Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye
    Asslam u Alikum dear forex member mein umeeid krta ho keh ap kheriyat se hogey or forex mein achi trah kaam kr rahy hogey Humey forex mein thread ka answer krtey howey to the point answer krna chahiye Humey dosro ka time waste ni krna chaiye Humey dosro ke time ka bahoot khyal rahkty howey to the point answer krney ki koshish krna chahiye jitna hum zarort se zayada jawab deyni ki koshish krey gey tu humse kaafi mistakes honey ke chances hogey Apni mistakes ko khud remove krna chahiye or to the point answer krna chahiye taake perhney waaly ko jald humari baat samjh ajaey Humey apney knowledge ko increase krna chahiye taake hum to the point answer krey or logo ka bi or apna bi time waste honey se bachey Forex mein oh hi zayda kamiyab hosahkta hain jo apney time ko waste ni krta Jo professional ban ke decision leyta hain answer deyta hain or to the point baat krta hai Tareiki ke eis door mein humey bi apney knowledge ko increase krtey howey to the point answer deyna chahiye taake eik tu thread ka answer logo ko asaani ke sath samjh ajaey or second logo ka time waste na ho Time bahoot hi important factor hain forex mein time ko bahoot hi planning ke sath use krna chahiye taake forex se kamiyabi mil sahky
    Last edited by ; 05-04-2021, 03:43 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

    G han app nay bahu tachy bat kahy hy keh hamen forex men mahnat kay sath acha jawab dena hota hy agar hum zaroat say zeyada jawab den gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar saken gy balkeh hum as men nakam ho jayen gy tu hamen himat nahin harny chahey balkeh hamen forex men saber kay sath kam karna chahey agar hum saber kay sath kam karty hian tu hum acha nafa hasil kar sakty hain ur agar hum saber kay sath kam nahin karty hian tu hum nakam ho jaty hain ur hum kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

      Ji bilkul theek Baat share Ki Hai aapane Ke jarurat Se Jyada jajba Nahin dikhana chahie Agar Ham jarurat Se Jyada jajba dikhte Hain To apna hi nuksan karte hain aur Hamara kam bekar ho jata hai isliye Hamen Hamesha overconfidence Nahin Hona chahie balki Apne Meher ke mutabik Hi Kam karna chahie Jo log overconfidence hote hain ya jarurat Se Jyada jajba dikhte Hain To vah Log Aksar jazbati hote hain aur vah apne emotional per control Nahin Rakh Patte isliye Hamen Hamesha apne aap ko control Mein rakhte Hue maiya ke mutabik Kahi kam karna chahie aur apne kam ke maja per pura utarne ki koshish Karni chahie Taki Ham Jindagi Mein Kabhi Bhi Na kam Na Ho aur ham Hamesha successful hi Rahe Jab Ham Apne emotional aur apne Jazbaat ko control Mein rakhte Hue Aage badhate Hain To Ham Jarur Kamyab hote hain so please dear friends Hamen Hamesha jarurat Se Jyada jazbati Nahin Hona chahie Bal ke Hamesha Apna Kam imandari aur apne mind Hi Se karna chahie To Ham Kabhi Bhi Na Kam Nahin Honge
      • #4 Collapse

        Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

        Walaikum Salam ji Bhai aapki baat bilkul sahi hai Kisi bhi chij ki ziyadti aapko nuksan deti hai aur Pak forex per Hamesha vahi baat batani chahie jiske bare mein pucha Gaya hoga aur koshesh Karen keh izafi guftago say parhez Karen. Lakin Jo baat pochi Jaye uska anasr hamesha achha aur quality wala hona chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

          ji han hamen forex men pora kam karna hota hy aga hum as men tawajho kay sath kam karen gy tu hum naakm nahin ho saken gy balkeh hum kamyab ho jayen gy tu hamen himat nahin harny chahey kun kay forex men kam karna asan anhin hy as men tawajho kay sath kam karna hota hy tab ja aky hum as men acha nafa hasil kar sakty hain warna hum kabhy bhe acha nafa hasil nahin kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

            je han dear forex members hamen forex mein zyada say zyada mehnaat say kaam karna chihay ham log ager forex mein khoob mehnaat say kaam karen gay t he ham log frex say bhut ache earning hasell kar saken gay hamen mehnaat ko jare rakhna chihay or achay experience kay sath trade lagani chihay hamen trading mein soch samaj kar kaam karna chihay or hamen apni learning ko behtar kar kay kaam karna chihay hamen apnay kaam ko behtar karnay kay ley apni mistake say sabak sekhna chihay tab he ham log forex say bohut ache earning hasell kar saktay hein
            • #7 Collapse

              Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

              Assalamu Alaikum kaise hain aap ummid hai aap sab khairiyat se Honge ji bilkul aapki baat sahi hai ki jarurat se jawabdehi Dena chahie aapko post Mein Jitna hi Sawal Kiya jata hai to aapko chahie sirf aap usne ki jawab dena ki Aise Faizul dusri post Ka Jawab Ek post Mein dalkar jarurat Se Jyada lambi post kar dena Jiski vajah se padhne wale ko bhi problem ho aapko chahie Ki to-the-point Baat Karen aur information share Karen Taki dusre Bande Ko aap se Kuchh knowledge Mile aur vah acchi post karne ke liye Kuchh faydemand Sa Bhi to isliye aapko chahie ki Jisne hi jawab de do galat hai uthana De Dada lengthy aur Jyada jarurat Se Jyada likhane ki jarurat Nahin Hai Thoda Den lekin bilkul correct aur Achcha jawab De vah aapke liye bilkul perfect hoga
              • #8 Collapse

                Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

                Ham Koshish Karna chahie ki Jitna Ham se related poochha Jaaye utna hi Hamen answer karna chahie Jo bacche log Aise Hain Ki Yahan per bahut jyada bade bade answer ko share karte hain aur bahut jyada len De tarike se vah Yahan per jawab Baat Ko post Karte Hain Aise nahin karna chahie Hamen sirf to the point baat karni chahie aur jo maine information hai usko sabse pahle share karna chahie Kyunki bahut Sare log aise hi kijo information ko hi padhne ke liye hai yahan bharate Hain isliye main Yahi Koshish Karna chahie ki information per sabse pahle Yahan per share karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

                  AOA Dear all friends sahi kaha humy forx me zarort se ziyada sawal ka jawab ni dena chaye jitna pta ho otna btana chaye agr acha jawab ni de saky to forx se erning karna muskil hojata ha or yaad rakho kabhi zarort se ziyada jawab na dia kary takhy jawab parny wala bhi kahy ke bande ne acha jawab dia or phir jake ern bhi acha hoga shukria 🙄
                  • #10 Collapse

                    Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

                    Forex online business hai jahan pr daily work kr ky ap logo bonus milta hai aur work kiya hai woh yeh keh ap ko daiky posts krni hoti hein tb ja kr bonus milta hai mgr bonus kam ya Ziyada milna hamri posts ki quality pr depend krta hai agr hamri posts ki quality achi hoge tu bonus bhe acha mily ga aur agr posts mein mistakes hn ge fazol bat likhi hn ge tu us waja sy hamri posts ki quality achi nh hoti aur bonus bhe kam milta hai is liye agr ap log chahty hein keh ap logo ko acha bonus mily tu ap logo ko krna yeh hai keh ap log khbi bhe thread ky irrelevant bat naw lakhein aur fazol batain likhna sy avoid kiya karien is tarha ap logo ki posts ki quality achi hoge aur bonus bhe acha mily ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

                      yes dear Forex member aapane bilkul acchi baat share Ki hai gram Forex trading mein kisi 3rd ka jawab de rahe ho to vah related to business and related to Forex form hona chahie understandable credible aana chahie ismein Koi mistake nahin honi chahie vah isliye standable hona chahie tha ki tamam member guidelines cancel kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

                        good question I am agree with you dear friends aapane bilkul hi Sahi kaha hai vah hamen question Diya Gaya ho to hamen usi ke related apna answer dena chahie mumkin koshish karen ki ham apna answer bilkul sahi den jitna answer bane ham utran sadaiv faizul baton ka istemal bilkul hi Na Karen jitne mumkin koshish Uske ki ham Apne spelling ki mistake ki puri khatam karne ki koshish karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

                          Ji hamen 3rd ka jawab sahi sahi Dena chahie aur is mein Koi bhi dusri baat nahin karni chahie isiliye aapko chahie kya aap mehnat Karen aur apni post ki quality ko achcha Karen kyunki agar aapki post ki quality acchi hogi to aap achcha prashasan kar payenge forex main vahi kamyabi hasil kar sakta hai jo knowledge jhansi karta hai aur apne experience or knowledge ko increase karta hai experience hamen market mein movement ki samay deta hai agar aapko market mein moment ki samajh hogi to hi aap achcha profit Hasan kar payenge aur apni life ko jald se jald change kar payenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

                            Neha yah Baat aapane theek kahi hai ki Hamen jarurat hai Jyada Jawab Nahin Dena chahie Hamesha limit Tak kam karna chahie Kyunki limit ke aage kam karne se Hamara fayda Nahin hota agar Ham Soch samajh ke kam Karenge limit Mein rahakar kam Karenge Tu Hi kamyabi Hasil Karenge isliye Hamen apni limit mein rahakar jawab dena chahie kabhi bhi jawab Nahin Dene chahie Kyunki Unse Hamara fayda Nahin Hota balki nuksan Hi Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zarort se zayada jawab ni deyna chaiye

                              AOA Dear members umeed hai ap sb thk hungy aur forex sy axhi earning kr rhy hungy. Dear member ap ny bilkul thk kaha k zrorat sy ziada jawab ni dena chahye. zrorat sy ziada jawab dene sy parhny waly ko mushkil ka samna krna prta hai. sb ko chahye k hr post ka jawab zrorat sy ziada na de aur apni post mein asan aur sada alfaz isatamal kry is sy readers ko asani hogi. apni post ki quality aur quantity dono ko maintain rkhna chahye. shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X