Market ko scalp kerna asaan nahi hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko scalp kerna asaan nahi hai.
    Dears akser traders short profit kamany ke liye market ko scalp kerty haen. Un ke mind mein yeh hota hai ke wo market ki her movement ka faida uthaen aisa nahi ho sakta. Market mein sary andazy darust hona mumkin nahi. Es liye scalping aik bahut hi risky strategy hai. Kyon ke es mein ap ki aik trade ap ke sary profit ko khatam ker sakti hai. Es liye scalping kabhi na karaen. Proper trading long term trading karaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko scalp kerna asaan nahi hai.

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik tough aur risky business hey iss men market musalsal up down move karti rahti hey iss liay market ki movement ko samjhna mushkil hota hey kiun k iss men achanak trend change ho jata hey iss liay koshish karen k pahlay market ka mukaml anaylsis karen aur phir market ki position dekh kar trend ko follow karen aur hamesha small lot size ko use karen aur stop loss aur take profit dono zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
    • #3 Collapse

      Re: Market ko scalp kerna asaan nahi hai.

      Assalam o alaikum Dear Forex member's Kia hal hn umeed krta hn ap sab member's kheriyat se hon gy Forex trading mn kam intihai Soch smj k krna parta r experience ka hona bahut ee ziyada zarorai hota h r Forex market mn trade lagty hwy market ko check krana bhut ziyada zarorai h q k market trading mn utar charo ata rheta h jis Ka hamy knowledge r experience hona chye tab e hamy trade lagana chye takey profitable bonus mily
      • #4 Collapse

        Re: Market ko scalp kerna asaan nahi hai.

        Bilkul aapki baat hundred percent correct hai aur main aapke sath agri karta hun market Ki Har Muhammad the prophet nahin kar sakte Kyunki market to understand karna aur acche point per market Mein entry Lena option Nahin Hai Uske liye Jyada mehnat ki jarurat hai aur Jyada practice karne ki jarurat hai agar aapko market mein Hundred Percent confirm Hoke market abhi send per book Karegi tab bhi aapko Jaruri Nahin ke vah market prapt De isliye market Mein prapt gain karne ke liye sabse important Baat yah hai ki aapko Jyada mehnat Karne ki jarurat hai aur experience increase karne ki jarurat hai aap market Mein Har moment per profit Hasil nahin kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: Market ko scalp kerna asaan nahi hai.

          My dear friends I hope you will be happy and enjoy the unlimited profit on the forex trading ji aapane bhi Sahi Kaha Jo trader market main market macha scalping karta hai aur isko Samajhta Hai Wahi trader Kamyab and Hamesha market ko samjhe acche Na lyrics uske sath kam Karen agar aap acchi trading Karenge aur Forex Main Apne mind ko fresh kar ke aur acche target ko set kar ke aage badhenge to aap nazli Kamyab Honge Hamesha dost planning ki jarurat hoti hai nahin aati hai mein Kamyab banati hai isliye pata ki main mehnat Karenis ke sath sath firex ko samje or seriously kam kare agr ap serious honge to ap lazmi kamyab hai hamesha achi learning hi kamyab banati hai isliye ap achi learning kare or khud ko improvement main leker ayye
          • #6 Collapse

            Re: Market ko scalp kerna asaan nahi hai.

            market main scalping karna assan nhe ha aor na he ye har kisi ka bas main hota ha lakin jo bada is ko samjh leta ha woh bahut he acha profit bana leta ha market main is ka lye ap ka pas asi strategy hona zarori ha jo scalping karny main ap ki madad kary or ap ko bahut he acha resukt de
            • #7 Collapse

              Re: Market ko scalp kerna asaan nahi hai.

              Forex mein humain waisay bhi scalping nahin kerni chahyea iss mein loss honay ka bahut zayada khatra hota hai kyun kay iss ki market mein bahut zayada tezz hoti hai jis kay lye bahut zayada experiance ka hona bahut zaroori hai market musalsal up down move karti rahti hey iss liay market ki movement ko samjhna mushkil hota hey kiun k iss men achanak trend change ho jata hey iss liay koshish karen k pahlay market ka mukaml anaylsis karen aur phir market ki position dekh kar trend ko follow karen aur hamesha small lot size ko use karen aur stop loss aur take profit dono zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hai iss lye aap ko forex mein normal rules kay mutabiq trade ker kay profit hasil kerna chahyea
              • #8 Collapse

                Re: Market ko scalp kerna asaan nahi hai.

                Yes dear you are right Forex trading business mein agar Ham Baat Karen scalping ki to vah member joki se Chahte Hain Ki vah market Ki Har movement se fayda Utha sakte hain aur scalping ke jariye is business Mein acche advantages Hasil Kiye Ja sakte hain To Ham Tamam members ko Mera Ye Mashwara hai ki market Ki Har movement se fayda uthana aur kisi trader ke bus Ki Baat Nahin Hoti Aisa sirf aur sirf expert trader to kar sakte hain lekin ek naya Aane Wala member scalping se fayda nahin Utha sakta isiliye pahle aapko scalping ke musalle complete knowledge aur information Hasil karne ke bad aur Apna experience increase karne ke bad karna hi aapke liye best Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko scalp kerna asaan nahi hai.

                  Forex trading market Mein Jab aap market Mein scalping Karte Hain To Aisi situation main aapke liye bahut jyada risky situation ho sakti haiForex trading platform per successful hone ke liye aapko Hamesha different important value edit advantages ko increase karne ke liye consistently is platform per according to requirements apni working ko complete karna hota hai Kyunki jab tak aap Forex trading platform per according to standard working Nahin Karte aap Forex trading main bhi successful Nahin ho sakte hain Kyunki Forex trading market Mein Jab aap scalping karte hain to usmein aapke liye bahut jyada risk involved ho raha Hota Hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko scalp kerna asaan nahi hai.

                    Yes dear ap ny bilkul thek kha hy scalping trading risky hota hy kun k market k har movement sy faiyda uhtna bht mushkil hy Forex trading market me jab app acchi tarah apni talim ko mukammal kar lete hain to uske bad jab aap market mein main apni e mehnat ki vajah se apni working ko start karte hain to ismein aapko bahut munafa milane ki ummid lag sakti hai kyunki jab aap apni e-study ko acchi tarah mukammal karke market mein apni e working shuru karte hain to ismein aapko bahut achcha manafa mil sakta hai jb scalping trading itni asan ni hy es me ap ko nusqan ho sakta hai es ly market ko samjin or achi trha trading kr
                    k profit lain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko scalp kerna asaan nahi hai.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Angelmano43 پيغام ديکھيے
                      market main scalping karna assan nhe ha aor na he ye har kisi ka bas main hota ha lakin jo bada is ko samjh leta ha woh bahut he acha profit bana leta ha market main is ka lye ap ka pas asi strategy hona zarori ha jo scalping karny main ap ki madad kary or ap ko bahut he acha resukt de
                      Jab ap scalping karty hain tu ap kay pas aik tu capital acha hona cheye. or dosra ap kay capital mai jitna acha capital ho ga tu ap ko yeh asani hogi kay ap achy sy scalping ho sakti hai. ap khas pair pay trading karain.ap khas pair py trade karian or un ki news pay ap ko focus karain. ap jitni high impact news hogi or ap ko un ko use karna ati hogi tu ap ko faida hoga. esleye ap high impact news ki trade karain or us kay mutabiq ap apni trade karain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X