Loss sy preshan na ho
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss sy preshan na ho

    Assalam o alaikum dear forex member thk kaha hai aap nai kai humain los sai preshan nahi hona chahiay kiun kai jb agr humain aik baar loss hota hai to us sai humain ainda kai liay sekhna chahiay agr hum mehnat sai acha kaam kren gai to kabhi bhi humain loss ka samna nahi ho ga aur agr humain loss ho ga to bhi us sai preshan nahi hona blkai us loss ki reasons ko jaan kr ainda kai liay apni ki janay wali mistakes sai sekhna chahiay aur mehnat sai kaam kr kai kaamyabi ko apna muqadar bna lena chahiay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss sy preshan na ho

      Assalamu Alaikum ummed krta hon Sab khairiyat se Honge Forex online business hai Business mein loss hota rahata hai business ka hisaab hota hai isliye aapko love se bilkul Pareshan Nahin Hona chahie aur aapko daily work Apna Jari Rakhna chahie mehnat aapko Karte Rahana chahie jisse aapko profit Hoga loss aap kabhi bhi na Pareshan Hoon
      • #18 Collapse

        Re: Loss sy preshan na ho

        Yes dear Humko is market Mein lost se pareshan Nahin Hona chahie Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain Ramesh Market Mein Lo se bachne ke liye acchi planning kar ke kam kar sakte hain.
        • #19 Collapse

          Re: Loss sy preshan na ho

          Forex trading me success hasil karne ke liye emotional discipline bahut jaruri hai agar aapko is business mein loss hota hai to aapko pareshan Nahin Hona chahie Forex trading ek bahut Achcha international business hai agar aap is business mein mehnat karte hain aur apne knowledge or experience ke sath kam karte Hain to aap bahut acha profit hasil kar sakte hain ya ek international business hai online business hai jismein aap apne ghar mein baith kar kam kar sakte hain aur income ko increase kar sakte hain is business main aapka knowledge sabki bahut help karta hai knowledge or experience ke sath mehnat Karke aap income ko increase kar sakte hain demo account ki practice se aapko bahut fayda hota hai kaun ke upar kam Karke new trader aapane experience ko improve karte hain emotional rasipalan Forex trading mein success hasil karne ke liye bahut jaruri hai emotional discipline aur risk to reward ratio ko follow karke agar aap trading karenge to aapko bahut benefit hoga emotional discipline aapko professional trader banne mein bahut help karta hai is business mein aap mehnat ke sath professional trader ban sakte hain agar aap logon se pareshan hote hain to usse FIR aap kabhi bhi successful trader Nahin ban sakte
          • #20 Collapse

            Re: Loss sy preshan na ho

            Hello dear kaise ho ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge hamen love se bilkul pareshan nahin hona chahie kyunki unki ka hissa hote hain agar Ham kah rahe hain to usmein profit coronavirus hota rahata hai profit aur nuksan hota rahata hai lekin se nahin kar aana chahie profit karne ke liye jyada se jyada karni chahie karna chahie Umesh vyas aur knowledge ke sath apna Kam karna chahie tha ki hamen jyada profit or loss se padh sake loss Ho Vijay to ghabrana nahin chahie balki apne kam ko continuous aur apne kaam ko uske sath karte Hain
            • #21 Collapse

              Re: Loss sy preshan na ho

              Loss se pareshan nahin hona chahye balkay jesay profit ko khush ho qabool kartay hain wesay he loss ko b khullay dil k sath qabool Karen Q k loss aur profit dono kisi b business ka hissa hotay hain. Agar ap loss se pareshan ho jaen gay to ap zyada dair tak is business men nahin reh saken gay. Lehaza loss se pareshan honay ki bajaye apni mistakes ko minimise Karen ta k next time apko loss na ho.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Loss sy preshan na ho

                Ji han Forex trading Mein jab hamen loss hota hai to log pareshan ho jaate Hain hamen is lost se pareshan Nahin Hona chahie bal ke himmat se hamen kam karna chahie aur hard work karna chahie ya loss aur Jo fayda hota Hai ya aur bar aur business Ka hisab hota Hai hamen is bilkul nahin karna chahie bal ke himmat se hamen kam karna hamen etbar karna chahie ke ham apne business ko badha sake hamen etbar karna chahie tha kya main apne business ko bada sake aur mehnat kar hamyn ni chahie

                اب آن لائن

                Working...
                X