Discussion on Margin, Free Margin, Balance and Equity.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion on Margin, Free Margin, Balance and Equity.
    Assalamu alaikum dear member Forex trading market mein agar aap entry laty Hain, tu jab aap metatrader 4 per apni kei trade open karte hain, to ismein aapko kuchh option available hoty Hain, Jin ko properly study karna bahut hi important hota hai. En different options ko briefly explain kar Kay junior members ki information main izafa krny ki kosish krny ja Raha Hun. Agar aapko information acchi lagy tu aap na zaroor appreciate karna hai.

    Balance

    Dear member Forex trading mein enter hony Kay liye definitely aapko investment ki zarorat hoti hai, agar app bonus account ya phir real account per apni trading kr rhy hoty Hain, tu ismein aapka capital bahut hi zarori factor hota hai, jisko aap capital or balance Kay name sa janty hai. Apka profit app Kay balance main add hota hai, or apka loss aap Kay account says detect Kia jata hai.

    Equity

    Equity ko completely understand kar Kay hi aap perfect deceision making Kar sakhty Hain. Equity basically Forex trading market mein aapki trade ki current situation ki basis per apko updated available balance ki information provide kar rahe hoti hai. Kunk equity main aapka profit add or loss minus kr Kay information provided ki ja rahi hoti hain.

    Margin

    Forex trading market mein jab ap kisi pairs ki selection krty Hain, tu ismein aapka aik specific margin utilised Kia ja Raha hota hai. Margin totally different Pair per depend kar raha hota hai, different pairs ka Different broker per different margin hota hai. For example jab ap trade open krin gay, usk liye aik specific amount utilised ki jye get.

    Free Margin

    Forex trading market mein sometime eisi situation ah jati hai, jab ap kei trade open nahin kr sakhty Hain, or iski main reason yah hoti hai, Kay aapka available free margin enough nahin hota. Jab aapka available free margin minus main Chala jata hai, tu eisi condition main aap further kei trade open nahin kar sakte hain. Isliye aapko trade open karte waqt free margin ko bhi carefully focus karna hota hai.

    Click image for larger version

Name:	Margin, Equity, Balance.jpg
Views:	1
Size:	108.4 کلوبائٹ
ID:	12471122
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion on Margin, Free Margin, Balance and Equity.

    Beer aapane bahut hi acche tarike se apne knowledge ko Hamare Sath share Kiya ki Hamari Forex trading Mein margin margin kal Hamara balance equity yah sab aapane bahut hi acche tarike se explanation ki dear Forex member Ham Forex trading Mein Apne account balance ke sath aur apni activity ko bahut hi important samajhkar aur apne free margin ko bahut hi imported samajhkar working Karni chahie Kyunki dear forest number Agar hamare pass Achcha balance hota hai aur Hamari acchi equity Hoti Hai To Ham ismein acchi lot size 30 selection kar sakte hain aur ismein Hamara Agar free margin Jyada Se Jyada Hota Hai To Ham is se apni trading open karne ke liye apni door size ki apni free margin ke accounting hi selection kar sakte hain isliye Hamen Inko bahut hi carefully managed karna hota hai aur ismein management karna bahut hi important Hota Hai.
    ......Forum is a great place for traders talk.......
    • #3 Collapse

      Re: Discussion on Margin, Free Margin, Balance and Equity.

      Agar Ham Forex trading Mein kamyabi Hasil karna chahta hai To Hamen Jaenge kya bahut hi thoda lot size use Karke Forex trading co time nahin aur Hamen chahie ki Hamesha money management ke hisab se Yuva Karen money management ka matlab kya hota hai ki agar hamare pass Wadala To Hamen chahie ki Ham 0.01 N Karen aur hamare pass Karen Agar hamare pass 200 Dala Hai To Hamen chahie Ham 0.02 ki trade open Karen Punjab forex business Mein kamyabi Aasan karne ke liye ka Chhapra fatafat kar sakte hain Agar Ham Forex trading Mein mehnat Karte Hain To Ham Jarur kamyabi aur sakte hain aur ek Achcha profit Ho Sabhi kar sakte hain vah Kshetra Ban sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Discussion on Margin, Free Margin, Balance and Equity.

        Walikum Asalm pyary bhi ap ny drust frmaya hy , ar kafi achi new once kly rehnumai frham ke hy ye trading kly bunyadi batin hn es trah ka ehm issues sirf seniors sy he en ka hal mil sakta hy , jahan tak capital balance ke bat hy ak zroro element hy , esi trah sy Equity ,Margin aur Free margin en chose ko smajhty huy he hum agy barh sakty hn
        • #5 Collapse

          Re: Discussion on Margin, Free Margin, Balance and Equity.

          Dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge ji han bilkul aapane bahut hi Achcha topic discuss Kiya hai hamare sath ki hamen Apne bonus ke mutabik apni trade ka decision Lena chahie agar hamare pass Achcha aur jyada bonus hai to hamen apni lot charge ko jyada rakhkar trade gane chahie aur agar hamare pass kam hai bonus to hamen is Apne small lot size se hi trade Karni chahie kyunki ham jitni jyada apni Marji per focus karenge aur free Marne per fox karenge to hamen isase bahut hi acchi trading karne ko milegi aur ham apni trade ko successful banakar Achcha profit hasal kar sakenge to isliye hamesha khush hi Karni chahie ki ham apna decision Apne account balance ka mahtav ek hi len aur apne free mar jane ke mutabik ham apni trade lagai hui tradeap ke liye liye bahut hi acchi profitable ban sake aisa tabhi bankar hota hai jab aap bahut jyada Apne account balance per focus Karke aur Soch samajh Kar apni trade lagate Hain to isase aapko bahut jyada advantage hasil hote Hain.
          Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
          • #6 Collapse

            Re: Discussion on Margin, Free Margin, Balance and Equity.

            Assalamu alaikum dear friend jab ham trade karen to trading ke dauran hamen account balance ko check kar lena chahie aur uske mutabik ham apni trading Karen yah to hamara account ka balance ho to hamen uttara jyada hi lot size rakhni chahie agar hamari account ka balance Kam hai to ham lot size kam rakhte Hain to hamara free margin kamra jata hai aur hamara account bilkul was ho sakta hai to ise Nahin hamen account balance ke mutabik trade Karni hogi aur lot size ka istemal karna hoga jisse ham account mein bilkul sev rah sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Discussion on Margin, Free Margin, Balance and Equity.

              Trader ko forex marekt main aony capital ka fair use karny kay liye margin ki samjh hona zarooori hay. Mukhtakif pairs main lot and leverage kay hisab say margin set hota hay. Ham kisi bhi pair ka margin calculate karny kay liye forex calculator ka use kar sakty hain. Further, margin kay sath free margin bhi hamary pas ho ta keh ham some another trade open kar sakain.
              • #8 Collapse

                Re: Discussion on Margin, Free Margin, Balance and Equity.

                Dear of the bahut hi valuable information Hamare Sath share ki hai agar Ham Forex trading market Mein successful trading karna chahte hain to definitely different important factors ko carefully study karna Hamare liye important ho sakta hai aur ismein Humko maximum advantages available ho sakte hain Agar Ham Forex trading market me completely profitable trading karna chahte hain to uske liye Humko Hamesha bahut jyada advantages Hasil karne ke liye different factors ko carefully study karna Hota Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Discussion on Margin, Free Margin, Balance and Equity.

                  Dear aapane bahut hi acchi aur detail information Hamare Sath is form per margin free margin equity see related is foreign per share ki hai dear jab Ham Forex trading business Mein kam kar rahi Hoti Hai To Agar Ham Apna Koi order place Karti Hain to use Waqt Hamari Samne yah sari chij Hai a Rahi hoti hain to use Waqt Hamen ine chijon per Dhyan Rakhna chahie aur ISI Ke mutabik Apna next koi bhi order your present order place karne ki jarurat Hoti Hai Kyunki Jab Ham ine chijon ke mutabik apni working quality ko Behtar banane ki koshish kar rahi Hoti Hai To Hamen advantages Milte Hain lekin Agar Ham kin cheezon par focus nahin kar sakte per hai aur jaldbazi mein Apna koi bhi kam Karte Hain To aur tha Mein Fark market Mein Apni entry ko Behtar banane ka mauka Nahin Mil Sakta Aur Is Tarah Hamen Hamari Lagai jaane wali koi bhi trade jo ki Ham jaldbaji Mein set karte hain loss ka Samna Karva sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Discussion on Margin, Free Margin, Balance and Equity.

                    Assalamu alaikum Hope you all are fine wala fine and doing well and Forex trading dear member aapane bahut hi acchi information share ki hai jab ham per accident denge per kam karte Hain jab hum padya karte Hain to free mar jaaun aur tabhi hamare samne hoti hain aur ham inko samay sakte hainForex trading bar kamyabi hasil karne ke liye hamen dam account per jyada se jyada practice karni chahie demo account bahut hi helpful business hai aur is per ham jitna jyada kam karte hain na jata hi hamare liye beneficial hai kam karne se Forex trading account per kam karne mein aasan Ho jaati hai aur ham may easily per kam Karke Forex trading kar sakte hain main karte hain itna hi ham fayda kar sakte hain isiliye hamen apna learning process ko stop nahin karna chahie Apne learning process ko continue rakhna chahie tabhi ham Forex se related information lete hain aur Forex trading per kam karne mein koi difficulty Nahin Hoti Forex trading mein hamen apna mind use Karke kam karna chahie hamen dusron se signals lekar Kam Nahin Karna chahie kyunki jab ham trading mein I signals receive karte hain to some time vah signals correct Nahin hote aur unki vajah se hamen loss ho sakta hai aur hamara account bhi sev Nahin rahata isiliye hamen Apne on per mehnat Karni chahie Forex trading per kamyabi hasil karne ke liye hamen apna Goal set karna chahie aur use goal ko Achieve karne ke liye hamen mehnat Karni chahie hamen kabhi bhi lalach nahin karna chahie naahi Karni chahie gain or profit to business ka hissa hai agar ham loss hone par himmat har jaate Hain to hamen bhi Nahin milati hai Jo log loss hone per jyada se jyada mehnat karte hain aur apni mistakes ko correct karte hain unko correct karne ke liye jyada se jyada time spent karte Hain to vahi log kamyab hote Hain isiliye hamen bhi loss hone par himmat Nahin Hani chahie milke hamen apni mistakes ko note out karke UN per jyada se jyada mehnat Karni chahie taake hamen kamyabi mil sake Forex trading per hamen tabhi reading Karni chahie jab hamara hamen market ke bare mein information Ho hamen market ka acche tarike se analyses karke hi trading Karni chahie taake hamen loss ka Samna karna pade aur ham jyada se jyada profit bhi hasil kar sake Jo log kisi par depend Nahin karte wahi kamyab hote Hain jab hamare pass Na Lage hota hai to tabhi hamari restaurant strategies ko samajhna easy hota hai aur ham easily samajh sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Discussion on Margin, Free Margin, Balance and Equity.

                      Walaikum Salam Sir , apny bht informative information share ki h.Yes i agree k jb hum metatrader 4 per apni trade open krty h to hmy menu me different options nazar atty hein.jasy ky Balance, Margin, Equity and free Margin.
                      Details about Balance
                      Agar ap bonus account py trading krty hein to isme Balance option apky lehy bht zarori hota h.
                      Profit: Apko forex sy jitna profit hota h vo apky balance/ Capital me shamil kia jata h.
                      Loss: Apko jitna loss hota h trading me vo loss apky account sy nikal lea jata h.
                      Equity
                      Equity vo amount of money hoti h jo trader ky account me profit add ya loss nikalny k bd update hoti h.is lehy jb current situation ky according apka profit ya loss update hota h to vo Equity me update kr ky likha jata h.
                      Margin
                      Margin basically apko trade open krny me help krta h. Aik khas amount ko utlilize kia jata h taky apki trade open ho jahy,ap ko margin utilize krty hein vo different pairs per depend krta h.Different pairs available hoty hein jis py different brokers hoty h or in sub ka margin alag alag hota h.
                      Free Margin
                      Free Margin vo amount of money hoti h jo trading k lehy use ho rhi hoti h. In case agar apka margin 0% ho jata h to broker automatically apki sari open situations jo current market rate py hoti h on sub ko close kr deta h.
                      ThanksEnable GingerCannot connect to Ginger Check your internet connection
                      or reload the browserDisable in this text fieldRephraseRephrase current sentenceEdit in Ginger×

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X