Trade open ker ke us ko bar bar nahi daikhna chahyea.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade open ker ke us ko bar bar nahi daikhna chahyea.
    Dear traders forex trading ager ap ko kerni hai tu aj se hi aik rule bana laen. Keh trade jab open ker daen tu us ka tp aur sl laga daen us ke baad us ko bhool jaen. Yeh es liye keh raha hoon ke ager ap US ko bar bar daikhte haen tu emotions ki wajah se ap us trade ko ziyada dair tak open nahi rakh sako ge. Kyon ke trade pehle loss mein jab Chale ge ap bar bar yeh dakhny ke liye k kb wo profit mein aye ge market ko open karaen ge tu aik waqat ap tang aa ke ya tu usy loss mein hi close ker daen ge ya. Joon hi wo profit mein aye ge ap thora sa profit le ke us trade ko close ker daen ge Jo ke trading ke rules ke bilkul khilaf ha. Es liye behter yehi hai ke market ko bar bar open nahi kerna chahyea. Ta ke us trade ka koi result nikal saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade open ker ke us ko bar bar nahi daikhna chahyea.

    Is kay leye zaroori hota hai kay hum trade open karain tu is kay sath stop loss aur take profit set karain tu phr is trade ko bar bar dekhne ka koi faida nahin hota kiok forex market ne move karna hi hota hai hum is ko bar bar dekh kar up ya down move tu kar nahin saktay tu phr bar bar dekhne ka kiya faida is se behtaar ye hota hai kay hum agr bonus account mein trading kartay han tu trade open kar kay stop loss aur take profit set kar kay pak forex forum ko time dain aur ziada se ziada posting karain is se faida hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Trade open ker ke us ko bar bar nahi daikhna chahyea.

      Hamen apni trade ko bar bar check karna hota hy agar hum trade ko bar bar check nahin karen gy tu hum as men kabhy bhe acha profit hasil anhin kar sakty hain balkeh hum as men nakam ho jaty hian tu hamen kotahy kay sath koi bhe kam anhin karna hota hy kun kay forex men jo log kotahy kay sath koi bhe kam karty hain tu voh acha nafa hasil anhin kar sakty hain balkkeh voh as men nakam ho jaty hian tu hamen forex men himat nahin harnyu chahey kun kay forex men jo log himat har jaty hain tu voh nakam ho jaty hian tu hamen forex men achy tarekay kay sath ur saber kay sath kam jary rakhna lazmne hota hy tqab ja kay hum as men acha profit hasil kar sakty hain warna hum kabhy bhe as men acha profit hasil nahin kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade open ker ke us ko bar bar nahi daikhna chahyea.

        Assalam walekum kaise hain aap aap sabhi mis karta hun theek hun gay aur fox per kam Karke apna future secure Karen honge ji yah baat bilkul theek hai ki agar aap trade open karte ho to usko bar bar FIR open karke dekhna Nahin chahie is Tarah aapko tension ho Gaya tension mein ho sakta hai aap trade loss mein hi close kar baitha isliye jyada se jyada trade score open karke TP lagakar chhod Diya Karen jyada bahut mat kiya Karen jyada bahut karne se aapko tension ho gai tension se FIR aapko loss bhi ho sakta hai trade lagakar Tp lagakar site bhi ho Jaya Karo
        • #5 Collapse

          Re: Trade open ker ke us ko bar bar nahi daikhna chahyea.

          Assalamu alaikum G dear aapane bilkul sahi baat ki hai hamen trade open karke usko bar bar Nahin dekhna chahie hamen patient se kam Lena chahie jab ham market analysis Karke trading karte Hain Jo hamen hone ke chance kam hote hain isiliye hamen confident hokar kam karna chahieSuccessful businessman banne ke liye hamen chahie kya ham apna learning experience increased Karen jab hamare pass knowledge or experience hoga to tabhi ham easily kam kar sakte hain aur Forex trading per kamyabi hasil kar sakte hain successful trader banne ke liye hamen himmat se kam Lena chahie aur himmat Nahin aani chahie hamen agar loss ho jata hai to patient se kam le aur apni mistakes Kaun no doubt Karke UN per jyada se jyada focus Karen agar ham apni mistakes per focus karte Hain to ham apni mistakes ko jaldi hi recover kar sakte hain aur kamyabi hasil kar sakte hain agar ham loss hone par himmat har jaate Hain aur kam karna chhod jaate Hain to usse hamen loss ka Samna karna padta hai aur hamen Kabhi bhi kamyabi Nahin mil sakti Forex trading may experience or knowledge Ka Hona bahut jaruri hai experience or knowledge ko increase karne ke liye hamare pass demo account best option hai agar ham demo account per jyada se jyada time spend karte Hain to ham jyada se jyada knowledge hasil kar sakte hain aur hamari kam karne ki speed bhi increase Hoti hai hame kam time mein more work kar sakte hain agar ham demo account per regularly kam karte rahen to usse ham Forex trading ke real account bahut se advantages gain kar sakte hain hamen apni learning continue rakhni chahie ham jitni jyada learning karte hain itna jyada hi hamare liye beneficial hai aur ham Forex trading per easily earning kar sakte hain hamen kabhi bhi lalach nahin karna chahie kyunki jab ham lalach karte Hain to ham Apne kaam par acchi Tarah se focus nahin kar sakte aur hamen loss ka Samna karna padta hai jo log lalach Nahin karte aur patient se kam lete hain vah hi kamyabi hasil karte Hain hamen Apne a knowledge or experience ki base per Forex trading per kam karna chahie kyunki jab ham Forex trading per kam karte Hain to ham jyada se jyada annoying hasil kar sakte hain Jo log dusro par depend karte hain aur sab mehnat Nahin karte vah kabhi bhi kamyabi nahin hasil kar sakte jab ham confident hokar kam karte Hain to ham tab hi success kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trade open ker ke us ko bar bar nahi daikhna chahyea.

