Forex market mein kisi big event ya political aur economic condition ki wajah sy prices ki overall value sudden aur dramatic drop kar jati hain iss state ko market swoon kehty hain. Market swoon kisi aek pair ya commodity k bary mein information ni deta balky ye over all market k behaviour ko show karta hai iss ka matlab ye hai k jb market swoon occur karta hai tou aek pair ya commodity nahi balky iss mein pori market fall kar jati ha
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим