Forex trading rules ko follow karna chahie rules Forex trading mein hamari help karte hain loss se bachne ke liye agar Ham rules ko follow nahin karte ya un ko break karte Hain to hamara apna loss hota hai forex trading mein sab se pahle money management ko follow karna bahut zaruri hai money management se ham apne account ke capital ko control karte hain aur us mein kitne percent risk le kar hum ne trading karni hai ye decide karte hain es liye money management ko sikhna bahut zaruri hai money management se he ham acchi trading kar ke acha profit hasil kar sakte hain aur hamen loss hone Ka dar be nahin hota kyun ke Ham stop-loss point ko calculate kar lete hain aur trade mein galat movement per be hamen loss ziada nahin hota aur small losd mein hamari trade cut Ho jaati Hai aur loss ko recover karna hamare liye easy ho jata hai es liye money management ke through trading kar ke acha profit Kiya ja sakta hai aur rules ko follow karna be bahut zaruri Hai forex market mein, Agar Ham Forex trading acche se karna chahte hain Ham Jante Hain Ki trade Karke Achcha profit Le sake To Hamen trading karne se pahle market ki situation Ko samajhna Hoga market ke movement Ko samajhna Hoga Agar Ham acche se trading karte hain learning karte hain money management se trade krty Rahte Hain To Hamen isase bahut fayda hota hai Ham acchi trade kar sakte hain Agar Hamen trading acchi karni hai Ham profit Lena Chahte Hain To Hamen money management ke sath trading Karni Hogi Agar Ham money management ke sath trading Karte Hain To Ham Apne account ko Loss se bacha lete hain Hamara account Loss se bacha rahata hai Jab Ham trading rules ke sath karte hain money management ke sath Karte Hain To Hamen Achcha profit hota hai aur ham loss se bache rhty hn apny account lo loss se bachat Rehte Hain To Ham acche se tradong Karke Achcha profit Le Lete Hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим