Analysis keun zarori hy trade sy pahle?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis keun zarori hy trade sy pahle?
    Assalamu alaikum they remember their members agar aap train laga rahi hai to sabse pahle market karnal aisa Karen fundamental analysis Karen aur technical analysis Karen ya na licence sab analysis karke hi trade lagaen jab aapko confirm ho jaaye ki market ab yahan munh karegi to tab hi Soch samajhkar trade lagani chahie Mera to yah khyal hai aap logon ko logon ka kya khyal hai doston???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis keun zarori hy trade sy pahle?

    aapane bahut Achcha Sawal kiya kya life karna Kyon jaruri hai jab tak aap market ko samjhe Nahin aapko market ki movement ka Nahin Pata agar aap invest nahin kar sakte apna hi aapko profit Milega isliye agar aap Kamyab Hona Chahte aur ek Achcha profit Hasil karna chahte hain to bahut jaruri hai kya aap market to analyse Karen aapko market k up and down ka batao FIR usmein invest Karenge to aap Jarur Kamyab Honge ismein aap apne se bhi help Le sakte hain Forex Mein Kamyab ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Analysis keun zarori hy trade sy pahle?

      A.o.A
      Dear members...
      Ji bilkul aap didi kaha ke analysis karna bahut jaruri hai trading se pahle analysis bahut hi jyada jaruri hai Kyon Kiya Gaya Ham analysis Nahin karte ho aur acid Laga Dete Hain To Uske Hamen bahut loss hota hai aur Hamara Sara ka sara bhi waste ho jata hai isliye Hamen chahie Ke Jab Bhi Ham Apne ko istemal karke trading karen to trading se pahle Ham maarpeet ki moment Baje dharne uski acche se analysis Karen aur Market ka analysis karne ke bad hi vahan per trade lagaen unke market ki moment change hoty rahti hai aur jab Ham trade Lagaye Hona chahie uska pura focus Karen aur uske sath Hamen bahut hi jyada nuksan Hota Hai aur ham Kidhar Jaate Hain
      • #4 Collapse

        Re: Analysis keun zarori hy trade sy pahle?

        Hopes all friends will be happy and fine jesa keh thread mein bat ki gaye hai keh trading ko start krna sy phly analysis krna kun zarori hai tu mein ap logo ko btata jaon keh ik acha aur kamyab traders woh hai jo trading krna sy phly market ka acha sy analysis krta hai aur market ki movement ko Check krta hai aur jb trading start krta hai tu woh analysis mind mein rkh kr trading krta hai tu us ko khbi bhe loss nh hota aur jo log begair analysis kiye aur jaldbzai mein trade krty hein tu unlogo ko hamesha loss hota hai is liye khbi bhe jaldbzai mein aur begair analysis kiye trade nh kry wrna big loss ho skta hai
        • #5 Collapse

          Re: Analysis keun zarori hy trade sy pahle?

          Friends jesy k hum apni real life me dekhain to koi b Kam start krny sy phly hum uska jaiza left Hain k Kia wo Kam hmary liay Sahi Hy ya Nahi Hy ager hmary liay wo Kam Sahi hota Hy uska koi b nuksan Nahi hota to hum wo Kam krty Hain bilkul isii trah members jab ap Forex me trading lgany sy phly analyse krty Hain to wo b isii liay krty Hain k analyze Ka matlb bhi yahan par jaiza Lena hii hyy Yahan par hum market ka jaiza lety Hain or phr yahan par apni trade start krty Hain is liay dear Forex members analyzation lazmi ki jay
          • #6 Collapse

            Re: Analysis keun zarori hy trade sy pahle?

            Assalamu alaikum nice karke hi Ham laga sakte hainForex trading per hamen kam karne ke liye jyada se jyada mehnat karni chahie jitni jyada mehnat karenge itna jyada mein profit hasil hoga aur ham jald se jald kamyab ho sakte hain forex per kam karne ke liye knowledge or experience ka hona bahut jaruri hai sabse pahle hamen dam account training leni chahiejitni jyada training lenge apna jyada Mari Gai achcha hoga forex trading per kam karte waqt hamen posting ki quantity or quality ko donon ko dekhna chahie jab quantity or quality kaise Mari post acchi hogi to post kabhi bhi delete nahin hogi aur hamen achcha bonus mahine ka aur profit hoga post karte Banda main focus a post per hi karna chahie jitna jyada 4 kasam apne kaam par karenge itna jyada hamen profit Ho hogatrade mein relaxo kar lagana chahie trade lagane ke liye pahle hamen experience or knowledge ki jarurat hoti hai jab Ham trade lagate Hain to hamen relaxo katre lagana chahie na kishor jabardasti se trade lagana chahie nuksan bhi ho sakta haitrade lagate waqt comment technical analysis ko follow karna padta hai technical analysis hai hamen profit from karti Hain jab Ham fundamental analysis ko karte Hain to already hamari technical analyses close Ho jaati hai jab Ham dekhenge hamara profit Ho Raha hai to hamen floor and marketing ko close kar dena chahie agar Ham marketing conference ek log nahin karenge to hamen nuksan ho jaega aur hamara datavoice ho jaega hamara Sara data ud jaega isliye hamen chahie kya Ham marketing ko close kar de jab hamara profit ho raha ho Ham jyada knowledge ki Surat mein apna pallavi profit karva dete Hain main aadami rahega nahin jaati jab Ham jyada se jyada main karenge focus karenge kam per laga use phone karenge mulakat karenge to inshallah mein kamyabi hasil hogi forex trader ek bahut acche se business hai forex per kam karne ke liye hamen time recover nahin kiya Gaya Ham jis time marji kam kar sakte hain forex trader Rahe ladkiyon ke liye bahut aasani paida ki hai gairon se bahar nahin Jana padta forex trader bahut accha business Pakistan ka bahut accha business hai forex trader ki post karte waqt mein gharelu mamla ko aur discuss nahin karna chahie forex chaudhari ki hamen kam karna chahie uske topic per hi baat karni chahie forex trader per kam karte waqt our main focus karna bahut jaruri Hota jaldi jyada main se Kam karenge itna jyada hi hamen profit Ho se log ka aur bonus milega trade lagate waqt jyada se jyada ko kaise treat per hi karna chahie jab bhi cant mein marketing close hoti hai to hamen trade codeclouds kar dena chahie isiliye hamen relysys karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Analysis keun zarori hy trade sy pahle?

              Assalamu alaikum bhai jaan aapane bilkul theek baat kahi hai aapki baat se agree hun Pakistan forex foreign mein achcha trader vahi hai jo trade lagane se pahle market ki movement ko dekhta hai market ko analyses karta hai jab vah market ko analyses karke market ki movement ko dekhkar soch samajhkar treat lagata hai use Koi nuksan Na Ho tabhi vah profit hasil karta hai agar market ki moment ko dekhkar jaldbaji mein laga DJ to last ka samna karna pad sakta hai isliye market ki movement ko pahle dekhna chahie market analysis karna chahie kyon ke jab trade lagane se pahle market ke analyses ko mind Mera kar Ham trade lagayenge to hamen nuksan ka samna nahin karna padega trade lagane se pahle market ke analyses bahut jaruri hai koshish karni chahie ke pahle analyses karni chahie FIR trade lagani chahie agar Ham jaldbazi mein bagair soche samjhe market ki movement ko dekhe bagair trade lagaenge to hamen na kami ka samna karna padega
              • #8 Collapse

                Re: Analysis keun zarori hy trade sy pahle?

                Dear Humko forex market Mein analysis isliye karne chahie tha ki Ham Ko market ki direction Ka Pata Chal sake Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain farmers market Mein Kshetra Kaise kam Karke Apne account per profit banaa sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis keun zarori hy trade sy pahle?

                  Dear member Forex trading market mein agar aap apni working karna chahte hain to ismein aap ko trade open karne se pahle pahle apni trading analysis ko complete karna Hota HaiForex trading platform for Forex trading market main aapko Hamesha bahut jyada advantages increase karne ke liye consistently is carefully focus karne ke liye aapko Hamesha is platform per maximum advantages increase karne ke liye ek acchi position required hoti hai aapko Hamesha is platform per maximum results increase karne ke liye consistently is platform par focus karna Hota Hai dear member agar aap Forex trading market main proper analysis ko complete kar lete hain isliye aapko definitely maximum profitable positions available ho rahi hoti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis keun zarori hy trade sy pahle?

                    Assalamu Alaikum Ji Bhajan aapane bahut acchi baat ki hai kya analyse 16 zaroori hai trade se pahle ko batata Chalein kya Agar aapko Tel Lagane se pahle market Kshetra ke channel Nahin Karte to aap ko kya pata kya Kisi Se Laga rahe hain uski movement Kya Hai Uska profit kya hai uski high and low price kya hai pin bar kya hai kya kar rahe hain to aapko chahie Kya Jab Bhi trailer gaye the sabse pahle uska market kitne analysis karne ke tarike se uski movement market mein kis Taraf hai vah kis kar rahi hai uske bad aapko chahie kya planner ke sath use Pata Lagane Jiske bare mein aapko information ho aap ko na lage ho aur aap Jante Hain Ki yah chij Mein Hai Uske bad Lagani chahie Bina soche samjhe Agar aapke lagayenge wale ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis keun zarori hy trade sy pahle?

                      Analysis is liye zroori hyn taa k market ki movement ka hamen pata chal saky k ye hamen profit de gi ya loss Forex aik aisa business hy jis me agar ap kamyaabi hasil krna chahty hyn tou apko daily forex me kaam krna parrhy ga tab hi ap acha experience hasil kr saken gy nai tou ap achy trader nai ban saken gy apko chaye k ap pakistan forum k sath touch rahy yahan se acha knowledge hasil kr k trading me acha profit kamayen real trading se pehly hamesha demo account ka istemaal kiya kren taa k ap ki practice achi ho jaey or apka experience b barrhta rahy trading me hamesha small lot lagaen slow slow profit bana k move krty jaeyn taa k ap ziada loss se bachy rahyn yehi kamyabi ka acha treeka hy stop loss or take profit ka istemal zroor kiya kren q k kabhi kabhi ham aesi jagah hoty hyn ya itny ziada masroof hoty hyn k hun net nai on kr sakty or market ka jaieza nai ly sakty aisi soort me stoploss or take profit bohat zroori hota hy is se hamara account safe rehta hy profit k liye tousaary mehna krty hyn lekin loss hi insan ko sahi sikhaata hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis keun zarori hy trade sy pahle?

                        Isiliye Agar Ham market ko acche se naraj Nahin Karenge To Ham market ka Kabhi Bhi kam Yahan Nahin banaa Sakte Hamen apni kamyabi ko acche se analysis karne ki koshish Karna chahie aur Kobita kamyabi Hasil karne ke liye market ko samajhne Ki Koshish Karna aur Behtar se behtar work karna hoga market Mein kamyabi acchi Hogi to Achcha result cancel kar sakte hain Agar result Achcha Nahin To Ham kabhi bhi earning acchi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis keun zarori hy trade sy pahle?

                          Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai main aap kis baat se agriculture Hun ki aapane ek achcha sawal kiya hai kya analyses kyon jaruri hai trade hai se pahle apne bahut achcha sawal kiya hai ki life analyser karna kyon jaruri hai jab Tak main nahin lete aap ko pata chalega agar aap invest nahin kar sakte to aapko profit milega isliye agar aap kamyab hona chahte Hain To aapko ismein mehnat bhi karni padegi aur aap ko Dil laga kar kam bhi karna padega

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X