Assalamu Alaikum dear member Forex trading market Mein jab ap kisi broker ki selection Karte Hain, or us broker ki help sa Forex trading market Mein inter hote hain, tu is main apko multiple options available hoti hain, kay ap different commodities, currency pairs, Metals, indices or Cryptocurrency per apni trading kar sakte hain, jab ap currency pairs per apni trading karna chahaty hain, tu is main apko further classification krna hoti hai. Iski explaination ap sa krna chahata hun, liken us sa phlay apko currency pairs ki definition batana chahata hun.
Currency pairs :
Jab app Forex trading market Mein different countries ki currency ka pair banaty hain, or enki basis per trading krty hain, jismain same time per ap aik country ki currency ko purchase aur dosry country ki currency ko sale kr rhy hoty hain, is processing ko ap currency pairs ki trading khety hain. Currency Pairs ko ap following types main categories kr sakhty hain.
Major Currency Pairs :
Major currency pairs wo pairs hoty hain, jin pairs main USD involved hota hai. Jab ap United States of America ki currency ko kisi dosry country ka sath attach krty hain, tu us currency pairs ko ap major currency pairs khety hain. For example,
* EUR USD
* GBP USD
* NZD USD
* USD CAD
Major currency pairs per apni trading carefully krna ho ge, kunk major currency pairs per trading profitable hony ka sath sath risky bhi ho sakhti hai. Kunk major currency pairs ki market volatility bahut zyda hoti hai.
Minor Currency Pairs :
Jab aap market Mein eisy currency pairs ko find out krty hain, jin main USD pair involved nahin hota, un pairs ko ap minor currency pairs khety hain. Dear members minor currency pair per trading krna bahut zyda risky nahin hota, kunk enki market volatility bahut jyada nahin hoti hai. Minor currency pairs ki following types ho sakhti hain.
* AUD NZD
* GBP AUD
* GBP JPY
Exotics Currency Pairs :
Dear jab market Mein aik devolved country or aik developing countries ki currency ka pairs banaya jata hai, is pair ko ap exotics currency pair kaha jata hai. Exotics currency pair per trading karne ke liye apko different important factors ko carefully study karna hoga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим