Forex trading mein hamein mony managmeint ka khiyal karna chaheya
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading mein hamein mony managmeint ka khiyal karna chaheya

    Ji han bilkul dear aapane bilkul sahi kaha hai Ham Jab koi bhi trade open Karte Hain To Hamen money management ke sath Apne trade open Karni chahie forex market Mein Ham Jab kam kar rahe Hote Hain To usmein Ham dekhte hain kya Agar Ham different technical indicators ka istemal karte hain aur ham ismein koi bhi trade Lagane se pahle market Mein different analysis ko perform karte hain to uska Hamen bahut jyada fayda Hota Hai Jab tak Ham is market Mein Soch Samajh Kar trade open Nahin Karenge aur ham indicators ka istemal Nahin Karenge Ham is market Mein Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Kyunki agar humne Kamyab hona hai to uske liye Hamen different indicators ka istemal karna hoga aur ismein Hamen demo account per indicator ki practis karna Hogi to is Hamen Jyada advantage Milega jab tak Ham is market Mein mehnat Nahin Karenge aur ham ismein different indicators per practice Nahin Karenge aur demo account per practice Karke Apna experience increased Nahin Karenge To Ham Kamyab Nahin ho sakte Jab aap money management ke rules and regulations ko follow Karenge to vaise aapka kaun se app rahega.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading mein hamein mony managmeint ka khiyal karna chaheya

      agar aap money management karna chahte hain to aapko chahie ki aap Forex ke rules ko follow Karen aur Jab bhi trading karne lage to hamesha chhote lot size ke sath trading Karen kabhi bhi lalaj Karke bada lot size na lagaen Forex trading ek bahut accha business hai agar aap ismein kamyab Hona chahte Hain to aapko mehnat Karni chahie Apne knowledge or experience ko increase karna chahie ek acche knowledge or experience ke sath hi aap Forex trading mein successful ho sakte hain Agar ham market ka technical analysis Kar ke trade karenge to aapko loss hone ke chances bahut kam hote hain new traders ko sabse pahle demo account ke upar practice karni chahie aur uske bad real account mein trade Karni chahie iske bad agar aap mehnat karte hain to aapko uska result jarur milta hai aur aap professional traders ki tarah acha profit earn kar sakte hain Jab aap mehnat karte hain to aapko uska reward jarur milta hai lot size chhota rakhne se aapka account wash Nahin hota

      اب آن لائن

      Working...
      X