Forex Mein Jab Ham trade open Karte Hain To Hamen Usi Waqt trade ka aapane trade open karne se pahle pahle Hamen is baat ki decide kar lena chahie ki Hamara entry point yah hoga to exit point Kya Hoga Agar Ham yah decide Nahin Karenge To Ham kabhi bhi Aage nahin kar sakte isliye entry or exit point ko trade open karne se pahle Hi judge kar lena aur implement kar lena bahut jyada jaruri hai Kyunki is tarike se aap na sirf bahut acche tarike se Aage badh sakte hain Achcha profit Hasil kar sakte hain balki aap ek healthy account ko grow kar sakte hain isliye Hamen Hamesha Yahi koshish Karni chahie ki Jab Bhi Ham Koi point ya entry point Hasil Karte Hain To vahan per exit point ko bhi identify karne ke Agar Ham Yahan per entry le rahe hain to Hamara exit point Hoga ful De yah long-term Tak Agar aapane training karni hai to usko entry or exit point bhi Usi hisab Se Hi set karna hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим