Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??
    Dear members Assalamualikum A Kahana yah Chahta Hun Ki aajkal market bahut slow movement kar rahi hai Iske Piche reason kya hai kya Iske Piche Koi grasses chal rahe hain ya FIR reason Kuchh aur hai agar trading karni hai to market ke bare mein information Rakhna jaruri hai basically trading Jis Tarah bhi Karenge lekin Agar aapko market ke bare mein acchi information Nahin Hogi to trading karne mein Mushkil Hogi aajkal yah samajh Nahin a Raha ki market kis Taraf per ja rahi hai aur Kis Tarah Se moment kar rahi hai Agar market Samajh Mein Na Aaye a rahe ho to poochh Lena achha hota hai isliye main aap sabse is bare mein guide Chahta Hun Ki trading Kaise ki Jaaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

    Ap ki baat bilkul sahi ha market ki movement slow hi ha aur ap ko pta ha slow movement ko samajhna bhi muskill hota ha aur slow movement mein ap ko trend ka bhi sahi se pta nhai chalta jis waja se ap sahi trade nhai lga paaty.Ap ko slow movement mein trading se avoid karna chahiya aur aik bat ye bhi ha slow movement mein quick response nhai milta kehny ka matlab ye ha app ko wait karna par sakta ha aur kafi wait karna par sakta ha khunky market slow hoti ha .Is kee reason ye ho sakti ha prices low level mein hain khunky corona bhi ha us ka bhi side effect ho sakta ha .Sary business band hain is waja se market slow ja rahi ha
    • #3 Collapse

      Re: Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

      Hamen market ki movement ko dekh kar as men trading karny hoty hy agar hum achy tarekay kay sath market ko analysis karty hain tu hm nakam nahin ho sakty hain balkeh hum acha nafa hasil kar sakty hain tu hamen jaldi nahin karny hoty hy agar hum kisy bhe kam men jaldi karen gy tu hum kamyab nahin ho saken gy balkeh hum nakam ho jayen gy
      • #4 Collapse

        Re: Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

        Assalamu alaikum doston hamen market ko slow movement mein lagana chahie agar Amma fastly lagaenge to nuksan ho sakta hai hamen sabar se kam Dena chahie agaram mein lagate baat to sabar se Kam nahin lenge aur jaldbaji mein kam karenge to hamen na kami ho sakti hai aur hamara Sara ka sara weekend ka data kharab ho sakta hai aur hamen profit nahin hoga isiliye main jaaye kya Ham sabar se Kam nahin aur market ki movement ko slowly Karen fraud lagate waqt main market ke number ko check karte rahana chahie kabhi bhi hamen profit ho sakta aur kam profit nahin hai main market ki moment ko close ka Dena chahie hamen jyada lalach mein nuksan bhi ho sakta hai Forex trading mein kamyabi hasil krny k liye hamare pass experience or knowledge hona jaruri hai jitna jyada experience Ho knowledge Hota Hy itna jyada hi ham kamyabi hasil kar sakte hain Forex trading per jab ham kaam start karte Hain to hamare pass experience Ka Hona bahut jaruri hai agar hamare pass knowledge or experience Nahin Hoga to ham proper tarike se Kam Nahin kar sakte hain aur mistakes hone ke chance jyada hote Hain se hamen loss ka samna karna padta hai hai aur hamara account bhi washout ho jata hai experience karne ke liye ham mein jyada se jyada kam karna chahie kyunki jab ham demo account per apna jyada time spend kar k kam karte Hain to hamare knowledge or experience increase hote hain jisse hamen Forex trading per kam karne mein aasani Ho jaati hai isiliye ye hamen Forex trading per kam karne se pahle demo account per kam karna chahie agr ham Forex trading per kamyabi hasil kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

          Dear jahan tak aapke Sawal ki baat hai ki market ki slow movement ki vajah kya hai to isiliye main aapko yah batana chahti Hun Ki market ki movement ke slow hone ki vajah hoti hai ki market mein kisi bhi commodity ki price bahut Teji se up and down Mein Nahin ja rahi ho Ti bi ke slowly move kar rahi Hoti Hai Jiski vajah se market ki movement bhi slow hoti haiisliye aapko chahie ki Apna knowledge or experience increased karne ki koshish kar nahin kiya Jab aap Bharat market Mein kam karte hain to Aapka knowledge or experience likhna Jyada hota hai aapki earning bhi Usi ke Mata Pita kaun ho sakti hai isiliye apni kar name Kobita banane ke liye pahle Apna knowledge or experience increased Karen FIR Uske bad park market Mein Apni entry ko Behtar banane ke liye apni analyses power apni grading scale aur strategies ko strong banane ki koshish karen tabhi aap acchi aur successful trading kar Sakenge isiliye aapko chahie ki market ki movement slow ho ja fast aapko Apne knowledge or experience ke mutabik apne Faisla karne chahie Taki aapko acchi aur profitable trading karte hue is business Mein kamyabi mil sake
          • #6 Collapse

            Re: Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

            market humen bohat sari different types ki moments ko show kervati hai market kabhi tou humen fast moment ko dikhati hai aur kabhi market humen sow moment dikhati hai aur kabhi market humen side way moment bhi dikhati hai agar hum slow moment ki baat keren tou market mein slow moment humen news se mil sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

              Market mein slow movement ka matlab yeh hai ke jiss pair ko ap ne open kiya howa hai. Us pe koi news nahi chal rahi. Aur us pair mein investers ki tadad bahut kem ha. Bahut kem logoon ne usy buy/sell kiya howa hai.
              • #8 Collapse

                Re: Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

                Dear best Forex trading market mein agar of market ki slow movement ko carefully focus Karte Hain To usmein aap ko Hamesha bahut jyada advantages available ho sakte hain Kyunki Forex trading market main aapko consistently market per focus karna hota hai aur ismein aapko maximum advantages increase karne ke liye market Mein Hamesha care for kar apni advantages ko perfect banana hota hai sometime market volatility bahut hi minimum hoti hai aur ismein aapko Hamesha bahut jyada advantages Hasil karne ke liye consistently market ko focused karna Hota Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

                  Dear Humko is market movement Ko Dekhkar trade Karni Hoti Hai Kabhi market ki movement slow hoti hai Humko market Mein Kaam karti hui Apne senior se helpline hoti hai agar Ham is market mein experience ko use karte hue kam Karte Hain To is market Mein acche tarike se kam kar sakte hain market Mein kam karne ke liye Humko technical analysis aur fundamental analysis karne hote hain Jiska Bada miss market Mein acche tarike se trade ka decision Le sakte hain market Mein trade karti hui Agaram apni mistakes per control Karte Hain To is market mein nuksan se Bach sakte hain is market Mein Kamyab hone ke liye Humko acche tarike se kam karna hota hai Agaram is market Mein Soch Samay kar kam Karte Hain To aap ko Kafi jyada fayda ho jata hai market Mein Achcha kam karne ke liye mehnat karni hoti hai Agaram is market match analysis Karke trade Lagate Hain to successful Ho Jaate Hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

                    Dear member aapane bahut hi achcha question kya hai market ki slow moment ki vajah news se hi hi hasil ki ja sakti hai Varna hamen main market kabhi fast women dikha diya to kabhi yah slow movement karti hai ya FIR kabhi side munh mein dikhti hai jisse hamen trade lagane ke liye Koi andaza nahin hota hamen trade lagane ke liye market ki movement ko acche se a dekh leni chahie FIR uske bad trade lagane chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

                      Yes dear market ki movement Ko Dekhkar trade Karni hoti hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain Humko is market mein Main trade Lagane se pahle analysis karne Hote Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

                        Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun ki aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein movement bahut jyada fluctuate Karti Hai Kabhi market ki movement fast Hoti Hai To Kabhi market ki movements Lo hoti hai aap bus Hamesha mehnat ke sath kam Karen aur Market per focus hokar kam karne Agaram focus hokar kam Karenge To Ham Jarur Kamyab Honge
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

                          Market kabhi kabhi slow mood karti hai aur aapko profit Nahin Deti market ko koi bhi handle nahin karta market ki slow moment ki vajah yah hai ki Jab market per Jyada trade open Nahin Hoti to market slow Ho Jaati Hai Aur Jab market per bahut Sare member trading karne Lagte Hain to market pass time ok Karti Hai market jyadatar Sham ke time fast moc karti hai isliye Sab friends ko chahie ke Sham ke time market Mein entry Le aur acche point per market Mein entry Lekar Achcha profit Hasil Karen market ki slow moment ki vajah yah hai ki market mein jyada trade open na hone ki vajah se market slow move hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ki slow moment's ki wajha Kia hai...??

                            There is main aapke pass Kuchh currency pair Kaise Hote Hain Jo ki for movement karte hain aur kuchh current affairs aapke pass mein for movement kar rahe hote hain aur kuchh Lo movement kar rahe Hote Hain market mein aap Jab kam kar rahe hote hain to aap ismein dekhte hain kya kar aap ismein different technical indicators ka istemal karte hain to aapko ismein bahut jyada fayda hote hain agar aap ismein indicators ka istemal Nahin Karenge to aap Khush me kamyabi nahin main Sakte Kyunki trading Ek Aisa platform hai ki jismein aap Jab koi bhi trade open Karte Hain To sabse pahle aapko acche tarike se analysis perform karna Honge aur aapko ismein market main market ki Munh Mein Ko samajhna Hoga Jiske Liye aapko demo account per practis karna Hoti Hai Jab aap market ki movement ko demo Kaun per samajhte hain aur kisi bhi indicator ka istemal aap demo account per Karte Hain To iska aapko Jyada fayda hota hai usse Aap Ko kamyabi Mil sakti hain agar aap usko time Dete Hain aur Aakash Mein mehnat karte hain Sar Ko kamyabi milati Kya.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X