forex mein tijarat karna kesa hain??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    jee yeh bulkul sahi hai aur ap trading kr saktey hai aur koi nuqsaan wali baat nahi hai ap bardey asani key sath trading kr saktey hai aur earning hasal kr saktey hai aur agar ap usey proepr knowledge hasal krkey bhe karey gey to bhe acha result hasal krsaktey hai..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      mery bhai mery khayal men ap ko forex trading business ky bary complete knowledge or experience nahi hy mery bhai forex trading business aik tijarat hy jis men hum currencies ko exchange karty henn trader aik disry sy discussion kr ky kam karty hen ye aik interesting business hy ye dosry business ki nisbat best business hy
      • #168 Collapse

        der brother forex trading main currencies ki tijaret ki jati hai or yeh world ka sab se best business hai or iss main aap mehnat ker ke kamyabi hasil ker skte hain or iss main aap ke pass skills ka hona bohat hi zaroori hai.
        Islamic Books Blogging Tips
        • #169 Collapse

          dear,forex based hi tijarat par hain jis mai hum currencies ki tijarat karte hain aur is mai aik pair ki soorat mai tijarat ki jati hai jo kay currencies kay price difference par based hai tu agar ap ne forex karna hai tua currencies ki movements ko seekhain
          • #170 Collapse

            agar hum trading ko is ki zaban ma kaha to lafz hi tijarat ha kiu ka is ma hum currency ka lan dn kartay han or phr trading kar ka jo profit earn kartay han basicly hum tijarat kar raha hotay han
            • #171 Collapse

              Forex trading main ager hm currencies ko exchange krte hain to hamain is k liye pehlay achi tarha say learning krni chahye us k bad hm apni practice krte hain or phr hm apne liye acha munafa kama skte hain
              :p..........No One is perfect and I am No One........:p
              • #172 Collapse

                Assalam o alikum. Brother tijarat islam may halaal hy, to aap forex may bhi tijarat ker skte hain is may koi buri baat nahi hy har kam ache tareeke se bhi hota hy or ghalat tareeke se bhi, ye ap pe depend kerta hy aap kese kerte ho..
                • #173 Collapse

                  Dear forex main trading k unlimited faide hain lekin yeh bat zaror hamesha yaad rakhni chaiyeh k forex main har order profitable ho esa zarori nahi mumkin hai k kisi ki trading back to back profitable ho lekin woh co incidence hosakta hai. yani k forex khud aik tijarat hai jis main currency ki exchange ki jati hai internationally banks companies our traders k dermian.
                  • #174 Collapse

                    forex me aap ko agar tijarat karna hai to ap ko yaha pay kaam ko samjhna ho ga bad me he aap ko kuch yaha pay kaam karnay me asani ho ge jiss say aap ko ye kaam aram say samjh ajae ga.
                    • #175 Collapse

                      forex main trading krna boht aha hy hum yahan boht sara pais akama skty hain or vo b thory sy time main but knowladge or tjurby k sath kiun k ya donon hi cheezain hian jo humain kamyab krva skti hian
                      • #176 Collapse

                        dear forex me tijarat kr na boht acha kam hy or is me tijarat kr ny ky boht sy fidy hy ak to apne life ko bana skty hy dosra ap apne karobr ko bhtr bana skty hy.......
                         
                        • #177 Collapse

                          forex me currency pair me tajarat hoti ha g forex me ak trader ko karna bohot hi acha hay aur is se ham acha profit hasil saktay hain lekin is k liye hamaray paas is ki information honi currency pairs me xurrency ki trades krni hoti hen g or is tra se profit gain kia................
                           
                          • #178 Collapse

                            bhai trading karna hi tajarat ha or ya bohat acha business ha jis ma ap sikh kar bohat big money earn kar saktay ho or ap ka lia ya bohat faida mand ha is ma sirf ap ko learn karna hota ha.
                            • #179 Collapse

                              yes dear brother trading ko urdu main tijarat khte hain yani k forex khud aik tijarat hai jis main currency ki exchange ki jati hai internationally banks companies our traders k dermian. aap is tijart say profit hasil kare'n to .otherwise ye aap kay liye acha sign nahi ho ga agr loss ho gya to .ap ko hardwork kar kay profit gain karna chahye .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                It,s a big difference between formula migration and forex migration . in mean migration we are awake of mart. but in forex there,s a pinched try of death. because we don,t mate what can be bump or not.

                                اب آن لائن

                                avatar Ayeza
                                avatar Qasi
                                avatar Hassi
                                Working...
                                X