                  my dear members meet karta hun aap sab khairiyat se Hun Main aapko ek baat batana chahta hun ke Fall se Gaya sa business hai jo galti hone se nahin chalta mistake Ham jitne karenge hamen utna hi nuksan hoga to hamen chahie Ham ismein mistake na Karen Ham acche se achcha kam Karen time account banaa demo account mein Ham isliye bahut bada utha sakte hain Faraz aaj itna jyada hoga main utna hi hamen profit hasil hoga to hamen chahie Ham pahle practice Karen time kaun se practice jitni diya tha karenge to hamen is bahut jyada fayda hoga demo kaun hai kaisa kaun sa hai jismein Ham sirf practice karke learning ki kar sakte hain aur FIR hamen lost bhi nahin ho sakta usse to hamen chahie Ham apni mistake Koi FIR kabhi Na Karen jitne bhi jyada mistake ignore karenge to hamen loss hi launch hoga
                   
                  • #54 Collapse

                    Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

                    Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak hon gay or forex trading sy bohat acha profit gain kar rahay hon gay g apki baat bilkol theak hy forex py bar bar mistakes karny sy apko loss hota hy es leay apko chahiey ap apni mistakes ko repeat mat karain balkay apni previous mistakes py work karain unko correct karny ki koshish karain taky ap sy wo mistakes dobara na hn jinki wajah sy apko loss hoa tha jab ap apni mistakes sy learning hasil karain gy to ap sy mistakes nahi hn gi or ap achy work ky natijay main acha profit gain kar saky gy or forex buisness main success hasil kar saky gy
                    • #55 Collapse

                      Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

                      My dear friends i hope you are well and you are earnning good bouns and good profit by working hard in forex forum dear friends bar bar mistake karny sy humy zeyada loss ho sakta hy ess leye humy mistake ko improve krna chaye ager ap apne mistake ko improve karin gy to ap kameyab ho sakty hin aur ap ess sy axhe earnning kr sakty hin jo log mehnat karty hin aur Jin ky pass ess ka experience hota hy voh log kameyab ho jaty hin humy chaye khe hum hard work karin aur kamybi hasil karin best of luck.
                      • #56 Collapse

                        Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

                        Dear members of Forex trading market main agar aap for regular basis per apni working Karte Hain To definitely isliye aapko maximum advantages available ho sakte hainForex trading Ek Aisa platform hai jismein aapko Hamesha successful hone ke liye multiple indicators ki jarurat hoti hai aur uske sath sath different important individual candlesticks or individual candlestick pattern ki proper study aur uske sath market Mein associated different important factors Jo market ko daily basis per effect kar sakte hain Unki complete study karna hoti hai agar aap Forex trading market Mein regularly bases per apni mistakes ko repeat karte hain ismein aapko maximum advantages available ho rahe Hote Hain.
                        • #57 Collapse

                          Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

                          Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai agar Forex Mein kamyabi Hasil karni hai to aapko Forex Bar Bar mistakes ko repeat nahin karna chahie agar aap apni mistakes ko Bar Bar repeat karte rahenge to aapko nuksan Hota Rahega sabse pahle aapko trading ke dauran Hone Wali mistakes ko select karna chahie aur select karne ke bad unko improve karna chahie aur apni next trade open karte waqt apni previous mistakes ko Apne mind Mein Rakhna chahie Is Tarah aap Forex trading se kamyabi Hasil kar sakte hain.
                          • #58 Collapse

                            Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

                            Assalamu Alaikum ji member aapane bilkul sahi Baat kahi hai ki baar baar mistake karne se Hamen Laut ho sakta hai Hamen chahie ki Ham Jo mistake Ek Bar repeat karte hain usko FIR repeat na Karen Agar Ham Vahi mistake fir se repeat Karenge To Hamara apna hi nuksan hoga isliye galat karte hain kya aap nuksan se bacche to uske liye aapko apni mistake ko ignore nahin karna Bal ke usse sikhana Hai Kyunki Agar Ham Bar Bar Vahi mistake Karte Jaenge To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Payenge
                            • #59 Collapse

                              Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

                              Baar baar mistake karne se aapko loss sakta hai assalam walekum Forex member doston kya hal hai aapke ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge yah doston Forex trading Mein mistake Ki gunjaish Nahin Hai Jo jitne mistake karta hai usko tamilas bhi ho jata hai isliye aap koshish karen ki aap apne trade se pahle Apne pairs ka choice karte hain to uski market kls Karen stronger lagne Karen focus ke sath experience or knowledge ke sath Karen Taki usmein mistake ki gunjaish mein ho Uske bad update karen to aap loss bus sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: bar bar mistake karny sy ap ko loss ho sakta hy

                                Assalamu Alaikum dear forex member ummid hai aap sab khairiyat se Honge Aap Ki Baat bilkul theek hai agar Hamen Galti Bar Bar Karenge is Hamen Loss ho sakta hai aur vah loss Kabhi recover bhi nahin Hoga isliye AGR hm Chahte Hain Ham Forex Mein Kamyab ho to apni galti se sikhe aur Galti ko Dobara na Karen ISI Surat Mein Ham Kamyab ho sakte hain Agar Ham apni Galti Bar Bar karte rahenge To Ham kabhi bhi Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte Shukriya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X