Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.
    Dear mein na kafi arsa forex mein kaam kiya. Her tarha ki strategy ko azmaya. Lekin Jo results price action mein haen wo kisi aur strategy mein nahi mily es liye edhr udhr ki strategies pe apna time zaya na karaen aur price action ko time daen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

    Dear member Forex trading market mein agar aap price action strategy ko carefully focus Karte Hain To definitely aapko bahut jyada advantages available ho sakte hain ki Forex trading market me price action strategy Hamare liye bahut jyada helpfull ho sakti hai aur ismein ham maximum advantages ko increase kar sakte hain basically Forex trading market Mein price action strategy Hamare liye bahut hi important role play kar rahi Hoti Hai ismein Humko Forex trading market ka train properly calculate karne ke liye ek acchi position available hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

      Ji han price action Se Bahr kar Koi strategies Nahin Hamen ismein acche experience ke sath aur acchi knowledge ke sath kam karna hoga Jab Ham ismein Jyada Se Jyada knowledge ko focus karte hain aur acchi experience ke sath kam Karte Hain To Ham ismein bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham ismein acche experience ke sath kam karo aur Apna target complete Karen Jab Hamara experience strong Hoga To Ham is market Mein profitable Honge isliye Hamen is market mein experience ke bahar Kam Nahin Karna chahie Kyunki Hamen is market mein nuksan bhi ho sakta hai Hamesha market Mein achha profit Hasil karne ke liye demo account per time spent karna hoga aur Damo account per practis karna Hogi isliye Hamen acchi state Jiske Sath kam karna hoga Taki Ham is Mein successful Ho.
      • #4 Collapse

        Re: Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

        Assalamu alaikum hope you all are fine and doing well on Forex trading dear aapane bahut acchi baat ki hai price action se badhkar aur koi strategy Nahin hai Lekin ham tab he is ko samajh sakte hain jab hamare pass knowledge or experience hota haiForex trading mein jab ham focus Karke kam karte Hain to hamara kam kabhi bhi best Nahin jata Dil ke hamare karm ki performance bahut acchi hoti hai aur ham jyada reward hasil kar sakte hain Forex trading per kam karne ke liye hamen planning Karni chahie aur uske according ki kam karna chahie jab ham planning Karke kam karte Hain to ham easily apna target complete kar sakte hain aur proper ration kar sakte hain Forex trading per hamen timetable ke according hi Kam karna chahie hai agar ham time table ka carding Kam Nahin karte to ham apna takat complete nahin kar sakte jiski vajah se ham jyada bonus bhi nahin hasil kar sakte hamen overtrading se bachana chahie kyunki jab ham overtrading karte Hain to usse hamara account watch out hone ke chances jyada hote hain aur ham profit bhi nahin hasil kar sakte isiliye hamen overtrading Nahin Karni chahie balke apna ek target complete karna chahie Forex trading mein ham jitna jyada time investment karte hain itna jyada hi ham profit hasil karte hain agar ham kam time in West karte Hain to hamen experience increased Nahin hota aur na hi ham jyada profit hasil kar sakte hain Forex trading mein hamen best entry points ke sath kam karna chahie jab ham best entry points ke sath kam karte Hain to ham jyada se jyada profit hasil kar sakte hain aur hamen Forex trading ki rules ko acchi Tarah se reet Karke palan karna chahie jab ham Forex trading ke rules ko palan Karke kam karte Hain to ham mein acche level ka kam kar sakte hain Forex trading mein hamen Apne learning ko continue rakhna chahie tab hi ham Forex trading ke advantages ko hasil kar sakte hain aur ham bhi experience AK investment Nahin Karni chahie kyunki jab ham bagair experience ke investment karte Hain to usse hamen loss ka Samna karna padta hai isiliye hamen Soch samajhkar aur pahle apna experience increased Karke investment Karni chahie investment karne mein hamen kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahie kyunki jab ham jaldbaji karte Hain to ham loss ka samna karte hain Forex trading bahut hi profitable business aur yah earning ke liye bahut hi best business hai is per Ghar baithe hi ham jyada se jyada mehnat kar sakte hain aur kamyabi hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

          Price action say bar kar koi àchi stragay nhi hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko kamyabi ka Lia apni stragay bast bani ho gi tab aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap ki trading achi nhi hoti tu aap ko nakaami hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

            Ji han bhai jaan aap bilkul theek kah rahe hain main aapke is baat se agri karta hun aur main aapko batana chahta Hun ki Jo hamari trade hoti hai vah sirf is best per Rahi secure banti hai ki agar Ham apna lot size fix karle lot size agar hamara hoga Kam To Ham apni trading mein se profit hasil kar sakte hain aur iske hote hain 80% chance aur loss ke hote hain 20% chance agar hamara lot size kam ho to isliye humko chahie ki Ham apna lot size hamesha kam rakhen taake hamari trade secure Rahe aur bonus be secure Ho
            • #7 Collapse

              Re: Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

              Jihadi aapki baat Kisi had Tak sahi hai ki price action Se Badhkar koi bhi acchi strategy Nahin ho sakti to Main Bhi aapki is Baat se a Kisi had Tak agree Karti Hun Ki price action Se Badhkar Koi chij acchi strategy Nahin de sakti to isiliye aapko chahie ki apni strategies aur apni skills ko improve karne ki koshish Karte Rahen Kyunki jitni acchi strategies aur jitni power aapki skills hongi aapko Itni hi acchi aur profitable trading karne ka mauka Milega Kyunki Forex trading business Kaisa business hai ki jismein jitni Jyada mehnat aur Lagan ke sath aap apna kam Karenge aapko To Nahin acche advantages Hasil Ho Sakenge aur utani hi Badi kamyabi aapko mil sake gi
              • #8 Collapse

                Re: Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

                Price action strategy forex mein bahoot zayda important hain or jis ko price action strategy ko analyze krke use krna samjh agey tu samjh le usko kaafi hd tak profit milney ke chances mil jatey hain mehnat or lagan se koi bi cheez seeihkna na mumkin nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

                  Yes dear forex market Mein trade karne ke liye price section bahut hi Achcha result Deti Hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain price action per kam karne se Humko Kafi Achcha result Mil Jata Hai Aur Hamesha market Mein price action per Kafi Jyada acchi trade Laga sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

                    Exactly dear aapane bilkul sahi kaha hai price action trading strategy Ek Aur Jabardast trading strategy hai forex market Mein Ham Jab kam kar rahe Hote Hain To usmein Ham dekhte hain is market ko samajhne ke liye aur is market Mein success Aasan karne ke liye Hamen market ke mutabik trade karna Hogi aur Hamen sabse pahle market Ko samajhna Hoga aur uske bad Hamen trade open karna Hogi Jab Ham ismein bagair soche samjhe koi bhi trade Karenge to usse Hamen bahut hone ke chance Ho Jyada Ho Jaati Hain trading Mein Kamyab hone ke liye aapke pass experience aur Mauj hoga to aapko ismein success Milegi edelweiss trading Mein Kabhi Bhi successful trader Nahin Ban Sakte Jo log is business mein jyada Se Jyada mehnat karte hain aur ismein knowledge Hasil Karke kam karte hain unko is business mein jyada Achcha profit Milta hai aur vah log ismein Kamyab Hote Hain Jo log is market Mein proper strategy ke sath kam karte hain unko usmein fayda Hota Hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

                      Aslam O Alykum Dear Members,Umeed karta hun App Sab Log Achay hongay aur Dil laga kar Trading kar ruhe hongay, G Bilkul Forex TRading main sb se Achi Strategy Price Action hi ha, Baki ki Doosri STratagies ya indicators se thora bohat to Profit hasil kya ja sakta hai, Lakin agr Lagatar Trading main kamyabi chahe to Humen Price Action ko Achi tareh se seekhna hoga aur is main Mastry hasil karna hogi, phir hi Humen zayda Profit b hoga aur hum Lambay Arsay tak is main kaam kar saktay hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

                        Assalamu alaikum ji han bilkul theek Kaha price action se badhkar koi bhi stretchery nahin ho sakti main work karte hue price action aur strategies ka jyada se jyada khyal rakhna chahie kyon jab ham Forex number kar rahe hote Hain to hamen jyada which class is waqt pesh aati hai jab ham price action ka selection theek se nahin karte isliye main koshish karne chahie hamen price action ko bhi clear
                        • #13 Collapse

                          Re: Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

                          Assalamu Alaikum dear members Kahate Hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai for mein Soch Samajh Kar kam Karen agar aap Forex Mein price action ko Samne rakhte Hue kam Karenge aur apne kam ko importance Denge tabhi aap Kamyab Honge isiliye Hamesha acche se kam Karen aur apne kam ko Behtar tarike se complete karne ki koshish karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Price Action se berh ker koi strategy nahi hai.

                            Forex mein agar price action ko samajhne ke liye information hamare pass Hai To Hamen Har Surat Mein leni chahie Is Tarah Hamen bilkul uska fayda mil Jaega Hamen mistake bilkul Ham se nahin Hogi aur mistake ke bavjud Ham Jab Bhi kam Karenge to mistake bilkul bhi nahin ho jayegi isliye koshish ko maintain karte hue Hamen Sab acchi price action ke liye Hamen Achcha kam karna chahie

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X