Dear traders loss ko recover kerna aik mushkil kaam hai. Kyon ke jab loss hota hai tu traders ghebra jaty haen aur un ko samjh nahi atti ke kon see trade laini chahyea aur kon see nahi laini chahyea. Es satuation mein ager ap ki aik trade loss mein close hoti hai tu ap short time frame pe chaly jaen. Aur us pair ko daikhaen ke shirt time frame pe us pair ne kiya signal diya hai. Ager tu ap ki pehli trade ke opposite trade mil rahi ho tu es ka matlab hai market kuch pips ap ke aur against jaye ge ap lot size aik step berha k opposite trade laga daen aur take profit short rakhaen. Es tarha ap ki pehli trade ka loss recover ho sakta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим