Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren
    G fellows it is very necessary that please have the guideness about the trading which is very important to know everyone Agar Ham trade karte hain aur trade Mein Hamen loss ho raha ho Tu koshish karen ki loss me trade Kabhi close na Karen aur thoda sa Intezar Karen Kyunki ho sakta hai ki market Upar Aaye aur aap ko profit mil jaaye trade ko loss Mein closed karne ka matlab aapka ka double loss hota hai
    dear members please share your experience about this content
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

    Assalam o alaikum. Good evening all friends. I hope your day was good today. Forex trading main loss bhi ho sakta hai. But loss sy bachna bohat zarori ha. Sometimes market conditions favourable nhi hoti aur trade main loss ho rha hota hai. Aisy main market analysis bohat zarori hai. Market analysis kr k decisions lany chaiye. Is condition main wait krna bohat zarori hai. Kbi b trade ko loss main close nhi krna chaiye. Bl k patience k sath kam krna chaiye aur decisions lany chaiye. Aisi surat main wait krain aur market k favourable hony ka wait krain. Market wapis b zarur hoti ha aur loss recover hota hai. Patience aur confidence sy decisions lain. inshALLAH loss recover ho ga. Trade ko loss main close na krain bl k wait krain aur market indicators ko follow krty hue decisions lain. Loss ko recover kr k he trade close krain.ta k loss na ho aur investment bhi waste na ho. Shukria
    Work hard and have patience
    • #3 Collapse

      Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

      Yah bhi theek hai ki aap Agar wait kar sakte hain aapke pass Itna balance hai ki aap wait kar sakte hain to Fir aapko vate karna chahie aur Intezar Karna chahie ki aapki trade positive Ho Jaaye profit Mein a Jaaye to aap apni trade ko close Karen Agar acche se close Nahin Karenge to next level per aapka confidence niche rahega isliye Hamare liye yah acchi chij Hogi ke Agar Ham apni trade ko profit Mein close karne ki koshish Kiya Karen Agar hamare pass Jyada balance Nahin Hai To fir Hamen apni trade ko kam se kam loss may close karne ki koshish Karni chahie Jitna kam loss Hoga utna hi Achcha Hoga aur recovery karne Mein aasani Hogi
      • #4 Collapse

        Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

        Hamen forex men trading kay duran saber karna hota hy agar hum saber kay sath kam anhin karen gy tu hum acha nafa hasil nahin kar sakty hain balkejh hum nakam ho jaty hain tu hamen himat nahin harny chahey kun kay forex men jo himat har jaty hain tu voh mukamal nakam ho jaty hain ur kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

          ji han hamen trading kay duran saber karna hota hy agar hum market men saber kay sath kam nahin karty hain tu hum acha nafa hasil nahin kar sakty hain balkeh hum nakam ho jaty hain kun kay forex men kam karna asan anhin hy as men bahut achy tarekay kay sath trading karny waly hi acha nafa hasil kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

            Assalamu Alaikum mere dost bilkul aapane theek kaha hai yah Hamen thoda Sabar kar lena chahie Magar apni chij ko losses Se Bachana chahie agar aap Aisa Nahin Karenge to aap kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte Aap Ki Har EK trade positive Ki Baje negative Mein close Hogi aur lost se aap hi capital equity kam ho jayegi isliye hamen bhi koshish Karni chahie ki Ham thoda kam Karen Magar Achcha kam Karen aur acchi tarike se kam Karen Agar Ham thoda sa wait kar lete hain to market Hamen Achcha profit bhi de sakti hai to isliye Koshish Karna chahie ki apni trades kolossus mein band na Karen Kyunki Hamari trade Sagar losses Mein Band Hoti Hai To usse Hamen bahut jyada nuksan Ka Samna karna per sakta hai isliye Hamen kabhi bhi apni trades ko jaldi band nahin karna chahie aur kam lot ke sath Lagai Hui trade acche profit ko increase karti hai
            • #7 Collapse

              Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

              dear friend ap na bahot achhi bat ki ha k forex trading mn woh log he kamyab hotay hn jo wsit krtay hn keun k forex trading mn xiada tr lohon ko jb loss hota ha to woh loss mn he trade close kr detay hn jis ko recover krna bahot moshkil ho jata ha lekin jo log loss mn sabr krtay hn to zroor un logon ki trade profit mn bhi jati ha
              • #8 Collapse

                Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

                Gee bilkul hi ha kabhi bhi jaldi mein close nhai karni chahiya hamesha wait karna chahiya.Kabhi bhi asa nhai hota trade hamesha ap kay opposite hi chaly ap ko hold karna chahiya.Kabhi bhi jaldi mein trade close na krein agar ap asa karty hain tu is mein ap ka hi loss ha is liya wait krein trade automatically ap ko profit dena start ho jaey gi. Agar trade buhat zadaa loss mein chali jaey tu phir ap ko dekhna chahiya aur phir ap trade close kar sakty hain.Is liya holding krein lekin aik level tak krein.Agar musalsaal app ko loss hi ho raha ho tu zada loss se bachny kay liya ap trade ko hi close kar dein
                • #9 Collapse

                  Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

                  Jab bhi trade loss main hoti hay to waqie hamain pareshani hoti hay. Laikin darasal stop loss set karny ka maqsad he yehi hota hay keh ham market ka muqabla kar sakain aur market main khud ko safe rakh sakain. Is liye hamain stop loss kay thtough market main trade karni chahiye aur stop loss hit hony say pehly kabhi bhi trade ko auto per loss main close nai karna chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

                    Dear friends ham me sy aksr dosto ka loss jalsbazi ki waja sy hota Hy agr hamari trade loss me chali b jati Hy to hamin wo jaldi me Bina sochy samjhy close ni KR Deni chaheye Bal k kuch wait krna chaheye os ka hamin ziada faida ho ga..
                    • #11 Collapse

                      Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

                      Ji Janab aapki baat bilkul theek hai ki Hamen trade ko close karne se pahle is thodi der hold Jarur karna chahie Kyunki Agar Ham trade ko Sahi tarike se hold Nahin Karte Hain To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye agar aap Chahte Hain ki aap Kamyab Ho Jaaye to aapko trade ko acche tarike Se Chala chahie Sahi tarike se train ko to Uske a raha ho to usko lekin aap Juda Hoke Gate rate of Mujhe Log dete kiya to use close Karen Hamesha acche analysis ke bad hi trade Karen

                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

                        Assalamu alaikum Hope u all are fine doing well on Forex trading ji Dear Apne bilkul sahi baat ki hai Hamen sabar kar lena chahie lekin Hamen lost pet bologe Nahin Karni chahie agar ham last patriot close ka dete hai to usse Hamen forest gate band sisa se nahin hote aur na hi ham profit kar sakte hain isiliye Hamen sabar se Kam Nahin aana chahieForex trading per Hamen reading karte hue apna knowledge or experience news karna chahie jab ham Soch samajh ke lagate Hain to tamia mein kamyabi ho sakti hai ham Uske bagair kam karenge to ham jyada se jyada profile kaise le sakte hain lekin agar ham lalach karte hain aur jyada se jyada ki talab karte Hain to Hamen loss ka samna karna padta hai aur hamara kaun bhi sev Nahin rahata isiliye Hamen lalach nahin karna chahie aur mehnat se kam karna chahie kyunki ham jitni jyada mehnat karte hain itna jyada hi profit hasil kar sakte hain Jo log mehnat karte hain unko hi kamyabi milati hai aur vahi kamyabi hasil kar sakte hain Jo log mehnat Nahin karte hamesha dusron per headband karte rehte hain aur unko har jagah na Kami Ka samna karna padta hai hai Forex trading by reading karte hue Hamen laut ka Sahi Soch samajh Kar lagana chahie agar ham kiye ladka size small lagate Hain to usse ham profit Bihar se kar sakte hain aur hamara kaun bhi save rahata hai lekin agar ham lalach mein aakar ladka sahi se lagate Hain to usse Hamen loss hone ke chance bhi jyada hote hain aur hamara kaun bhi washout ho jata hai isiliye Hamen Soch samajh ke trading Karni chahie tab hi ham jyada se jyada profit aasan kar sakte hain aur apne account ko bhi save Rakh sakte hain Forex trading bhajan another time spent kiya jaaye hamare liye beneficial hota hai aur number extending advantages Kajal kar sakte hain agar ham Forex trading per kam time span karte Hain to Hamen knowledge or experience bhi nahin Hota aur ham per bhi nahin kar sakte hain aur na hi Hamen kamyabi mil sakti hai for studying buti profitable business Ghar baithe kaam karke jyada se jyada profit kar sakte hain lekin uske liye jaruri hai jo aate HainForex trading burger I'm sorry samajh mein kam karte Hain to tabhi ham isliye Apne kam ko samajh sakte hain aur hamare liye kam karna aasan ho jata hai agar Apne kapde focus Nahin karte Hain to humse bahut hi mistake Ho jaati hai jeene ki vajah se ham mein hone ki chan se jyada hote hai agar ham main sabar se kam lete hain aur trade close karne mein jaldbaji nahin karte Hain to tabhi ham jyada se jyada profit kar sakte hain isliye Hamen Soch samajh kam karna chahie aur kabhi bhi last mein apni trade ko close nahin karna chahie balke Hamen thoda vate karna chahie tabhi ham jiyo nahin kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

                          Asslam o alaikum dear friends apnae bilkul sahi kaha hi hamen apni trade ko loss main close nahin karni chaie hamesha apni trade profit mai close karni chaie profit kilye trade main wait karna hoga tabhi hamen achi earning hasil hogi
                          • #14 Collapse

                            Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

                            Assalamu Alaikum dear member aapane bilkul sahi Kaha Hai Jab Ham forex market Mein kam Karte Hain To Hamen ismein kabhi bhi loss Mein trade close Nahin Karni chahie Agar Ham market Kochi tarike se judgement kar lete hain aur proper experience ke sath kam kar rahe Hote Hain To Hamen ismein kabhi bhi jaldbaji nahin karna Hogi balkesh Mein acche experience ke sath kam karna hoga Jitna hamare pass Achcha experience Hoga aur learning hoge ham ismein proper time spend Karenge Ham isliye Hamen ismein Koshish Karna Hogi ki Ham ismein Jyada isase Jyada experience ke sath kam Karen Jab Ham ismein jaldbazi Karte Hain To Ham is market mein jyada Se Jyada profitable ho sakte hain isliye Hamen is market Mein Apni learning ko Jyada Se Jyada increase karna chahie aur mein acchi experience ke sath kam karna chahie tha ki Ham is market Mein Achcha result after kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Thora Wait Krlen But Loss me Trade Close Na kren

                              yes dear for f number of ne sahi baat ki hai ki thoda vate kar link instaforex Mein vahi log kamyab Hain Jo bahut jyada sabar wale Hain agar aap subah karke kam kar sakte hain to aap aap ko chahie ke aap behtarin tarike se kam Karen aur subah ke sath kam Karen Jo log last dekhte sath hi hi khatam kar dete Hain To vah log hamesha nakam hote hain aap thoda sabar Karen aur last Mein Na Karen kya pata aapko Majid profit ho sakta hai Allah se dwara prapt ki taraf ja sakti hai jo log jaldbazi karte Hain To vah jyada fayda nahin hasil kar sakte isiliye thoda thoda karke aap profit gain karen to aap acchi earning kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X