AOA Friends, Ap sab kay khayal main currency vs gold main sab say ziada achi trading kahan possible hy aur profit margin kahan acha mil sakta hy. ap sab log apna apna experience share kren taa keh sab ko iska faida ho sakay aur sab dost he acha profit earn kar saken. aur ziada hamen kiss asset main mehnat karni chahye ap kay khayal main. apnay mufeed mashwaroon say mustafeez farmaen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим