Assalamu Alaikum dear members Forex trading market mein Ichimoku Kinko Hyo Indicator system bahut jyada helpful hota hai, is is related already 3 topic ko discuss Kia hai, aaj main aapko is sa related last discussion krna chahata Hun. Jis main aapko btana chahoun ga Kay isko completely focused kar Kay aap kesy deceision making Kar sakhty Hain.
Chikou Span / Legging Line
Legging Line just ko aap chikou Span bhi khety Hain, jab ya line cloud ko cross krti hai, tu ismein aapko strong Signals mil rahy hoty Hain, simple aapko ya dekhna hota hai agar legging line clouds ko uper sa touch kry get to bullish trend expected ho ga or agar legging line lowwer side sa touch krti hai, tu usmein downwards movement expect hoti hai.
Prices Verses Clouds
Dear member Forex trading market mein agar aap Ichimoku Kinko Hyo Indicator system ko properly utilised karte Hain, to ismein aapko yah focus karna hota hai, Kay agar prices clouds sa uper close ho rahi Hain, consistently kuch candlestick ki closing upper side per hai, tu is main aapko hamesha buying entry Lena hoti hai, or agar prices clouds sa down close ho rahi Hain, tu expected bearish movement ho sakhti hai.
Legging Line Rebounce
Dear member Forex Market mein jab aap Ichimoku Kinko Hyo Indicator ko utilise karte Hain, to usmein agar legging line clouds ko span A per touch krti hai, tu rebounce Kay bahut jyada chances hoty Hain, or agar us time per rebound na ho tu span B per apko maximum rebounce Kay chances mil sakhty Hain.
Span Crossing
Ichimoku Kinko Hyo Indicator system main jab aapko Senkou Span A or Senkou Span B ki study karte Hain, to enk crossover per aapko hamesha bahut jyada helpful signal mil rahy hoty Hain. Jin per aap entry la sakhty Hain. Jab bhi Senkou Span ka cross over ho ga us time per expected trend change hony Kay chances ho sakhty Hain.
Turning and Standard Line
Dear member Forex trading mein agar aap apni trading activities ko complete karne ke liye Ichimoku Kinko Hyo system ko utilities krty Hain, tu ismein aapko turning line or standard line ko beginning level per study karna hota hai. Jab bhi red colour ki line Jo Turning line ko show krti hai, uper wali side panel ho ge buying entry expected ho ge, or jab Red colour wali line down ho ge tu bearish movement ho sakhti hai. Dear member main aapko ya batana chahata Hun turning line or standard line ki crossing bahut fast hoti hai likn ya sb sa weakest signals hoty Hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим