Dear traders trend line ko forex market mein bahut ahm samjha jata hai. Kyon ke forex market jab trend mein chalti hai tu aik khas price average ke baad reverse hoti hai aur dobara apny trend mein jab waps atti hai tu us time hum trade laga ke kafi acha profit kama sakty haen. Es liye trend ka istemal her trader ko Anna chahyea. Amoomen jab market higher high ya lower low banati hai tu tab market mein trend start hoty haen aur hum en highs aur lows ko trend line mein mila ke trend line laga sakty haen. Aur es strategy se ap faida utha sakte haen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим