Looss mai preshan mat hoin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Looss mai preshan mat hoin
    Assalamu Alaikum Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Forex member Hamen chahie ki loss Main Pareshan mat ho Agar Ham loss Main Pareshan Honge to Aage Kaise Badhe Sakenge Kaise kam kar Sakenge Himmat bilkul bhi nahin aani chahie Hamen Hamen to Los Ka Samna Kar Ke Aage kam karna hoga Aage Badha Hoga Jitna Jyada ham log ko ignore Karke kam Karenge ham utna hi Forex Mein Aage badh ki Kamyab ho sakti hain loss ke paas Jo log Jyada mehnat karte hain hardworking karte hain Vahi member Kamyab hote hain Shukriya thank you so much
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Looss mai preshan mat hoin

    jab aapko training mein loss hota hai to aapki apni mistake aur galti ki vajah se hota hai hamen always hi pareshan Nahin Hona chahie kyunki hamen sabar se kam karna bahut hi kamyabi ka shabab banta hai
    • #3 Collapse

      Re: Looss mai preshan mat hoin

      Loss bhi forex business ka hisaa hota hai aur forex business mein profit ho sakta hai tu loss bhi ho sakta hai kiok loss aur profit business ka hisaa hota hai hum ko agr forex business mein loss hota hai tu is loss ko bardshat karna sekhna cahaiye aur loss se preshan nahin hona cahaiye aur is loss se learning Karni cahaiye kiok loss kise mistake se hota hai hum is kay leye ziada se ziada mehnat karni cahaiye hum ko apni mistake ko theek karne kay leye ziada se ziada practice karni cahaiye practice karain learning knowledge aur experience hasil karain gey tu hi apni mistake ko cover kar saktay han aur loss se bhi bach saktay han
      • #4 Collapse

        Re: Looss mai preshan mat hoin

        Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karte hain kya aap log bilkul khairiyat se Honge aur apne kam ko imaandari ke sath saranjam de rahe Honge bilkul theek kaha aap Logon Ne Hamen Main Pareshan Nahin Hona chahie balkeshwar se kam Lena chahie Inshallah Ek na Ek Din ham log Jarur Kamyab Ho Jaenge Hamen acche se Accha profit Vigyan hoga Hamari kamyabi Si mein hai
        • #5 Collapse

          Re: Looss mai preshan mat hoin

          Hamen last Se Kabhi Bhi Hamara na Nahin chahie Kyon Ke Agar Na Hota Hai to profit bhi hota hai Hamen last aur profit donon cheezon Mein apne aap ko sambhalna chahie is vajah se Ham jakar Ek acchi earning bhi Hasil kar sakte hain Agar Ham Aisa Nahin Karte Hain To fir Hamen ismein kamyabi Nahin Mil sakti hai To Hamen ismein mehnat Karni chahie aur ek acchi earning Karni chahie jisse wale jakar ek bahut hi acchi earning bhi mil sakti hai Samay mehnat Karni chahie aur ham Ek acchi Kama sakte hain aur yah Hamen aap Hamari Soch Se Bhi Jyada acchi hai Nahin de sakti hai agar Ham Sahi Sahi vah karna chahie to
          • #6 Collapse

            Re: Looss mai preshan mat hoin

            Loss main pareshan mat hun assalam walekum forest members ji han doston yah baat bilkul theek hai ki hamen businessman loss or profit donon milte Hain per aap hamen apni mehnat se aur hamen karte Hain ki vajah se Ham karte hain aur karte hain karte hain hamen hai isliye aapko khoje business main to aap bilkul pareshan na ho use waqt aap positive thinker rakhen achcha sochiye apne aap ko hosla de profit donon hote hain hamari apni mistake ki vajah se hua koshish karen ki jis mistake se last vah vah dobara na ho main pareshan nahin hona himmat aur hosla aur rakhna hai apne kam per
            • #7 Collapse

