Ager ap se koi trade miss ho jaye tu us ka afsos na kiya karaen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ager ap se koi trade miss ho jaye tu us ka afsos na kiya karaen.
    Dear akser yeh baat traders mein daikhi jati hai ke jab un se koi trade miss hoti hai tu wo bahut afsurda ho jaty haen. Aur koshish kerte haen ke wo kisi na kisi tareeqy se market mein entry laen. Es se yeh hota hai ke jab un ko koi fake trade setup bhi milta hai tu foran entry le laity haen. Jiss se un ko bahut ziyada nuqsan ho jata hai. Aur en emotions ko wo bar bar dohraty haen. Aur nuqsan kerty rehty haen. Aisa nahi kerna chahyea. Trade miss ho gae bus theek ha next trade ka wait kerna chahyea aur jab strong trade mily tu trade open kerni chahyea.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ager ap se koi trade miss ho jaye tu us ka afsos na kiya karaen.

    Assalam O Alaikum dear forex member agr ap sy koi trade miss ho jati hy to dears ap udaas na hoa kren or na hii dil chota kren qk agr ak dafa miss hoi hy to dosri dafa ziada mily ga bss ap mehnat karty rahoo.
    • #3 Collapse

      Re: Ager ap se koi trade miss ho jaye tu us ka afsos na kiya karaen.

      Assalamu Alaikum dear members kaise hain umeed karti hun aap sab theek honge ji aapane bilkul theek kaha hai forex mein soch samajhkar trading Karen agar aapki ek trade mein so jati hai yah do trades mein so jati hai To usse aap pareshan na ho balki apne trading co aage lekar jaaye
      • #4 Collapse

        Re: Ager ap se koi trade miss ho jaye tu us ka afsos na kiya karaen.

        Forex mein humain achi trade laganay kay achay mauqay miltay hi rehtay hain aur agar hum sae koi mauqa miss ho jaye tou uss sae humain perashan nahin hona chahyea hum koshish kertay hain kay kisi na kisi tareeqy sae market mein entry lain iss sae yeh hota hai kay jab hum ko koi fake trade setup bhi milta hai tou forun entry lae laitay hain jiss sae hum ko bahut zayada nuqsan ho jata hai aur inn emotions ko hum bar bar dohraty hain aur nuqsan kertay rehtay hain aisa nahin kerna chahyea trade miss ho gae bus theek hai next trade ka intezaar kerna chahyea aur jab strong trade milay tou trade open kerni chahyea iss sae hi humain forex mein achi income ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Ager ap se koi trade miss ho jaye tu us ka afsos na kiya karaen.

          Agar aap se koi train mein so jaaye to uska afsos na kiya jaaye
          Good morning traders ji aap aapko aisa Koi afsos bilkul bhi nahin karna chahie ki aapane trade miss karde 24 ghante trading ho rahi hai baje aap afsos karne ke aap apni trade dubara kar len baar baar kar len is mein afsos ki koi baat nahin honi chahie 24 hours online business jari hai aap apne knowledge or experience bar baat kar sakte hain profit hasil kar sakte hain agar aap ek acche analyst Hain to aap acche trader hain aur acche trater afsos nahin karte hue profit hasil karte Hain
          • #6 Collapse

            Re: Ager ap se koi trade miss ho jaye tu us ka afsos na kiya karaen.

            Ji bilkul Aasa ho sakta hai kabhi aap busy Ho Aur aapko time Na Mile aur aap ek acchi trade ko miss kar den jis se aapko profit ho sakta Ho aapko kabhi bhi Afsos nahin karna chahie Kyunki bahut si trades aapko mil Jaati Hain agar aap focus karte hain market 5 days open rahti hai aapko Kisi bhi waqt acchi trade mil sakti hai isliye agar koi trade Miss ho Jaaye to uska Nahin sochana chahie aapko Agali trade ka sochana chahie Agali trade ki planning Karni chahie fir hi aap successful hote hain agar aap next week trade ka Nahai balke jobtrade guzar gai hai Usi Ka sochte Rahte Hain To aap tension mein bhi aa Jaate Hain isliye wait karna chahie market aapko zarur opportunity Degi aapko Jarur Ek acchi trade Degi jisse aapko profit hoga
            • #7 Collapse

              Re: Ager ap se koi trade miss ho jaye tu us ka afsos na kiya karaen.

              Yes dear agar aap is market Mein kam kar rahe hain to Aap Ko Agar ismein experience hai to aapke pass experience aur learning mein aap acchi trade Laga sakte hainMarket Mein Hamen rules regulation ko follow karna hota hai agar Ham market Mein rules regulation ko follow Nahin Karenge To Hamen ismein sirf aur sirf nuksan Hoga isliye aapko ismein Soch Samajh Kar kam karna hoga jitni Jyada aap ismein information ko increase karte hain aur acchi quality ka kam karte hain aur planning Karke kam karte hain to aapko is market mein bahut jyada advantages available hote hain isliye aap Khush market Mein learning karna Hogi aur acchi status ke sath kam karna hoga Jab aap ismein acche experience ke sath kam karte hain to aapko is market Mein Achcha result Milta Hai isliye aap se agar koi acchi trade miss ho gai ho to aapko Afsos nahin karna chahie balki apni next trade ke bare mein sochana chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Ager ap se koi trade miss ho jaye tu us ka afsos na kiya karaen.

                Yes dear Humko is market Mein acchi trade Ka Intezar Karna chahie Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain Ham is market Mein acchi trade lagakar Kamyab Ho Jaate Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Ager ap se koi trade miss ho jaye tu us ka afsos na kiya karaen.

                  Assalamu alaikum Forex members member bilkul theek hai rahe hain aapane bahut acchi baat hui hai ki agar aap se koi trade MS Ho jaaye to aap ko uska afsos nahin karna chahie ji member agar aap trading kah Rahe hote hain jo aapki kismat mein hota hai vah hi aapko milta hai isliye jab sham time aapse Koi trade me so jati hai to aapko uska afsos nahin karna chahie pal ke sawar ke sath kam Dena chahie agar vah trade me so gai hai to usmein aapka hi koi bhala hoga jiski vajah se aawa trade nahin laga sake aur aap use nuksan se bus sake hai isliye aapko chahie kya aap kabhi bhi afsos na Karen aur na hi mat hare per ke sabar se kam ne Jo aapke liye behtar hai vahi aapko milta hai aur jyada Lal aaj bhi nahin karna chahie Lana se bhi kam kharab ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Ager ap se koi trade miss ho jaye tu us ka afsos na kiya karaen.

                    Assalam O Alaikum ap ne theek kaha keh agar ham se koi trade miss ho jati hai to uss ka afsoos nhi karna chahiye agar aik trade miss ho hi jati hai to aur bhi boht si axhi trade mil jati hain ye sab to qismat ke khail hote hain jis ki qismat main hota hai usse mil ke hi rahta hai iss liye trade miss hone ka kabhi bhi afsoos nhi karna chahiye trades to aati jaati rehti hain agar aik trade miss ho jae to aur bhi boht si mil hi jaati haen lekin kabhi afsoos nhi karna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ager ap se koi trade miss ho jaye tu us ka afsos na kiya karaen.

                      Assalamualaikum dear friends now Umeed karta hun hun ki aap sab khairiyat se Honge aur apne kam mein jyada Se Jyada interest le rahe Honge to is mein agar Hamare Koi tradepoint miss ho jata hai To Hamen Afsos nahin karna chahie Hamen Agali trade Ka Intezar Karna chahie ki Ham Jab dusri trade Karen To Apne entry point per Karen pay Hamen Ek Achcha bonus milsco profit mil sake jisse Ham Apne a future mein main aane wale Har Mushkil ko Ho M prove kar sake yani future Mein mistake apni khatm Karke Apna future bright kar sake aur aap sab log Jante Hain Ki sab log Apna future bright karna chahte hain Apne future ko Achcha banana Chahte Hain To is Mein Apni mehnat Karen aur Apna Jyada focus Karen Apne kaam par
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ager ap se koi trade miss ho jaye tu us ka afsos na kiya karaen.

                        Assalamu alaikum dear Forex member ummid hai ki aap sab khairiyat se honge ji han yah baat bilkul theek hai agar humse koi trade miss ho jati Hai To hamen use per afsos nahin karna chahie balkeh sbr se kam Lena chahie is se hamen jyada se jyada profit Hasil ho sakta hai jab ham next time trade karte hain isliye hamen Apne kaam par focus karna chahie aur koshish Karni chahie jab ham next time trade Karen To hamen jyada se jyada profit hun aur ham loss se bach sakim thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X