            Assalamu Alaikum ji Hamen forex Mein trade open karke usko Bar Bar Nahin dekhna chahie bal Ke usko Ek Bar Dekh kar aur usko Ek Bar Laga kar band kar dena chahie Kyunki Agar Ham forex Mein trade lagakar usko bar bar Dekhte Rahenge To isase Hamen zehni tension Hogi aur Hamara mind fresh Nahin Rahega Aur Is Se Ham bahut galat Faisla bhi Utha sakte hain isiliye Hamen chahie ki Ham Forex mein SL aur TP ka use Karen aur Hamesha Aise ye lagakar trade Laga Den aur usko close kar den aur usko Bar Bar na Dekhen Is Tarah Se Hi Ham Forex mein kamyabi ho sakte hain
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Trade open ker ke us ko bar bar nahi daikhna chahyea.

              Dear forex market mein humko trade open karne ke bad Bar Bar Nahin dekhna chahie Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain market Jab Hamare opposite movement Karti Hai To Ham is market Mein confuse ho Jaate Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trade open ker ke us ko bar bar nahi daikhna chahyea.

                Assalamu Alaikum dear Forex member ummid hai aap sab khairiyat Honge aur Achcha profit tanka Rahe Honge ji bilkul Mere Bhai ne bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai Ki Hamen trade ko Bar Bar Nahin dekhna chahie isase aapke brain par effect Hota Hai hai ji bilkul aap Jab trade lagaen To Kuchh der gujarne ke bad hi trade Dekhen Kyunki agar aap Bar Bar trade Dekhenge to aapke brain Mein effect ho sakta hai Kyunki a train mein thoda bahut Lash a sakta hai Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Trade open ker ke us ko bar bar nahi daikhna chahyea.

                  Yes dear Forex trading market Mein Jab of entry Le Lete Hain To Uske bad aapko Hamesha bahut jyada market ko visit nahin karna chahie apni trade open karke take profit aur stop loss ki nemat ko set Karke Chhod Dena Forex trading platform per Jab of regular basis for apni working Karte Hain To Aisi situation main aap different important factor se properly update tracker apni information ko increase kar sakte hain aur yah information aapki trading ke liye bahut jyada helping platform provides kar rahi Hoti Hai Kyunki Jab aap required updated information score apni working Mein Shamil Karte Hain To aap successful ho sakte hain kunk br br visit krna apk liye dangerous ho sakhta hai or apkj decision making ko effect kar sakhta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade open ker ke us ko bar bar nahi daikhna chahyea.

                    Assalamu Alaikum
                    Dear all Forex members umeed karta hun aap sab khairiyat se honge aur Forex forum per achcha kam karke Forex se acchi earning Hasil kar rahe honge ji aapane bilkul theek kaha hai trade open karke usko bar bar nahin dekhna chahie forex market mein jab Ham trading karte Hain to hamen trade open karke usko bar bar nahin dekhna chahie kyunki market mein ups and down hote rehte hain bas trader an upside-down Ko dekhkar trade change kar dete hain aur unki vo treade loss mein a jaati hai isiliye Forex trading mein hamen trading ke dauran trade ko bar bar nahin dekhna chahie.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade open ker ke us ko bar bar nahi daikhna chahyea.

                      Assalamu Alaikum friends ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge ji han Jab Ham trading kar rahe Hote Hain To Hamen usko Baat bar Nahin dekhna chahie Agar Ham Bar Bar dekhte hain To Hamen bahut jyada loss Aata Hai na ke profit Agar Ham market mein ghumte hain aur profit Ke Chakkar Mein firte Hain To Hamen main Prophet ki Vijay loss hota hai isliye Hamen koshish Karni chahie ke a Hamen trade Bar Bar open Nahin Karni chahie Ek mat Baithe lagakar usko co-op kar deni chahie aur kuchh der ke bad Agar profit Aaye To usko open kar leni chahie Shukriya will bless you friends

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X