              Re: Looss mai preshan mat hoin

              ji han members exactly hmain loss main pareshan Nahin Hona chahie kabhi bhi loss hone ki surat me pareshan Na Ho kyonki loss to hamare business ka ek hisa hey loss ke bagair to hmara business Nahin ho sakta agar ham log loss se pareshan Ho jaate Hain to fir Ham aage kaise badhe payenge hamare andar aage badhane ki takat nahin hogi aap khud ko takat dain pareshan Na Hon bol ke hosle se himmat se kam karte jaen to aap apny loss ko bhi cover kr Jain gy
              • #8 Collapse

                Re: Looss mai preshan mat hoin

                Assalsmu Alaikum dear forex members. Forex mein kaam kerny k liye hmein aik bat ko apny mind mein rakhna buht zrori hota hy k jesy profit or loss her business ka hisa hota hy bilkl isi tarah forex mein bhi ager ham buht acha profit earn ker skty hein to is mein loss ko face kerny k chances bhi hoty hein. Forex mein ham loss ko sirf usi wqt face kerty hein k jab ham is ko buht achy sy learning kerny k bad start nhi kerty q k forex mein learning or achy experience ki buht ahmiyat hoti hy. Forex ko ager ham buht achy sy learn kerny k bad start kerty hein to hmein loss ko face kerny k vhances buht kam ho jaty hein likin ager kisi bhi wajah sy hmein loss ko face kerna pad bhi jaye to isy preshan hony ki bajaye isy sabak hasil kerna buht zrori hota hy q k loss hony ki wajah sy bhi hmari buht achi learnings ho jati hy or next loss k chances bhi buht kam ho jaty hein.
                • #9 Collapse

                  Re: Looss mai preshan mat hoin

                  Assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur forest form Se Achcha profit Hasil kar rahe Honge
                  Loss and profit are part of business agr ap complete training gain krka ya work krn ga to ap loss ma nhi jyn ga or ap acha profit generate krn ga acha profit gain krna kalea apko system ko thoroughly study krna pra ga loss ki sorat ma apko prashan nhi hna
                  • #10 Collapse

                    Re: Looss mai preshan mat hoin

                    Ji han aapane bilkul theek kaha hi loss main pareshan nahin hona chahie Agar Ham last mein pareshan hote hain to iska matlab hai ki Ham kabhi bhi success nahin ho sakte kyunki Forex varam per hamesha vo log kamyab hote Hain Jo loss se nahin darte aur apna Delhi ka work complete karte hain best se best information share karte hain doston ke sath is tarah hi aur kamyab ho sakte hain isiliye aapko chahie ke hamesha best knowledge doston ke sath share Karen aur khud ka phone kar sapne kam per Karen tu Hi aapki success mumkin hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Looss mai preshan mat hoin

                      Hamen forex men preshan nahin hona hota hy kun kay agar hum as men preshan ho jayen gy tu hum achy earning hasil nahin kar sakty hain as lai hamen saber karna lazmen hota hy tu hamen himat nahin harny chahey kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men jo achy tarekya kay sath kam karty hain tu voh acha profit hasil kar sakty hain warna voh nakam ho jaty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Looss mai preshan mat hoin

                        AOAi jain hain darust kha kh lose main parayshan nin hona chay bilkhay hoslay say himat say apna kam jari rekainvure himat say ksm karo ek din kamyabi zaroo naseeb ho ghi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Looss mai preshan mat hoin

                          HAslam.o.alaikum.o.alaikum dear forex members ap ki bat bilkul sahi hy ke hamain forex men agr loss bhi ho jye to hamen pre
                          • #14 Collapse

                            Re: Looss mai preshan mat hoin

                            loss aur profit zindagi ka hissa hota hai ye life k aik parts mein se hai kabhi humen profit hota hai tou kabhi humen loss ho jata hai humen chahiye k jab humen profit hasil ho tou hum is mein greed na keren aur agar humen loss ho tou hum is mein kabhi bhi preshan na hon blky sabar se kaam lein taa k hum ainda acha work ker saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Looss mai preshan mat hoin

                              loss hony per hamen preshan nahin hona chaehy balkeh hamen saber kay sath kam karna chaehy agar hum as men saber kay sath kam karen gy tu hum nakam nahin ho saken gy balkeh hum achy earning hasil kar saken gy as lai hamen saber karna lazmen hota hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X