trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trend kay change honay say pehlay entry close kar dein
    je han dear forex member hamen forex mein market mein entry soch samaj kar layni chihay or hamen ache learning or achay experience kay sath trade lagani chihay hamen trade close karnay mein bohut zyada jalde ni karni chihay r zyada hold bhe ni karni chihay hamen market kay trend change honay say pehay chahay profit kaam he kun na ho close kar dayni chihay tab he ham log bohut ache earning hasell kar saken gay ache learning kay sath kaam karna chihay ham log forex mein jetni zyada mehnaat say or ache learning kay sath kaam karen gay ham log forex mein otni he ache earning hasell kar saken gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

    trading ka kabhi Koi pata nahin hota yah kis direction mein munh kar sakti hai kabhi bhi kisi bhi direction mein bol kar sakti hai lekin hamen chahie ki ham log ek kam Karen aur vah kam yah hai ki hamen apni trading co improve karna chahie aur khud ko accha aur successful trader banana chahie Agar ham log aisa karte Hain To Ham log khud ko accha aur successful trader banaa sakte aur yah hamare liye ek bahut jyada important chij hai aur hamesha ko base per aakar kam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

      G han hamen market ko achy tarah say check karna hota hy agar hum market ko achy tarah say check nahin karen gy tu hum as men acha nafa hasil anhin kar saken gy balkeh hum as men nakam ho jaty hain tu hamen market ko dekh bhal kar achy tarekay kay sath kam jary rakhna lazmne hjota hy tab ja kay hum as men acha nafa hasil kar sakty hain kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men bahut zeyada time dena hota hy tab ja kay hum as men achy earning hasil kar sakty hain warna hum as men achy earning hasil nahin kar sakty hain balkeh hum as men nakam ho jaty hain
      • #4 Collapse

        Re: trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hum gar baty baty is mai kam kar sakty hain hamy is mi soch samj kar kam karna hoi ag hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik amm business jasa nahi hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

          Ji han bhai Jana bilkul theek kah rahe hain main aap kis baat se agri karta hun ke kafi dafa aisa hota hai ki pairs ki jo munh mein hoti hai vah bahut jyada fluctuate karne lag jaati hai jiski vajah se hamari trade disturb Ho jaati hai humko chahie ke jab market ka trend change ho raha hai yah return Ho Raha hai To humko chahie kya main vahin se apni trade close kar deta ke turning point se pahle Ham apne profit ko sev kar sake aur loss se badshah ke
          • #6 Collapse

            Re: trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

            Assalamu alaikum hope you all are fine and doing well and Forex trading GTR aapane bahut hi informative baat ki hai jab friend hota hai change hota hai to hamen fauran hi close kar leni chahie jab hamare pass market ke bare mein knowledge hota hai abhi ham market ki movements ko change hota dekhkar close kar sakte hain isiliye hamen mein sabse pahle market Ka Chitra chain analysis karna chahieSuccessful businessman banne ke liye hamen chahie kya ham apna learning experience increased Karen jab hamare pass knowledge or experience hoga to tabhi ham easily kam kar sakte hain aur Forex trading per kamyabi hasil kar sakte hain successful trader banne ke liye hamen himmat se kam Lena chahie aur himmat Nahin aani chahie hamen agar loss ho jata hai to patient se kam le aur apni mistakes Kaun no doubt Karke UN per jyada se jyada focus Karen agar ham apni mistakes per focus karte Hain to ham apni mistakes ko jaldi hi recover kar sakte hain aur kamyabi hasil kar sakte hain agar ham loss hone par himmat har jaate Hain aur kam karna chhod jaate Hain to usse hamen loss ka Samna karna padta hai aur hamen Kabhi bhi kamyabi Nahin mil sakti Forex trading may experience or knowledge Ka Hona bahut jaruri hai experience or knowledge ko increase karne ke liye hamare pass demo account best option hai agar ham demo account per jyada se jyada time spend karte Hain to ham jyada se jyada knowledge hasil kar sakte hain aur hamari kam karne ki speed bhi increase Hoti hai hame kam time mein more work kar sakte hain agar ham demo account per regularly kam karte rahen to usse ham Forex trading ke real account bahut se advantages gain kar sakte hain hamen apni learning continue rakhni chahie ham jitni jyada learning karte hain itna jyada hi hamare liye beneficial hai aur ham Forex trading per easily earning kar sakte hain hamen kabhi bhi lalach nahin karna chahie kyunki jab ham lalach karte Hain to ham Apne kaam par acchi Tarah se focus nahin kar sakte aur hamen loss ka Samna karna padta hai jo log lalach Nahin karte aur patient se kam lete hain vah hi kamyabi hasil karte Hain hamen Apne a knowledge or experience ki base per Forex trading per kam karna chahie kyunki jab ham Forex trading per kam karte Hain to ham jyada se jyada annoying hasil kar sakte hain Jo log dusro par depend karte hain aur sab mehnat Nahin karte vah kabhi bhi kamyabi nahin hasil kar sakte jab hamen market Ka Chitra analysis karte Hain do tabhi hamen 20 change hone ke bare mein pata chalta hai aur ham apni treat ko easily close kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

