insta forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    insta forex
    Bilkul .. Hum humesha tab he nuksaan uthaty hain jab humein overconfidence apni taraf kheenchta hai .. hum is se bach kr he kamyaab trader ban skty hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai forex trading mein hmein sahih tareqe se kam krna he aur apne trading mein ghlt trade krne se faida nhe hota he aur trader ko cahhe keh woh apne trade mein confidence se kam krein overconfidence na kia krein es trah se success nhe hote
    • #3 Collapse

      my trader fellow app nay theek kaha hai jab bhe app over confidence ho jaty hain to pher hum over trading kerty hain our pher humean us main loss hota hai to kabhe bhe over confidence main aa k trading nahe kerni nchahy
      • #4 Collapse

        g han forex trading me over confidence ki waja se hamy bahot zeyda nuksan ho jata hay over confidence me a kar ham bahot hi zeyda risk le lety hey jes ka nuksan ye hota hay k jald hi hamy loss ho jata hay.
        • #5 Collapse

          Assalam-o-Alekum G han dear ma apki baat sa agree karta ho ka forex trading ma kabhi over confidence ho kar trading nahi karah q ka is ma humara hi nuqsan ha.
          • #6 Collapse

            Forexmarket mai over confidence ki waja say nuskan he ho gy. es lye jo bhe forexbusinessmai trade krta hai tou wo over confidence say rade na kray. es ko chaeay k wo confidence aur emotion ko control krnay kay bad trade kray.
            • #7 Collapse

              forex market mai sub say main thing ya hai k ap forex market mai trade confidence say kray kyu k confidence say trade krna say ap kipreformance behatr ho gy.
              • #8 Collapse

                my dear brother forex international online trading business pe successful trader banneke lea or trading kar ke profit earn ke ne lea hume trading ke time over confident nahi hona chahe a or trading ke time greedy nahi hona he.Ager ap a dono ko hata kar trading karenge to ap ek accha trader ban sakte he and profit earn kar sakte he.
                • #9 Collapse

                  Trading aik easa karobar hai jes main jo bhe trader over confidence ho jata hai wo aikk na iak din boht bara loss kerta hai humean us main humesha money ko manage ker k he trade kerna chahy
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahid558 پيغام ديکھيے
                    Bilkul .. Hum humesha tab he nuksaan uthaty hain jab humein overconfidence apni taraf kheenchta hai .. hum is se bach kr he kamyaab trader ban skty hai
                    Full RYK Apne overconfidence Humko loss ki taraf Le jata hai agar Hum Apne over Can confidence pe control karne to hamare liye market Mein kaam karna bahut Haseen Ho Jayega isliye best hacking aap apne overconfidence ko control karne Taake aapka again aur aap Har Jagah achha profit kar lo
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Over confidence,Greed or emotional ho kr trading krnay say trader ko hmesha loss hi hota hai or kuch nhi.or agr trader sirf inhi cheezo ko control krtay huway trading kray to yakeen kray trader apnay account ko wash honay say b btcha skta hai or forex market mai achay say trading b kr skta hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X