Dear senior and junior members Forex trading market mein kamyabi hasil karne ke liye aapko market mein jyada se jyada technical analysis ko complete karna hota hai. Technical Analysis ki briefly explaination apsa share krna chahta Hun, Jo junior members ke liye bahut jyada helpful ho sakti hai.
What is Technical Analysis
Technical Analysis sa Murad candlestick pattern ki complete learning hai, jab market apni technically movement complete kar rahe hote hai, tu isko forex trading mein technical analysis kaha jata hai. Analysis ko perfect banana chahte Hain, to aap ko following important points ko carefully focus karna hoga.
Candlestick Study
Technical Analysis apply krny Kay liye aapko sb sa phly candlestick ko individualy or candlesticks pattern ko study karna hota hai. Jab ap different important candlestick pattern ko completely understand kar lete hain, to aap easily market ki expected movement ko understand kar sakhty Hain.
Trend line
Technical Analysis apply karne ke liye aapko market mein different important points per trend line ko draw krna hota hai, Jo app experiance per depend krti hai. Apka market ka jitna zyda experiance ho ga aapko itnt hi zyda advantages available ho sakte hain. Is liye trendline ko properly utilised Karin.
Support Resistance Levels
Agar aap apny technical analysis ko increase karna chahte hain, tu usmein aapko support level aur resistance level ki proper identification krny ka idea hona cheye. Kunk support level aur resistance level bahut hi important factor hota Hain, Jo apko perfect deceision making main helping hoty Hain.
Elliot Waves
Technical Analysis apply karne ke liye aapko market mein different waves ko properly calculate karna hota hai, Jo market ki next expected movement ko properly calculate karne ke liye bahut jyada helpful ho sakti hai. Above mentioned factors technical analysis ko perfect banany Kay liye bahut important role play kar sakty Hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим