Apni mistake se sikhny ki koshish karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Apni mistake se sikhny ki koshish karen

    assalam walekum doston aaj ka sawal hai apni mistake se sikhane ki koshish karen doston jis se mistake ki vajah se hamen lost hota hai hamen use mistake ko ignore nahin karna chahie balki hamen use mistake se sabak sikhana chahie agar hamen loss ho jaaye to hamen ghabrana nahin chahie balke loss or profit donon hi business ka hissa hai hamen isko apni kismat samajh kar qabool karna chahie forex per ham kab kamyab ho sakte hain jab ham musalsal forex per kam karte hain isase hamara experience or knowledge increased hota hai
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Apni mistake se sikhny ki koshish karen

      ji han aapki baat bilkul theek hai apni mistake ho sahi Karen soch samajhkar trading Karen jitni zyada mehnat ke sath trading karenge itna Achcha profit hasal kar sakte hain Mahnat ke sath kam Karen soch samajhkar market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaen aur Achcha entry point milane per hi trade open Karen Taki aap jo trade open Karen usse aapko bahut Achcha profit ho aur aap loss se bacche ke isiliye hamesha mehnat Karen aur mistakes ko sahi Karen loss recover Karen jaldbazi se nahin kam lot ka use Karen aur loss recover Karen Taki aapke expert trader bane sakan ho aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen ek Kamyab trader hamesha mehnat per focus karta
      • #33 Collapse

        Re: Apni mistake se sikhny ki koshish karen

        Assalam o alaikum hamien forex ko join ker ke iss mien work kerna chahie lekin iss mien work kerte hue hamien jaldbazi mien kaam nahien kerna chahie qk jaldbazi mien bahut si mistakes ho jati haien aur agar hamien in ki waja se loss ho jai tu hamien us se mayoos nahien hona chahie balkeh apni mistakes ke bare mien maloom ker ke un ko sudharne ki aur un se siekhne ki zaroorat hoti hai agar hum apni mistakes se siekh lete haien to hum kamyab trader ban sakte haien .
        • #34 Collapse

          Re: Apni mistake se sikhny ki koshish karen

          Assalam-o-Alaikum

          Dear forex members hope you are doing well and getting good income from Forax business and completing your daily target of posting on Pakistan Forex forum with your hardworking, dedication and commitment to your work.

          G hn apne bilkul theek kaha hai hne apni mistakes se sekhne ki koshish krni chaye. Jb hm mistakes krte hn to is se hme loss ho skta ha agr hm apni mistakes se sekhen gy to is se future ma hme kafi benefit ho skta ha.

          Ab bat kren gy k hm apni mistakes se kese sekh skte hn, mistakes se sekhne k lye hm sb se pehle planning krna ho gi , jb hm koi mistakes krte hn to sb se pehle us mistake ko note krna chaye, note krne k bad us mistake ki waja se jo loss hwa ho phir wo note kren, is tarh mistake or is se hone wala loss ap k zehn ma ho ga or ap future ma use repeat krne se avoid kren gy. phir hme mistake ki reason find out krni chaye or phir us reason ko remove krne ki koshsh kren.

          Jn ap apni mistakes or us se hone wale loss ko notes krte hn or us ki reason find out kr knuse remove krte hn to is se ap ko boht faida hota ha or ap future ma b ise repeat krne se avoid krte hn, is se ap k kaam ma behtri a jati jis se ap ki income increase hone k chanses hote hn.

          Agr ap b chahte hn k apni mistake se sekhen or apni trading ko successful or profitable bnayen to phir ap proper planning kr k apni mistakes se learn kr skte hn or apni income increase kr skte hn.
          Thanks 👍
          • #35 Collapse

            Re: Apni mistake se sikhny ki koshish karen

            Aoa Forex members ap sab kesay hain umeed karta hoon k sab thek hoon gay aur kheriyit se hoon gay aur sahi kam kar rahay hoon gay aur acha bonus hasil kar rahay hoon gay. Dear sahi kaha hai hamain apni mistake se seekhna chahiye aur tab hi ham ko kamyabi hasilho gi is liye ham ko mistake hoon to phir ham ko ghabaraana nahi chahiey aur apni mistake se seekhna chahiye O ho dear friend Thanks to karo.....
            • #36 Collapse

              Re: Apni mistake se sikhny ki koshish karen

              Assalam walekum
              ji han aapane bilkul theek kaha hai apni mistake se sikhane ki koshish karen Forex mein kam ke dauran humse knowledge ki Kami ki vajah se bahut sari mistake ho jaate Hain vah mistake kis vajah se hoti hai kyunki hamen Forex ke bare mein knowledge nahin Hota isiliye hamen Forex mein mistake na karne ke liye orex lean krna chahie Forex ke baare mein knowledge Hasil karna chahie tabhi Ham se mistake nahin hogi agar hum se mistake ho bhi jaenge to hamen apne andar itni ability paida karni chahie ke humse dubara hua mistake na ho paye isiliye kaha gaya hai aur x mein apni mistake se sikhana chahie.
              • #37 Collapse

                Re: Apni mistake se sikhny ki koshish karen

                Members Hamen apni mistake se sikhane ki koshish Karni chahie apni mistakes ko Nazar Andaz na Karen mistake se learning Hasil karne ki koshish karen next time unko repeat na Karen Forex per agar aap kamyabi Hasil karna chahte hain to mistakes ko avoid na Karen mistake se hi learning Hasil karne mein aap ko help mil sakti hai
                • #38 Collapse

                  Re: Apni mistake se sikhny ki koshish karen

                  Yes dear Humko apni mistake se learning Karni hoti hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain Ham apni mistake Se Apna nuksan kar sakte hain Humko is market Mein mistakes Se Bachana Hota Hai.
                  • #39 Collapse

                    Re: Apni mistake se sikhny ki koshish karen

                    Ji han bilkul dear aapane bilkul sahi kaha hai Hamen apni mistake se learning Karni chahie aur knowledge Hasil karna chahie forex market Mein Ham Jab kam kar rahe Hote Hain To usmein Ham dekhte hain is market ko samajhne ke liye aur is market Mein success Aasan karne ke liye Hamen market ke mutabik trade karna Hogi aur Hamen sabse pahle market Ko samajhna Hoga aur uske bad Hamen trade open karna Hogi Jab Ham ismein bagair soche samjhe koi bhi trade Karenge to usse Hamen bahut hone ke chance Ho Jyada Ho Jaati Hain trading Mein Kamyab hone ke liye aapke pass experience aur Mauj hoga to aapko ismein success Milegi edelweiss trading Mein Kabhi Bhi successful trader Nahin Ban Sakte Jo log is business mein jyada Se Jyada mehnat karte hain aur ismein knowledge Hasil Karke kam karte hain unko is business mein jyada Achcha profit Milta hai aur vah log ismein Kamyab Hote Hain Jab Ham is market Mein Apni mistakes per control Karenge doston mein bahut jyada fayda hoga.
                    • #40 Collapse

                      Re: Apni mistake se sikhny ki koshish karen

                      ji han aapane bilkul sahi kaha hai demo kaun se aap ko sikhane ki koshish Karni chahie Jab aap mehnat karte hain to kabhi bhi aapki mehnat Jaya Nahin jaati isliye aap jitni jyada mein hath karte hain utna hi reward milta hai Forex trading mein expert trader banne ke liye knowledge or experience bahut important hai Agar aapke pass is market ki technical analysis skills hai aur candlestick chart patterns or knowledge hai to aap nuksan se buch sakte hain aur accha profit hasil kar sakte hain Apne knowledge ko pahle demo account ke upar practice Karen aur uske bad real account mein trading Karen demo se aapko apni mistakes Ka pata chalta hai demo account aapki trading skills ko acha karta hai demo account per practice karne se aapka experience achha hota hai agar aap emotional discipline aur risk to reward ratio ke hisab se trading karenge to loss hony
                      k chances kam hote hain Forex trading ek bahut Achcha business hai ismein aap jitni jyada mehnat karte hain Ap ko uska reward milta hai Forex trading 1 bahut Achcha business se ismein aap ko mehnat Karni chahie Apne knowledge or experience ko improve karne ki koshish Karni chahie Jab aap acche knowledge or experience ke sath kam karenge to aapko bahut benefit hoga
                      • #41 Collapse

                        Re: Apni mistake se sikhny ki koshish karen

                        Ji han bilkul Forex Mein Hamen Mera karna chahie apni mistake se sikhane ki koshish Karna chahie Agar Ham Apne mistake se sikhane ki koshish Nahin Karenge Apne work ko improve Nahin Karenge proper work Nahin Karenge To Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Hamen Kamyab hone ke liye mehnat aur 2:00 Baje ke sath kam karne aur us par Jyada focus karne ki koshish Karna Hogi tab jakar Ham Best earning wise result Hasil karne mein Kamyab Honge Hamen kamyabi Se Achcha result hoga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Re: Apni mistake se sikhny ki koshish karen

                          Assalamualaikum pyare doston good morning kaise hain sab dost theek hain tere doston bahut hi achcha informational informative sawal Kiya gaya hai ki apni mistake se sikhana chahie Ji Hain tere doston hamen apni mistake se sikhana chahie learn karna chahie dost jab ham apni mistake ko remove karne ke to kabhi bhi nahin Sikh sakenge Bar Bar vahi Mein states repeat karte rahenge to pyare doston mein chahie ki agar humse koi major mistake ho jaati Hai to hamen next time nahin karna chahie musalman karna chahie Taki next time humse koi aisa nuksan Na ho jaaye se hamara account was ho jaaye pyare doston mistake hoti rahti Hain koshish Kiya Karen district se learn Karen saken uske bad inshallah jarur achcha profit Milega achcha bonus Milega acche kamyabi acchi achievement milegi

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X