Jab tak apko market ki samjh na a rahi ho, trade na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Jab tak apko market ki samjh na a rahi ho, trade na karain.

    Ji dost bilkul trade open karna se pahle market ke touch Mein Rahen aur Market ko acchi Tarah samajhne ki koshish karen aur Market ko analyse Karen aur Market ki movement ka andaza lagaen keh market Upar move kar rahi hai ya fir market niche move kar rahi hai aur jab aapko market ki movement Ka andaza Ho To fir aap ek acche point se trade open Karen lekin Agar aapko market ki samajh Nahin a Rahi to aap trade bilkul bhi open na Karen aur wait kar len aur jab tak aapko market ki samajh na aa rahi ho tab tak aap trade open na Karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Jab tak apko market ki samjh na a rahi ho, trade na karain.

      G han ap nay sai kaha hai k agr ap market ko analyse karne ke bad hi trading Karni chahie aur kabi bi estimates ki base pay trading no krni chaiy Forex trading me ap apny knowledge say hi kamyab ho sakty hain Forex trading 1 online business hai agar office mein focus aur concentration ke sath mehnat karte hain to aapko uska benefit hota hai apne knowledge or experience ko improve karke hi aap Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain Forex trading mein agar aap apne knowledge or experience ko utilise karte hain aur demo account ke upar practice karte hain to aapko uska reward Jarur Milta Hai Jitna Jyada focus aur concentration ke sath aap Nahin baat karenge utna aapko benefit hota hai mehnat aapki Kabhi Bhi Ja ya nahin jaati Forex trading Mein sabse Aasan karne ke liye aapko emotional discipline ke sath kam karna chahie emotional discipline ke sath hi aap Kamyab ho sakte hain agar aap risk to reward ratio aur money management karte hain to aapko Forex trading Mein kamyabi Ki milati Hai knowledge buht zarori hai hai kamyabi k liy agr ap knowledge k oper compromise krty hain to ap ko loss hota hai isliye Hamesha experience ko improve krny k bad trade karin
      • #48 Collapse

        Re: Jab tak apko market ki samjh na a rahi ho, trade na karain.

        Assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur Forex trade Se Jyada Se Jyada profit Hasil kar rahe Honge ji han aapane bahut acchi baat ki hai ki jab tak aapko tradekey Samvidhan Na Ho use Waqt Tak aap train na Karen Jab aapko trade ki samajh mein a Jaaye Aasan Lage aur aap ko pata Ho ki aapki trade aapke liye faydemand sabit ho sakti Hai Tabhi aap trade Karen jisse aapko bahut jyada fayda Hasil Hoga Shukriya
        • #49 Collapse

          Re: Jab tak apko market ki samjh na a rahi ho, trade na karain.

          asslam o aliakum hanji dosto bilkul sahi kaha hai agar aapko market ki samajh nahi aa rahi hai to aap kabhi bhi trade open na Karen ☺️agar aap market ko Bina soche samjhe trade open karoge To aapko loss ho sakta hai isliye kabhi bhi market ko Bina soche samjhe trade open mat karo🤗 hamesha market ko analyse kar ke Sabar ke sath market ki movement ko samajh kar trading karo💖 tabhi aap logon ki trading achi Ho gi aur aapko Forex trading mein success hasil ho gi isliye hamesha market ko analyse kar ke hi trading kiya karo🤗💕
          • #50 Collapse

            Re: Jab tak apko market ki samjh na a rahi ho, trade na karain.

            ji member appna bilkul sahi baat kiye ke jab tak aapko market ki samajh Na aaye rahi ho aap ko bilkul bhi trade nahin karna chahie bol ke aapko wait karna chahie tha kya market baje se naraz kar sake Agra market ko analyse karne ke bad trade sakte hain to aap bahut achcha profit Le sakte hain iske liye hamen ke sath kam karna hoga bilkul bhi jildbazi nahin karni
            • #51 Collapse

              Re: Jab tak apko market ki samjh na a rahi ho, trade na karain.

              Forex trading Mein 95% members close isliye hota hai ki vah market ki movement ko Samay ka trading Nahin Karte aur unko market ki moment ka pata nahin Hota aur trade open kar dete Hain Jab aapko market ki movement ki samajh Na Aaye To aap ko kabhi bhi trading Nahin Karni chahie trading Hamesha tab start karen Jab aapko market ki movement ki Samay Jaaye aur jab aap ko pata Hoga market kab kis site par Maaf Karegi to isliye Bina soche samjhe kabhi bhi trading na Karen samajhdar hi ke sath kam Karen aur Achcha profit Hasil karne ke liye market ki moment ko samajhna bahut important hai
              • #52 Collapse

                Re: Jab tak apko market ki samjh na a rahi ho, trade na karain.

                Assalam walekum ji han bilkul theek Baat Hai Jab tak are Humko market ki moments ka samajh nahin aati market karna like karna Nahin Aata tab tak Hamen treat Nahin Lagani chahie Kyunki dharmpreet lagayenge Hamen knowledge Nahin Hoga Koi Mere Pass Dil Nahin hongi to definitely Hamare trade loss Mein Jayegi to avoid Karen
                • #53 Collapse

                  Re: Jab tak apko market ki samjh na a rahi ho, trade na karain.

                  Assalamualaikum David Dard Forex trade karne se pahle Hamen market ko acchi Tarah samajhna chahie trade open or closed karne se pahle Hamen trade ke trend ko samajhna chahie Forex Ek bahut Achcha business hai Hamen Shuru Shuru Mein Chote Chote lot size ke trade Lagani chahie Bade lot size ki trade Hamara account was Parvah sakti hai Hamen product ko apni job Samajh Kar kam karna chahie
                  https://t.me/pump_upp
                  • #54 Collapse

                    Re: Jab tak apko market ki samjh na a rahi ho, trade na karain.

                    hamen agar market ki samajh nahin ati to phir hamen bilkul hi pareshan nahin hona chahie aur humko uss waqt kay liye hold kar lena chahie aur ham jab market ko samajh jatay hain to phir humko iska fayda milta hai agar ham zyada lalach kartay rahengay to hamen nuksan bhi hoga aur hamara koi fayda nahin ho sakta aur jitna ho sakay apna fayda hasil karna chahie to hamesha hi market mein successful ho sakain aur ismein zyada hmain kam rahen jab tak zyada ismein mehnat kartay rahengay to hamen hi iska kam mil sakta hai aur ham bilkul yeh na sochain agar ham ismein galat kam karengay to ham ismein aur koi kam nahin kar saktay hamesha har insan apni galti ko khatam kar sakta hai aur har koi ismein mehnat bhi kar sakta hai hamen bhi jitni ho skay kam mehnat kay sath karna chahie
                    • #55 Collapse

                      Re: Jab tak apko market ki samjh na a rahi ho, trade na karain.

                      Slam dosto kase hain ap main umeed karta hn ap kheryt se hngy or agy barh rhy hngy. Dosto forex ek acha business hy jahn ap mehnat kar k avha bonus hasil kr sakty hain..dosto ap ko trade se pehly demo account pe practice karty rhna chahye es se ap main khud admadi hogi....
                      • #56 Collapse

                        Re: Jab tak apko market ki samjh na a rahi ho, trade na karain.

                        Dear member aapane bahut teacher topic discuss kiya hai jismein aap Humse yah poochh rahe hain kya Hamen tab tak reading Nahin Karni chahie yah tradeco market Mein Nahin inter karvana chahie Jab Tak Hamen market ki sahi se samajh Na Ho of course Hamen chahie ke Ham pahle market ko thorrougly analyse Karle Unki movements ko dekh le Uske bad Hamen chahie Kyon market Mein Ek Achcha entry point Talash Karen Jab Hamen Ek Achcha entry point mil jaaye Hamen tab Apne bonus ko utilized Karke Apne trade ko market Mein entry point se market Mein inter karvana chahie aur pahle Hamen market ki moments ko dekh lena chahie without knowing the moment of market when we enter our trade it will definitely go to lost so isliye Hamen chahie ki Ham pahle market analysis Karen Uske bad hi Apne trade ko market Mein inter Karva so that Ye Hamen profit acchi Ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #57 Collapse

                          Re: Jab tak apko market ki samjh na a rahi ho, trade na karain.

                          Dear pak forex member Main ummid karta Hun ki aap sab khairiyat se honge yahi vajah hai jab tak aap market ko ho na samajh pa rahi hun to aapko chahie ke trade na lagaen isliye aapko Lok ho sakta hai aur aap bahut bada nuksan utha sakte hain aur aapka account bhi wash ho sakta hai iske liye hamen samajhkar trade lagani hogi jisse Ham jarur trade mein accha profit hasil karenge aur kamyab honge

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X