              Yes dear aapane bilkul sahi kaha hai Trend ke change hone se pahle Hamen interphar trade Claus ka Deni chahie Kyunki market ki moon Matka Kuchh pata nahin hota hai isliye aapko jab tak experience nahin hai aapko ismein experience ke bahar Kam Nahin Karna chahieMarket Mein Hamen rules regulation ko follow karna hota hai agar Ham market Mein rules regulation ko follow Nahin Karenge To Hamen ismein sirf aur sirf nuksan Hoga isliye aapko ismein Soch Samajh Kar kam karna hoga jitni Jyada aap ismein information ko increase karte hain aur acchi quality ka kam karte hain aur planning Karke kam karte hain to aapko is market mein bahut jyada advantages available hote hain isliye aap Khush market Mein learning karna Hogi aur acchi status ke sath kam karna hoga Jab aap ismein acche experience ke sath kam karte hain to aapko is market Mein Achcha result Milta Hai Jab aap ismein proper follow karte hain aur Market ko focus karte hain to aapko is market mein bahut jyada advantages available Hote Hain.
              • #8 Collapse

                Re: trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

                Yes dear Humko is market mein Main trade Lagane se pahle analysis karne Hote Hain Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain Jab market ki direction change Ho Jaati Hai To Humko is market Mein trade closed kar deni chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

                  Market Mein market ke trend ki proper identification aur isme trading interpretation bahut hi important role play kar rahi hoti hai aapke Hamesha market trend ke mutabik apni trading karna hoti haiForex trading platform per Jab of regular basis for apni working Karte Hain To Aisi situation main aap different important factor se properly update tracker apni information ko increase kar sakte hain aur yah information aapki trading ke liye bahut jyada helping platform provides kar rahi Hoti Hai Kyunki Jab aap required updated information score apni working Mein Shamil Karte Hain To aap successful ho sakte hain agar aap market ke Trend ke against Jaate Hain To aap ke liye bahut jyada problem ho sakte hain aapko Hamesha maximum advantages increase karne ke liye Kachi position available ho sakti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

                    ji Hawai Jana bilkul theek hai rahe hain aap kis baat se main agri karta hun kya aapane Kaisa swarth ki hai agar aap ismein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko Cena ko follow karna hoga Hamen Chahe Kisne Jyada Se Jyada mehnat Karne chahie Jo Nar ke HAL karne chahie Cena ko Farooq karna chahie aur ismein Jyada Se Jyada Manav Karke is Mein acchi Nahin Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

                      My dear friends i hope you are well and you are earnning good bouns and good profit by working hard in forex forum dear friends ap ny bilkul right ke hy khe humy trend ke change hone se pahle hi Hamen apni trade close kar leni chahie Agar Ham Apne trade close kar lenge Ek accha profit Hasil karne ke bad to yah Hamare liye best hai agar aap apni trade college Nahin Karenge to aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye Hamesha Soch Samajh Kar kam Karen Jo log Soch Samajh Kar kam karte hain vah Kamyab Ho Jaate Hain best of luck
                      • #12 Collapse

                        Re: trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

                        Forex trading mein off train ko follow karke hi kamyab ho sakte hain aapko train ko follow karna chahie aur Jaise hi trend change hone wala ho aap ko apni trade close kar deni chahie exact entry or exit point ke upar agar aap trading karenge to aap jyada profit hasil kar sakte hain Forex trading ek bahut Achcha international business hai agar aap is business mein mehnat karte hain aur apne knowledge or experience ke sath kam karte Hain to aap bahut acha profit hasil kar sakte hain ya ek international business hai online business hai jismein aap apne ghar mein baith kar kam kar sakte hain aur income ko increase kar sakte hain is business main aapka knowledge sabki bahut help karta hai knowledge or experience ke sath mehnat Karke aap income ko increase kar sakte hain demo account ki practice se aapko bahut fayda hota hai kaun ke upar kam Karke new trader aapane experience ko improve karte hain emotional rasipalan Forex trading mein success hasil karne ke liye bahut jaruri hai emotional discipline aur risk to reward ratio ko follow karke agar aap trading karenge to aapko bahut benefit hoga emotional discipline aapko professional trader banne mein bahut help karta hai is business mein aap mehnat ke sath professional trader ban sakte hain trading main aapko analysis karne ke liye knowledge ki jarurat hoti hai jisse aapko entry or exit points Ka pata chalta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

                          Dosto Agar aapane trading the Achcha profit Hasil karna hai to aapko market Mein entry Lene se pahle market ko acchi Tarah analyse karna chahie aur Market ki movement ka andaza Lagana chahie keh market Upar ja rahi hai ya fir market niche a rahi hai aur Market ki movement ka andaza Laga kar Ek acche point say trade open Karni chahie aur Agar Market Apna trend change kar rahi ho to apni entry ko jaldi se profit Mein close kar dena chahie Takeh aapko Forex se fayda Hasil Ho.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: trend kay change honay say pehlay entry close kar dein

                            Ji han friends aap trade Ko dekha Kare kis time per aapko feel Hoke market ka trend change ho raha hai aur use time Agar aapki trade profit mein ho to aap usko close kar diya Karen trend change hone Tak agar aap apne profit ko close nahin karte to friends is se ho sakta hai ki market bahut jyada up chali jaye ya bahut jyada down ho jaaye to friends is se aapka account bhi wash ho sakta hai isliye Jab Bhi aap aise situation ko face Karen kya aapko Lage ke market ka trend change hone wala hai tu friends us time par aap apne trade ko close kar diya Karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X