Careful about trading?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Careful about trading?
    Hamen trading mein bahut hi careful rahana padega aur gram careful racket kam karte Hain to Ham jarur kamyabi Ho jaate Hain isliye main chahie kya Ham bahut hi samajhdar hi se trading open Karen aur acche se trading Karen agar hamen trading ke bare mein experience hoga to Ham acchi trading kar sakte hain isliye main chahie ki Ham bahut hi samajh ja kam Karen kyunki ek bahut hi uski kam hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Careful about trading?

    Ji bilkul trading koi mazak nahi hai. Yeh insaan ko bahut faida bhi de sakti hai aur bahut ziyada nuqsan bhi. Trading ka shouba select kerne se pehle soch samjh laina chahyea. Ta ke baad mein kisi nuqsan ka samna na kerna perhy aur traders ko chahyea ke trading ko proper way se seekhaen aur jab wo achi trading kerne ke laiq ben jaen tu us waqat trading start karaen.
    • #3 Collapse

      Re: Careful about trading?

      Assalam o alaikum Dear Forex trading member's Kia hal hn umeed krta hn ap sab member's kheriyat se hon gy Han g Forex trading koi asaan kam nhi h balky bahut hi riski kam h hmy trading krny se phely trading k bary mn hamy achi learning and good experience hona bahut hi zarori h trading ham tab ee kr sakty hn jb hamry pas trading Ka knowledge ho q k iss mn profit Tu hota h lkin nuqsan b ho sakta h.
      • #4 Collapse

        Re: Careful about trading?

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik totally risky business hey iss men kamyabi aasani se nhi milti kiun k iss men aksar loss bhi ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir jald bazi se kam nah len aur pahlay market ka mukaml anaylsis karen aur phir trend ko follow karen aur fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen aur small lot size ko use karen aur stop loss aur take profit dono zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
        • #5 Collapse

          Re: Careful about trading?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mariabaloch01 پيغام ديکھيے
          Hamen trading mein bahut hi careful rahana padega aur gram careful racket kam karte Hain to Ham jarur kamyabi Ho jaate Hain isliye main chahie kya Ham bahut hi samajhdar hi se trading open Karen aur acche se trading Karen agar hamen trading ke bare mein experience hoga to Ham acchi trading kar sakte hain isliye main chahie ki Ham bahut hi samajh ja kam Karen kyunki ek bahut hi uski kam hai

          Dear friend agar aap 4x business join kar chuke hain aur aap ismein careful trading karna chahte hain to aapko market ke situation ko acchi Tarah se Na like karna hoga aur market ki movement ke mutabik trading Karni hogi market mein acchi Tarah se teknikal analise ki madad se a aur aur fundamental analysis Karke trade Karni hogi
          • #6 Collapse

            Re: Careful about trading?

            good question I am agree with you dear friends aapane bilkul sahi kaha hai trading mein careful Hona chahie jitna jyada ham Apne trading acchi kar payenge to hamare liye bahut important ho Gaya hamare liye faydemand hogi koshish koshish Karke ham apni trading sev Karen mehnat ke sath Karen experience ke sath Karen aur uske sath Karen taki ham is business mein jald se jald kamyabi hasil karne ke sath apni life mein bhi change mahsus kar saken
            • #7 Collapse

              Re: Careful about trading?

              Dear Forex member Assalamu alaikum ummid Hai sab khairiyat se honge aaj humne jis topic per baat karni hai vah hai careful about trading ya ham jab bhi aap trade karen to aap careful Hoga trade Karen gyat Karen Kiya Karen taki aapko nuksan Na ho las Na ho Jo log gair hokar kam karte hain aur jarur kamyabi hote Hain Jo care hokar kamyab Nahin karte vah kamyab Nahin hote Apne a care karni hai cal aur size ka use Nahin jyada rakhna imandari se hard work karna hai daily work complete karna hai inshallah jarur kamyabi honge thanks
              • #8 Collapse

                Re: Careful about trading?

                Asslamoalikum forex member ji forex bussness ek ricki bussness hi is mn humy soch or samijh kar work karna chy is mn small mistake sa bhi humy loss ho sakta hi is ly humy apna work per focus karni chy is mn all world ka people work karty hn agar hum tread karna chaty hn to market ki movement ko samjhy or soch kar tread karni chy
                • #9 Collapse

                  Re: Careful about trading?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Mariabaloch01 پيغام ديکھيے
                  Hamen trading mein bahut hi careful rahana padega aur gram careful racket kam karte Hain to Ham jarur kamyabi Ho jaate Hain isliye main chahie kya Ham bahut hi samajhdar hi se trading open Karen aur acche se trading Karen agar hamen trading ke bare mein experience hoga to Ham acchi trading kar sakte hain isliye main chahie ki Ham bahut hi samajh ja kam Karen kyunki ek bahut hi uski kam hai
                  Jee han ham trading karta waqt soch samj kar trading karna ho ge agr hum soch samj kar kam nhe kara ga to kabi Kamyab nhe ho saka ga Huma trading karna kaliya experience aur knowledge ka hova buht zaroore hai q ka koi bhi business ho is main experience ka Hona zaroori hai agr hum Analysis nhe karna ga to hum bhi Acha result Hasil nhe ho Sakta hai market ko analysis karna ho ga tab fayda best ho saka ga jo log mehnat kara ga wo Kamyab ho ga agr hum mehnat nhe kar ga to kabi Kamyab nhe ho saka ga hum samjdari k saht trading krna ho ge tab kuch Hasil ho saka ga hum Demo account ko Acha time dina ho ga tab ja kar hum is main Acha result ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Careful about trading?

                    Trading mein Hamesha careful hokar kam karna chahie jab Ham apni trade co careful hokar open karte Hain to ismein Hamen profit Hasil hota hai aur ham jab jaldbazi se apni trade ko open karte Hain to aise Hamen Loss ho sakta hai isliye Hamesha soch samajhkar trading karni chahie aur Hamesha money management ko use karna chahie jo k Forex mein kamyabi Hai Ham money management ko use karke is business mein behtarin profit ko possible kar sakte hain Forex Best earning kar rahi hai aur is mahine se Hi kamyabi Ko mountain banaya ja sakta hai aur ham is nachiyar ne apne experience or knowledge se Hasil karte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Careful about trading?

                      Forex mein humain bahut zayada careful ho ker kaam kerna hota hai kyun kay forex mein ghalti ki gunjaish nahin hoti forex mein kamyabi aasani se nhi milti kiun k iss men aksar loss bhi ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir jald bazi se kam nah len aur pahlay market ka mukaml anaylsis karen aur phir trend ko follow karen aur fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen aur small lot size ko use karen aur stop loss aur take profit dono zaroor manage karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hai iss lye forex mein bahut zayada aehtiat kay sath kaam kerain jald bazi na kerain aur market kay analysis zaroor kya kerain
                      • #12 Collapse

                        Re: Careful about trading?

                        trading ka bary main care full rehna zarori hota ha kun ab is main aksar log aty han jion ko pata he nhe hota ha ka is main kitna risk ha is main loss bhe hota ha aasal main in ko galt gudie kiya jata ha jis waja sa ye yahan par a kar nuksan karty han to ab ap na esa nhe karna ha ab na is ko join karny sa phely market ka bary main achy sa information jama kar leni ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Careful about trading?

                          My dear friends i hope you are well and you are earnning good bouns and good profit by working hard in forex forum dear friends humy treading main careful rahna chaye ager hum treading main chouti se mistake karin gy to humy baouth zeyada loss ho saktha hy ess leye humy axhe aur profitable treading karni chaye takhe hum axha profit hasil kr saky. Jo log hard work kr ty hin voh success hasil kr sakty hin ess leye humy chaye khe hum mehnat karin aur hard work karin aur kamybi hasil karin best of luck.
                          • #14 Collapse

                            Re: Careful about trading?

                            Jitni achi trading ap ki ho gi us main ap ko bhot kuch milta hy jin chezo ko daikha jy to us main ham bhot kuch samjh skaty hy jo log apny kam ko daikhty hy to us kly ap ko bhot kuch milta hy agr ham kam ko bhtr banay gy us main ap ko kamayb bana skaty hy jis main ap ka kam bi acha ho ga us main ap ko kamaybi mily gi jis sy ap ko bhot kuch milta hy jo kh ap ko bhtr banta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Careful about trading?

                              g haan apny bilkul sahi kaha hai k forex aek bht hi risky business ahi hamein is mein carefull ho k kaam karna chahiye. forex ko smajhna aek din ka kaam nahi hai hamein is mein din raat mehnat kar k hi kamyaabi milti hai. forex mein ham din mein kisi bhi waqt kaam kar skaty hain.hamein is mein trade careful ho k lgani chaiye tab hi ham profit gain kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X