Trde karty time loss ko mind mai rakhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

    Dear forex members umed k ap sb kheryt dy hongy dear forex members trading krty wkt apko ye bt hmsha mind me rkhni cahye k hr trading bhi hme profit nhi dti bl k kch trading hme loss bhi dy jti hen lekn esi situation me hme bilkul bhi disappoint nhi hona chaye ku k jha loss hua hy wha hme profit bhi hoskta hy.. Agr hme trading me loss ho bhi jye to tb bhi hme chaye k hm apny kam pr focus kren aur bilkul bhi na umed na hon apny gusy pr bhi contorl rkhen ku k loss aur profit hme dnu k lye hmsha tyar rhna chaye.. Ku k loss aur profit hmre market ki movement pr depend krta hy agr hmre lgai gai trading hmre market ki movement k sth chl rhi hogi to hme profit hoga aur bonus bhi acha ayga lekn agr market us k opposite jaygk to understood hy k hme loss hoga lekn hm ny phr bhi himt har kr kam krna nhi chorna ku k esa krny sy hm apna mzd nuqsan krengy bl k hme chaye k umed harny k bjye hm loss hony ki surat me us loss ko recover krny ka sochen to bht achi bt ni hogi.. Ku k zruri nhi hota k hr br lgai gai trading me hme hmsha profit hasil hota rhy bl k hme nuqsan bhi ho skta hy islye hme hr trh ki situation k lye hmsha tyar rhna chaye..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

      very good sharing.
      aksar traders trade krtay howay sirf profit ko mind mein rakhtay hain magr ye ghalat baat hay q k har trade bhi trader ko profit nai de skti aisi condition mein jb sirf profit ko he socha jaye aur nuqsan ho jaye to trader dishurt hojata hai isi leye koi bhi trade krnay se pehlay apng apko mentally prepair krna chahye loss k leye bhi
      • #18 Collapse

        Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: mubashirana1 پيغام ديکھيے
        Assalamu Alaikum Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Forex member trade karte waqt Hamen loss ko mind Mein Rakhna chahie Jab Bhi trading Karen To Hamen Apne mind betrayed Mein loss ko bhi Rakhna chahie Agar Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Jo log trading ke dauran loss ko mind Mein rakhkar trading Karte Hain To Vahi member Kamyab Hota Hai Kyon ke har trading Hamen profit Nahin Deti Kabhi loss bhi deti hai isliye Hamen Pareshan kya mayus Nahin Hona chahie Apne loss se Shukriya
        Han ge bhai main bhe ap ke bat se agree karta hon forex ke business main ya tu profit hai or ya phir es business main loss hai hame profit ke sath main yeh bhe mind main rakhan chye ke trading main loss bhe ho sakta hai agar es business main profit hai tu or loss kab hota hai jab ham log greedy karte hain or ache time ka wait nh karte hain ya phir capital se big lot ke trading karte hain tu hame trading main kabi bhe profit nh hota hai balke hame trading main loss hota hai or bar bar hame loss hota hai agar ham experience ko use kr ke trading karen ge or market main wait ke enter hote hain or apne investment ke hisab se trading karte hain tu ham log es business main kabi bhe fail nh ho sakte hain kun ke trading risky business hai or experience ke bina ham log kamyab nh ho sakte hain es business main
        • #19 Collapse

          Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

          Hello friends hopes all will be fine jesa keh thread mein bat ki gaye hai keh trading krty waqt ap logo ko loss ka bhe mind mein rkhna chahaye jesa keh ap shb janty hein keh forex trading mein trading krna sy loss or profit hota rehta hai agr loss hota hai us waja yahe hai keh ap log jaldbzai mein a kr trade krty hein aur dosra trading krty waqt ap yeh bhol jaty hein keh ap trading sy phly market ka analysis nh krty agr ap log analysis kr ky trade krty hein aur mind ko bilkul focus kr ky trade krty hein tu ap logo ko khbi bhe loss nh ho skta agr ap ko by Chance loss ho jata hai tu ap logo ko chahaye keh loss hona ki reason ko search kr liya kro us ko samjho aur again us mistake ko repeat nh kiya kro taka loss naw ho
          • #20 Collapse

            Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

            Assalamu alaikum they remember ham jante Hain loss or profit business ka ek hi miss hote hain agar trading mein profit hota hai to hamen loss bhi Kabhi ho jata hai to aise hamen pareshan hona Nahin chahie jab humko loss ho jaaye to hamen Apne trade karo uska deni chahie dubara market ke movement ko samajh Kar Apne trade lagani chahie taki hamara hone wala lost ek bar ho sake kyunki logon se business mein bahut jyada logon ko hota hai to isliye main pareshan hone ki jarurat Nahin balki vah Apne experience increased Karen aur dobara trade lagakar profit hasil Karen
            • #21 Collapse

              Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

              Ji han bilkul bahut acchi baat ki hai ki trade karte waqt loss ko mind mein rakhen jab ham log loss or profit ko mind mein rakh ke reading karenge to hamen pata chalega ki hamare trading kaisi hai aur isase hamen Kya fayda hoga doston trading se yah to profit hota hai ya FIR loss hota hai lekin agar ham log market ke mood ko acchi tarah se analyse karke trade lagaen aur senior se information lekar trade lagayenge Tum jarur profit game karenge aur agar apni taraf se bagair market to analyse Kiya trade laga denge to hamen loss hi hoga isiliye doston hamen chahie ki ham log Dil lagakar Maine se kam Karen aur market ki movement ko acchi tarah se analyse karna sikhe Taki ham log jald kamyab ho aur acche businessman Ban sake
              • #22 Collapse

                Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

                Trading karte waqt loss ko mind mein rakhen aapane bilkul sahi kaha hai jab ham trading ke dauran loss ko mind mein rakhenge to ham market ko acchi Tarah se understand Karke trading karenge aur market ki situation aur market ki movement ko acchi Tarah se analyse per ke decision lenge Jo hamara decision profitable trading mein convert ho jata hai
                • #23 Collapse

                  Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

                  Jayaprada bahut acchi baat Kiya mein chahie last Ko Bhi Apne man mein Rakhe Jab Ham train open kar rahe ho to aise Mera Mela uski bahut kam Hoga aur profit bhi so Hamen chahie ke yahan mehnat karo Saiya dalale bilkul Bhi Na Karen Hamen ismein jalsena chamar karne ki koshish karne ke jaise per bahut Achcha fayda bhi ho sakta hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

                    Yandere aapki baat bilkul sahi hai Forex trading business Mein Jawab trading kar rahe hoti hain to apna koi bhi order please karne se pahle Jab aap apna Lite size select karte hain to use Waqt aap ko Apne profit ke sath Apne loss ko bhi man mein Rakhna Jaruri hota hai Kyunki Ek Aisa business hai ki Jab aap apna lot size select karte hain to use Waqt aap ko Apne lost aur apne profit donon ko Apne mind Mein rakhte Hue lot size ki selection Karni hoti hai isliye Hamesha ek hi chij par focus Nahin Rakhna chahie balki donon chijon ko Samne rakhte Hue Apne working quality ko Behtar banane ki koshish Karni chahie
                    • #25 Collapse

                      Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

                      My dear friends I hope you will be happy and enjoy the unlimited profit on the forex trading agar aap trading karte hue Star Plus Laga kar aur acchi trading karne ki koshish Karenge freshman ke sath kam Karenge to aap Lakshmi Kamyab Honge aur trainer Kabhi Bina Kam Nahin Aata Jo ismein China lyrics Piya Sath kam karta hai isliye Kuchh aur Achcha kam Karega Hamesha Forex trading karte hue best planning ke sath kam Karen market banaa like Karen Jab aapka cheating Karenge to aap acchi hi nahin kar Payenge Hamesha Ashi trading Ham padhe Pal karti haiis ke sath sath firex ko samje or seriously kam kare agr ap serious honge to ap lazmi kamyab hai hamesha achi learning hi kamyab banati hai isliye ap achi learning kare or khud ko improvement main leker ayye
                      • #26 Collapse

                        Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

                        Hamare andar trade karte hue Har kisam ki situation se Mukabala karne ki Himmat honi chahie aur Hamare mind Mein yah Hona chahie ki Hamen trade Mein dost bhi ho sakta hai Hamen use loss ko Sabar aur Himmat ke sath bardasht karte hue apni galat hai unko Talash karna chahie aur Hamen apni aslaha Karni chahie ke Dobara Humse Hua galat Hi Na Ho jis ki vajah Se nuksan Hua Hai
                        Thank you for your attention
                        • #27 Collapse

                          Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

                          Assalamu alaikum ji Dear ap ne bilkul sahi baat Kiya jab ham training karte Hain to hamen Dost ko Man mein rakhna chahie kyunki gain or loss to business ka hissa hai isiliye hamen lal aaj nahin karna chahie Nahin jalwadi se kam Lena chahieForex trading agaram rules to follow karke kam karte hain to hamare liye kam karna hai ji ho jata hai lekin agar ham rules ko follow karde Kam Nahin karte to humse bahut hi mistake ho jaati hai Jin ki vajah se hamen loss ka samna karna padta hai Forex trading ka kam karte hue hamen kabhi bhi lalach nahin karna chahie balke Soch samajh ke kam karna chahie jab ham lal aaj karte Hain to humse bahut hi mistake so jati hai jindagi vajah se hamara account out ho jata hai jab ham acchi Tarah se Soch samajh ke kam karte Hain to mistake sone ki gents bahut kam hote hain aur ham jyada se jyada profit hasil kar sakte hain Forex trading bahut hi profitable business pay ham Ghar baithe hi mehnat Karke jyada se jyada nighasan kar sakte hain ham main apni learning continue rakhni chahie agar ham Forex trading ki real account per kam karte Hain to hamen sath sath learning karte rahana chahie kyunki main jyada se jyada information milati hai aur Forex se related ham new information le sakte hain Forex trading business Nahin hai balki sakte hain hamen fresh mind ke sath Forex trading per kam karna chahie jab hamen freshman ke sath kam karte Hain to jyada se jyada knowledge gain kar sakte hain aur acche lagane ka kam kar sakte hain jab ham acche level ka kam karenge to tabhi ham jyada se jyada Pune se kar sakte hain agar hamare kam ki Nahin hogi to ham jyada Pune shahar nahin kar sakte ho aur na hi Forex trading bharane ka khel kar sakte hain isiliye hamen Apne kam ko hard work Karke karna chahie Jo farmer working karte Hain to ham acchi tarike se kam kar sakte hain aur hamen hamari hardworking ki vajah se success milati hai aur ham successful trader ban sakte hainhamen manatari ke sath kam karna chahie aur patience ke sath kam karna chahie jab ham sab Bhar se kam karte hain to hamare liye kam karna ISI hota hai aur ham profit acchi kar sakte hain lekin agar ham gendbazi karte Hain to ham kabhi bhi nahin kar sakte kyunki gendbazi mein humse se mistake so jati hai agar hamara se kamai Mera ke kam karte Hain to ham FIR knowledge Nahin karte aur jyada mehnat karte hain to abhi ham kamyabi hasil kar sakte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

                            Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid karti hun aap sab theek honge ji aapane bilkul theek kaha hai forex mein reading karte hue loss ko mind mein rakhen agar aap loss ko mind mein rakhenge tabhi aap kamyab honge
                            • #29 Collapse

                              Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

                              Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun ki aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein trading karte hue losco mind Mein rakhen Kyon kya kar aapko profit ho sakta hai to Los bhi ho sakta hai isiliye Hamesha adjustable lot size use Karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trde karty time loss ko mind mai rakhain

                                Trade karte time hamen lost ko mind mein rakhna chahie agar Ham trade karte hue loss ko mind mein rakhenge to Ham kamyab ho sakte hain isliye hamen chahie ke ham lost ghabraye nahin kyunki Business mein loss aur profit to hota hai rahata hai unke unke kabhi hamen loss ho jata aur kabhi hamen profit ho jata hai uske bad bhi profit mumkin hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X