Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe
    Dear traders, Assalam o alaikum, umeed hy kehy keh ap dostoon ka weekend acha guzar rha ho ga aur aap log achi trading kar rhy hoon gy aap sab dost mashwarah den keh kia hamain gold market main kaam karna chahye ya nhe agar karna chahye to iss main hamari planning kaisi honi chahye aur agar nhe karna to hamain aur kiss market ki taraf ziada say ziada focus karna chahye ya nhe aur kistarh ziada say ziada hum log forex trading business main kamyabi hasil kar sakty hain ap sab dost apna apna aara say musfeez kejye taa keh hum sab dost bhi ap ki achi trading kar saken aur kamyab bhi ho saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

    Dear brother forex trading men gold aik famous pair hey iss men bahut ziyada trading hoti hey aur jahan tak mera khayal hey forex trading men 50 percent log gold pe trading kartay hen lekin iss k sath sath gold aik risky pair hey iss men aksar unexpected movement hoti hey iss liay ya tu acha profit mil jata hey ya account jaldi wash ho jata hey iss liay gold pe trading karnay k liay big bonus aur big experience hona zaroori hey aur phir small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor manage karen tu safe trading hoti hey
    • #3 Collapse

      Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

      Ji han bhai jaan Hamen Gold ke upar Jyada focus karna chahie Kyon kya market Mein Gol ke upar Jyada rate Lagate Hain Kyunki gold mein bahut Achcha profit Deta Hai gold or silver ki Munh bahut jyada hi hoti hai jisse Ham acche profit ko Hasil kar sakte hain aap Logon Ko Chai Ki aap Hamesha gold small lot size ka istemal Karen kabhi bhi bich lot size ka istemal Mat Karen Geographic lot size ka istemal Karte Hain To aap ka account bhi wash ho sakta hai thank you so much my dear Forex member
      • #4 Collapse

        Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

        Assalam o Alaikum main umeed karta hoo keh ap sb khariat se hoo gee or mazzey se apni zindagi gozar rahey hoo gee yes of course Forex me apko gold pe focus karna chahye. Q keh gold he apko profit baht ziada de sakta hai.
        Jitna ap gold ki trading ko samajhtey jae gee utna he apko profit hooney k chances increase hootey jae gee. Gold apki loss bhe kaafi had tak de sakta hai. Par iska profit bhe zabardast deta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

          nahin gold bahut hi risky pair hy tu hamen as men dkeh bhal kar trading karny hoty hy agar hum as men dkeh bhal kar trading karty hain tu hum as men nakam nahin ho sakty hain balkeh hum as men kamyaby hasil kar sakty hain tu hamen forex men himat nahin harny chaehy kun kay forex men jo log hjimat har jaty hain tu voh as men nakam ho jaty hain ur kabhy bhe as men acha nafa hasil nahin kar skaty hain balkeh voh as men nakam ho jaty hain tu hamen forex men tawajho kay sath trading karny chahey kun kay agar hum as men tawajho kay sath trading karen gy tu hum nakam nahin ho saken gy balkeh hum as men achy earning hasil kar skaen
          • #6 Collapse

            Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

            Assalamu alaikum ummid hai aap sab khairiyat jaaungi Diya aapne bilkul sahi baat ki hai Hamen gold per jyada kuchh karna chahie kyunki jab ham gold per trading karte Hain to jyada se jyada profit hasil kar sakte hain lekin is per trading karna bahut hi risky hai Forex trading Mein kam karne ke liye Hamen Apne mind ko active rakhna chahie jab ham active mind ke sath kam karte Hain to ham acche tarike se kam kar sakte hain Forex trading Mein kam karna bahut hi easy hai hum jitni bhi jyada mehnat se kam karte hain itna jyada hi ham profit hasil kar sakte hain Forex trading per kamyabi hasil karne ke liye mehnat bahut jaruri hai Hamen Forex trading ko apna business samajhkar kam karna chahie jab ham apna business samajh Kar kam karenge to tab hi ham Apne kaam par focus kar sakte hain aur success hasil kar sakte hain Forex trading per kam karna mushkil Nahin hai balke iske liye hamare pass knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai agar hamare pass knowledge or experience Hoga to ham easily is per kam Karke kamyabi hasil kar sakte hain Hamen mistakes to avoid karna chahie kyunki agar ham ek mistake bar bar repeat karte Hain to usse hamara account block kar diya jata hai aur hamari mehnat West Ho jaati hai isiliye ham Mein Soch samajh Kar kam karna chahie tab hi ham mistakes se dur rah sakte hain aur acche level ka kam kar sakte hain Forex trading bahut hi profitable business hai is per ham Ghar baithe hi mehnat Karke jyada se jyada nighasan kar sakte hain aur apne khwab pure kar sakte hain Forex trading jobless logon ke liye bahut hi helpful business hai vah Forex trading per kam Karke Ghar baithe earning hasil kar sakte hain Hamen apni family members aur apne friends ke sath bhi Forex trading se related discuss karna chahie aur unko Forex trading ke bare mein inform karna chahie taki vah bhi Forex trading per kam Karke jyada se jyada earning hasil Karen Forex trading fake business Nahin hai balke ham main har weekend per bonus Diya jata hai aur ham use per trade lagakar profit hasil kar sakte hain Forex trading per hardworking karne ke liye Hamen time nikalna padta hai jab ham Forex trading per hardworking karte Hain to tabhi ham successful trader ban sakte hain agar ham time waste karte rehte hain minut Mein hi kamyabi Ka Raj hai ham minut Nahin karenge to main Kabhi bhi kamyabi Nahin mil sakti
            • #7 Collapse

              Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

              Dear forest market Mein trade Lagane se pahle Hamen analysis karne Hote Hain Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain Gold per trade karna Itna Jyada Mushkil Nahin Hota is per Hamen analysis karne Hote Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

                Assalamu Alaikum Rahmatullahi Wa Barakatuh karta hun kya aap sab khairiyat se Honge ji Ham bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai main aap kis baat se agri karta hun kya aapane ka 6 Sawal kiya hai ki Hamen jyadatar Gold per pakad karna chahie ji Yahan bhai jaan aap to bilkul theek hai Hamen Jyada Se Jyada karna chahie Agar Hamen gold ki market chance de rahi hai to Mein chahie Kyon amusement red lagakar Achcha Se Achcha pura pata kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

                  Assalamu Alaikum Agar hamare pass Forex Mein kam balance hai To Hamen kabhi bhi gold per trade Nahin Lagani chahie Hamen Hamesha currency per hi trade Lagane chahie Taki Ham is se nuksan se bhi bach sakain Agar Ham gold pr trade lagaenge to isase Hamara nuksan bhi ho sakta hai aur Hamara account bhi wash ho sakta hai isiliye kabhi bhi Forex Mein Gold per trade Nahin Lagani chahie Hamesha ismein currency per bhi trade Lagani chahie Is Tarah Se aap nuksan se bach sakte hain aur Is Tarah Se aap Forex mein Main profit bhi Hasil kar sakte hain
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

                    Ap ny bhot hi acha question pocha hy mn ap ko yehi btana chahta hn k agr ap ka account balance bhot ziada ho to ap phir gold pr trading krin or agr ap ka account balance bhot kam ho to ap gold pr trading na krin Q k gold ki movement bhot teez hoti hy agr ap ka account balance bhot kam hy to ap ko loss ho sakta hy or es k elwa ap ka account wash bhi ho sakta hy es liy ap apna mind mn account balance ko dekhta howa trade lagin agr ap meri es instructions ko follow krin gy or apna account balance ko dekh kr gold pr trading krin gy to ap es pak forex form or insta forex trading jaisa behtreen platform sy kafi achi earning kr sakin gy es lia ap meri es instructions ko follow krin or es Pak forex form or insta forex trading jaisa behtreen opportunity sy faida hasil krin
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

                      Pakistan forex main tamam doston ko salam umeed karta hn ap sb log khair khariat sy hn gy aur acha bonus hasil kr rahy hn gy hamain gold ki market main usi surat main trade lagani chaiye jb hamain.es market par achi khasi grip hasil ho jay other wise gold ki market aik dam sy up and down hoti hy jahan es ki trade k.oper profit buht acha milta hy udhar he loss k chances b buht zaida hoty hain lehaza gold par acha signal milmy ya mukamal grip na hony tak trade na lagain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

                        Ji han bilkul theek baat hai gold ek aisa pair Hai jis per hamen bahut acche tarike se profit Hasil ho sakta hai jyada profit Hasil karne ke liye hamen iske bare mein knowledge Hasil karna chahie jitna jyada knowledge hoga utna hi jyada Ham kuchh to trade lagakar processing kar sakte hain lekin bahut jyada market ko dete samajhte hue hi analyse karne ke bad hamen is per trade lagani chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

                          Ji Sar aapki post bahut acchi hai Hamen trading Mein gold Kar Hi focus karna chahie Kyon Ke gold Hamen Achcha profit deta hai aur uske alava iska pe abhi bahut achha hota hai lekin Bada koi bhi Hota Hai ke gold Mein unexpected Kishan ki Munh Hoti Hai jisse Mein loss bhi ho jata hai ya FIR Hamara account was ho jata hai isliye Jab Bhi khod per aap log trade lagaen to Dhyan se trade Karen Taki usmein loss Na Ho aur aapka account was hone se bacha Jaaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

                            Forex trading mein agar aap new member hain aur aap trade abhi start kar rahe hain to aapko chahie kya aap gold ki trades kiss award Karen kyunki gold kaisa hai jiski more point bahut hi mushkil se samay chahti hai isliye jab bhi aap gold ki train ke bare mein sochte hain to aapko uske liye kam se kam 2 sal ka experience hona jaruri hai agar aapke pass itna experience hai to aap proper trading kar sakte hain code per agar aapke pass itna experience nahin hai to aap gold rate ko forward Karen aur currency pairs per trade Karen jisse aap kam profit lekar trading co jari rakhta ke
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia Hamain Gold main ziada focus karna chahye ya nhe

                              Gold mein trading krne se oehke gold ko ache se smjna lazmi ha kion k yeh aik bot he ziyada movement wla risky pair ha or is k sth yeh bot he ziyada profit Dene wla pair ha is pr ap jtjan ziyada focus krhen kr pehle acha anlysis krien yeh ap ko itna he ziyada faida de ga is liye ziyada km krhen ziyada time guzarein gold pr tan k so ko is ki movement ka pta chl jay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X