Friends, forex market main kam tab mumkin ho sakta hay jab ham regular market ko time dain aur isko watch karty rahain. Yehi analysis kehlaty hain keh ham market say trading oppprtunities talash karain. Jab ham forex market ko musalsal watch karty rehty hain to kai dafa hamain great trading opportunity mil jati hay jis say ham fori profit earn kar paty hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим