Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..
    Assalamu alaikum main yahan per maujud tamam members koi hai batana chahta hun kya agar aap forex form per kamyab hona chahte Hain to aapko chahie Kya khoob mehnat Karen aur forex ke bare mein jyada se jyada learn Karen aap forex ke bare mein itna jyada learn karenge aapko itna hi fayda hoga aur aap achcha prapt har karke acchi admin kar sakte hain lekin jab tak jab tak Kam mehnat nahin karenge to aapka biwi kamyab nahin honge kyon kam mehnat kiye bagair kabhi Bhi Koi kam yad nahin hota aur kisi mehnat kisi ki jaaye nahin hoti Jo mehnat karta hai vah jarur kamyab hta hi..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

    Ji bilkul her trader ki khawahish hoti hai ke wo aik kamyab trader baney aur forex market se acha paisa kamaye lekin jab mehnat ki baat atti hai tu her koi mehnat nahi kerta kuch traders mehnat ke baghair bhi kamyab Hon chahte haen. Lekin aisa mumkin nahi ho sakta. Jab tak ap es market ko seekhaen ge nahi aur trading ko samjhaen ge nahi ao kamyab nahi ho sakte. Es liye kamyabi ke liye her trader ko mehnat kerni perhe ge.
    • #3 Collapse

      Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

      Aslam u alaikum all friends, umeed hai keh ap sub theek hun gay, jo asal bat ha us pe roshni dalty hain, bat ye hai keh kamiyab hona chahtay hain, han ge kamiyabi k liye mehnat ki zarorat hai mgr choti mehnat sy kamiyabi nhy milti is liye agr achy bonus k sath kamiyab hona hai to hard work ki zarorat hogi, yahi hard working kamiyabi ki taraf lay jaye gi, agr ap hardwork he nhy krein gay to ap kamiyab kabhi nhy ho skay gay.
      • #4 Collapse

        Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

        je han dear forex members ager ham log forex mein kamyaaby hasell karna chahtay hein to hamen khoob mehnaat say kaam karna chihay hamen forex mein ache learning kay sath kaam karna chihay or hamen zyada say zyada mehnaat say kaam karna chihay ham log forex mein jetni zyada mehnaat say or ache learning kay sath kaam karen gay ham log frex say otni he ache earning hasel kar saken gay forex aik bohut bara por kamyaab online business hey jes mein hamen khoob mehnaat say kaam arna chihay tab he ham log forex say bohut ache earning hasell kar saken gay
        • #5 Collapse

          Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

          bilkul sahi batt ki hy hmian jitna ho sakay mehnat kerni chahei or ager jitna ho sakay ham mehnat continue krian hmian ismian ek din zror acha kam kerna chahei hamray liay sab kam achay hian likin forex ka kam jitna acha hy tu ham iss per jitna focus kriangay tu phir kamiab ho saktay hian
          • #6 Collapse

            Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

            G bilkul agrr hum kesiii bii Kam me kamyab hona chaty hai tu us k liye zarori hai k hum khob mehnat kry jab hum mehnat krty hai tabhii apny apny Gail's ko achieve KR skty hai apny business ko agy bharha sakty hai .. begair mehnat k insan is duniya me kuch hasil NH krta ha ..Ak famous line hai ...K mehnat kamyabi kii kunjiii hai..
            • #7 Collapse

              Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

              G han forex trading men kamyabi ka mukaml daro madar mehnat pe hota hey kiun k forex trading wesay tu aik tough aur risky business hey iss men kamyabi aasani se nhi milti lekin mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey aur forex trading men mehnat ka phal zaroor milta hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning aur knowledge hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir regular mehnat jari rakhen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

                Asslamoalikum forex member ji humy mhant sa work karna chy forex bussness mn zyada mhnat karni hoti hi is lya humy mhant karni chy is sa humy acha profit hasal hoga hum jitna zida practice karni chy
                • #9 Collapse

                  Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

                  Assalam o alaikum Dear Forex member's g Han bilkul agr hmy kamyab hona h Tu khoob mehnat krani parti h ta k hamari earning b achai ho jis se hmy bonus b Acha mily ga agr hm Forex trading mn kam kr rhy hn Tu hamy ziada se ziada time Forex trading mn practice krni chye r jitna ziyada experience hoga hmy itna ee ziada profit mily ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

                    Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak hon gy or forex trading sy achi earning kar rahay hon gay g apki baat bilkol theak hy agar hum pakistan forex forum main kamiyab hona chahty hain to hami khoob mehnat karna ho gi apna daily ka work daily complete karna ho ga forex py learning karna ho gi or daily news ky sath attah rehna ho ga or trading seekhny ky keay daily market ko analysis kar ky demo account py practice karna ho gi es trah hum daily base py mehnat kar ky forex sy acha profit gain kar sakty hain or forex buisness main kamiyab ho sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

                      Assalamu alaikum hope you all are fine and doing well on Forex trading dear member Apne bilkul sahi baat ki hai agar hamen kamyabi hasil karna hai to uske liye jyada se jyada Mahina ki jarurat hai hum jitni bhi mehnat karte hain na jyada hi hamen uska profit hasil hota hai mehnat ke bagair koi bhi kam Mumkin Nahin isiliye hamen chahie kya ham jyada se jyada mehnat karen to Abhi ham mein kamyab ho sakte hain aur jyada se jyada Nahin hasil kar sakte hainForex trading bar kamyabi hasil karne ke liye hamen dam account per jyada se jyada practice karni chahie demo account bahut hi helpful business hai aur is per ham jitna jyada kam karte hain na jata hi hamare liye beneficial hai kam karne se Forex trading account per kam karne mein aasan Ho jaati hai aur ham may easily per kam Karke Forex trading kar sakte hain main karte hain itna hi ham fayda kar sakte hain isiliye hamen apna learning process ko stop nahin karna chahie Apne learning process ko continue rakhna chahie tabhi ham Forex se related information lete hain aur Forex trading per kam karne mein koi difficulty Nahin Hoti Forex trading mein hamen apna mind use Karke kam karna chahie hamen dusron se signals lekar Kam Nahin Karna chahie kyunki jab ham trading mein I signals receive karte hain to some time vah signals correct Nahin hote aur unki vajah se hamen loss ho sakta hai aur hamara account bhi sev Nahin rahata isiliye hamen Apne on per mehnat Karni chahie Forex trading per kamyabi hasil karne ke liye hamen apna Goal set karna chahie aur use goal ko Achieve karne ke liye hamen mehnat Karni chahie hamen kabhi bhi lalach nahin karna chahie naahi Karni chahie gain or profit to business ka hissa hai agar ham loss hone par himmat har jaate Hain to hamen bhi Nahin milati hai Jo log loss hone per jyada se jyada mehnat karte hain aur apni mistakes ko correct karte hain unko correct karne ke liye jyada se jyada time spent karte Hain to vahi log kamyab hote Hain isiliye hamen bhi loss hone par himmat Nahin Hani chahie milke hamen apni mistakes ko note out karke UN per jyada se jyada mehnat Karni chahie taake hamen kamyabi mil sake Forex trading per hamen tabhi reading Karni chahie jab hamara hamen market ke bare mein information Ho hamen market ka acche tarike se analyses karke hi trading Karni chahie taake hamen loss ka Samna karna pade aur ham jyada se jyada profit bhi hasil kar sake Jo log kisi par depend Nahin karte wahi kamyab hote Hain agar ham mehnat Nahin karenge to ham kabhi bhi kam yad Nahin ho sakte minut mein hi kamyabi Ka Raj hai jo log mehnat karte hain unko hi kamyabi milti hai jo log mehnat Nahin karte unko na Kami ka Samna karna padta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

                        Assalam o allaikum dear forex members umeed krta hn k ap sab khariat sy hnge or forex trading sy Acha profit gain kr rahe hngy baqi jaha tak kamyabi or mehnat ki baat ha to Ji bilkul her trader ki khawahish hoti hai ke wo aik kamyab trader baney aur forex market se acha paisa kamaye lekin jab mehnat ki baat atti hai tu her koi mehnat nahi kerta kuch traders mehnat ke baghair bhi kamyab Hon chahte haen. Lekin aisa mumkin nahi ho sakta. Jab tak ap es market ko seekhaen ge nahi aur trading ko samjhaen ge nahi ao kamyab nahi ho sakte. Es liye kamyabi ke liye her trader ko mehnat kerni perhe ge
                        ✌️ALWAYS HOPE FOR GOOD TIMES ✌️
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

                          Bacteria off Agar is market Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko ismein minut karna Hogi aur Apna target complete karna hogaMarket Mein Hamen rules regulation ko follow karna hota hai agar Ham market Mein rules regulation ko follow Nahin Karenge To Hamen ismein sirf aur sirf nuksan Hoga isliye aapko ismein Soch Samajh Kar kam karna hoga jitni Jyada aap ismein information ko increase karte hain aur acchi quality ka kam karte hain aur planning Karke kam karte hain to aapko is market mein bahut jyada advantages available hote hain isliye aap Khush market Mein learning karna Hogi aur acchi status ke sath kam karna hoga Jab aap ismein acche experience ke sath kam karte hain to aapko is market Mein Achcha result Milta Hai Jab aap ismein mehnat karte hain aur Jyada Se Jyada market mein time spent karte hain to aapko ismein bahut jyada advantages Hasil Hote Hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

                            Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Forex mein kamyabi mehnat se milati hai isliye Hamen Forex par Khoob mehnat Karni chahie aur mukmmal Taur per focus Ke sath Forex per kam karna chahie Forex per mehnat karne ka matlab kya hota hai ki Hamen daily basis per forex per Apne Karm ke target ko complete karna chahie Hamen Forex forum per posting Karni chahie aur regularly demo account per trading ki practice karni chahie Jab Ham a daily basis Pakistan Forex foreign posting Karenge To Hamen Achcha weekly bonus Milega Jiski buniyad per Ham acchi trading kar sakte hain aur demo account per trading ki practis Karne Se Hamare trading experience Mein izafa Hoga Jiski buniyad Par acche experience ki buniyad per Forex trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar aap kamyab hona chahte Hain to khoob mehnat Karen..

                              Yes my dear friend ka hai aapane Hamen ismein chahie kam hai Khoob mehnat karne chahie Agar Ham Kamyab Hona Chahta Hai To Ham mehnat Karen kam Mein Manati kamyabi Kaisa Hua man sakte hai isliye Hamen chahie kya Ham Upar Se Dekho Jyada Se Jyada time Lena chahie jisse Hamara hota hai aur ham Kamyab ho sakta hai isliye Hamen chahie kya Hamen Kaun per Jyada Se Jyada practice karne chahie Jis Shahar element lost Se Ban sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X