Dear traders time frame hamaisha aik rakhna chahyea. Us ka faida yeh ho ga ke ap confuse nahi hoon ge. Misal ke tor per ager ap day one pe trading kerte haen. Aur ager ap ki trade open hai aur wo loss mein chal rahi hai. Ager ab ap Sara din h4 aur h1 time frame ko daikhte rahaen ge tu ap Sara din confuse rahaen ge. Ap ko lagy ga ke ap ne trade ghalt li hai. Aur finally ap us trade ko close ker daen ge. Aur jab wo trade day one ko follow kerte howe move kre ge tu ap ko bahut afsos ho ga. Es liye trading ke liye sirf aik time frame ko follow karaen aur baqi ko bilkul na daikhaen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим