Forex mein news ko bahit zayada aehmiat hasil hoti hai aur iss sae market ki position bahut jaldi tabdeel hoti hai forex market mein news ati hain unka forex market par keya asar or ifecte hota hai aur keya news forex market mein acchi trading karne mein help full hotin hain or hum news ko kesy fallow karke trading kar sakte hain forex market main news bohat effect kar ti hain agr koi news bari ajy tu is sy market ka trend change bhi ho sahk ta hain is lea bari news na ignore kary treading sy phly market ko achy sy analysis kary or news ko zaror read kary ta kay aap ki trade loss main jany say bach jay or ap ko acha bounce mill sakay aur acha profit bhi hasil ho sakay hamy knowledge or experience hasil kar ky kam karna chehey pher he hum is mai ache earning hasil kar sakty hai or pasio ko apne marze sy karsh kar sakty hai hum is mai pair aur currency mai kam karty han hamy news ko kabe be ignore nahe karna chahey hum news ko experience aur knowledge sy watch kar sakty hai yai aik wase karobar hain hamen agaer forex trading main kamyabi chahyea tou hamen is main news lani chaea kyun kay news say hamen achy signals mil jaty hain or hamri trade lagany main asani hojati hai is lea hamen chea kay ham forex kay sab rules ko follow kren or jitna ho sakain ham inn sab ko follow karty hot trades lagin ta kay ham achay trader jald ban sakain acha trader jo hota hai woh kabhi b market analysis aur trade aur news k baghair kabhi bhi trade nahin lagata hamesha wo trade lagany sae pahele market aur trade news ko check krta hai phir wo trade lagata hai iss lye hamesha soch samjh k trade karain iss lye market analysis aur news ka bahut zayada effect hai trading per iss lye news ko lazmi samjha kerain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим