Small target and no stoploss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small target and no stoploss
    Dear traders akser hum en strategies se bhi apna bahut Sara nuqsan ker daity haen ke humari soch hoti hai keh hum market ko small target daen Jo wo asaani se poora ker le ge aur stoploss nahi lagaty ke wo hit na ho jaye. Humaen es mein kafi kamyabi bhi mil jati hai lekin 1 se 2 aisi trades hoti haen Jo ap ke target ko hit nahi kerti aur wo ap ke against hi against move kerti jati haen. Wohi trades ap ke poory profit ko khaa jati haen. Aisy nahi kerna chahyea ager ap ne stoploss nahi lagana tu aik point pe aa ke ap market ko judge karaen ke us mein gunjaish bhi hai wapsi ke ya nahi ager gunjaish nazar na aye tu jitna loss milta hai le laen. Kyon ke jitna ziyada ap us ko lamba karaen ge utna nuqsan berhta jaye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small target and no stoploss

    dear g belkul ap ki bat sahee hay agar ham is main stop loss ko use kr k he trade ko karaty raha kia karein gye to he ja kr k ham ko is main kamybi mil sakti hay so is main ham ko chye k ham is main apnay kam ko karnay mauin kabhi bhi laziness ko mind main add nah honey dein aor is main ham ko achay say acha kam ko last tak karaty rahna ho g agar ham kamybi ko hasil karna chatay hein is main to .
    • #3 Collapse

      Re: Small target and no stoploss

      Forex men trading kay duran hamen stop loss ka istamla karna hota hy agar hum as men stop loss ka istamal nahin karen gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil anhin kar saken gy balkeh hum as men nakam ho jayen gy tu hamen jaldi kay sath koi bhe trade open nahin karny hoty hy tu hamemn jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna hota hy kun kay aga hum kabhy bhe kisy bhe kam men jaldi karty hian tu hum nakam ho jaty hian ru hum kabhy bhe acha nafa hasil anhin kar skaty hain balkeh hum as men nakam ho jaty hian tu hamen kotahy kay sath koi bhe kam nahjin karna chahey kun kay agar hum saber kay sath acha kam karen gy tu hum achy earning hasil kar saken gy ur agar jhum as men saber kay sath trading nahin karne gy tu hum as men nakam ho jayen gy ur hum kabhy bhe as men acha nafa hasil nahin kjar saken gy balkeh hum as men nakam ho jayen gy tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam anhin karna chahey kun kay forex men jaldi kay sath kam karny waly nakam ho jaty hain ru kabhy bhe acha nafa hasil anhin kar skaty hain balkeh voh nakam ho jaty hain tu hamen saber karna lazmen hota hy
      • #4 Collapse

        Re: Small target and no stoploss

        Right small target say hi chalna chahiy hamesha apko chahiy k small target hi rakheen apna q k AP janty Hain hum binsu say trade karty Hain aor hameen bonus mift me nahi Diya jata bohut zyada mehnat say hi hameen bonus milta Hy isi list dear members apko chajiy k sabar k ath Kam kareen best tariky say trade kareen khud k bonus ko kabhi bhi waste na hony dain aony Account konkabhi bhi wash Na hony dain is trah hi ap kamyab hojayngy
        • #5 Collapse

          Re: Small target and no stoploss

          My dear friends I hope you will be happy and enjoy the unlimited profit on the forex trading agar aap Forex trading Mein Dekhenge to Jhooth Raider Apne account ko sev Karke trading karte hain Vahi trader Forex HAL Nahin lete hain agar aap acche nahin karna chahte hain to Forex trading co samjhe aur apni beti ko saaf rakhen small land use Karen Jo trader band karte hain aur apne Bennett ke sath kam Karta acchi improvement Lekar Aate Hain vah Kabhi Bhi Na Kam Nahin Hote Hamesha Hamari acchi learning ji Hamen Kamyab bana diya isliye Forex Mein acchi learning Tarah aur Hudco improve Karen Agar aapane group Karenge to aap pass mein Kamyab Hongeis ke sath sath firex ko samje or seriously kam kare agr ap serious honge to ap lazmi kamyab hai hamesha achi learning hi kamyab banati hai isliye ap achi learning kare or khud ko improvement main leker ayye
          • #6 Collapse

            Re: Small target and no stoploss

            Ji han bhai jaan Jaisa ki ham log Jante Hain Ki small target and not stop loss aap Logon Ko chahie kya aap apna thoda target Rakhe kya aapane Stargate ke bad apni friend ko close kar dena Aur stop-loss Ka istemal nahin karna ho to kya market use aapke point gane ke liye thoda sa Waqt Lena hota hai jisse Upar Bhi Ja sakti hai aur niche Bhi Ja sakti isliye small target ko Star Plus ki jarurat Nahin Hoti thank you so much my dear Forex number
            • #7 Collapse

              Re: Small target and no stoploss

              Dear member agar aap bahut jyada risky trading nahin karna chahte hain To Aisi situation mein aapke liye minimum profit targets bahut hi important role play kar rahe hote hain Kyunki Forex trading market main aapko Hamesha bahut jyada advantages increase karne ke liye consistently market per focus karna hota hai aur ismein aapko maximum advantages Hasil karne ke liye consistently market Mein Apni trading co profitable banane ke liye ismein maximum advantages ko increase karna Hota Hai.
              • #8 Collapse

                Re: Small target and no stoploss

                Dear jab aap forex market Mein Koi Bhi trade open karte hain to aapko internet ke sath stoplos Ka istemal Karna Hota Hai forex market Mein kam kah Rahe Hote Hain To usmein Ham dekhte hain ki Hamen ismein experience ki jarurat hoti hai agar Ham ismein experience ke sath Kam Nahin Karte To Ham ismein kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte dear trading main aapko apna experience hi share karna Hota Hai Jab aap ismein dusre members ke sath Apna experience share Karenge aur ek ismein ek dusre ke sath Milkar kam Karenge to aapko ismein bahut jyada fayda Hoga dear trading Mein Jab aap demo counter practis karte hain aur aap demo account ka istemal karte hain to aapko ismein yah fayda Hote Hain Ki aapka experience increased hota rahata hai jisse agar aap apna experience or knowledge share Karenge to aap kabhi ismein fayda hoga Jab aap apne friend ke sath stop-loss ka istemal Karte Hain To aapki trade ismein se for Jaati Hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Small target and no stoploss

                  Yes dear Humko Apna target Itna Jyada Nahin Rakhna chahie aur apni trade ke sath stop loss use karna Hota Hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain Humko market Mein stop loss ke sath Kam Karne Se nuksan Jyada Nahin Hota.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X