Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.
    Assalam o alaikum dear member Forex trading mein successful trading karny Kay different tools or different points ko apni trading main include krna, market ki movement ko properly judgement krny Kay liye bahut jyada helpful ho sakta hai. Is liye aj main aapko indicator, candlestick pattern or trading ko effect krny wali Different news Jo market ko effect krty Hain, unko discuss krny ja Raha Hun.

    Indicators

    Indicator forex trading mein decision making process ko complete krny or apki decision making ko appreciate krny main helpful hota hai. Basically Forex trading mein indicators aapko market ki next technical movement same related kuch information share kar raha hota hai. Indicator ko ap leading indicators or legging indicator main classified kar sakte hain. Enko classification krna bahut aasan hai. Jo indicator aapko market trend banany sa phly indication provide kar raha hota hai, usy leading indicators khety Hain, or Jo indicator trend banany Kay bad aapko indication provide krta hai wo leggings indicator hota hai. Kuch familiar indicator ki briefly details ap sa share krna chahata Hun.

    * Moving average indicator

    *. Fibbonacci retracement indicator

    *. Momentum Indicator

    * Relative Strength index indicator

    * MACD

    * Bollinger Band Indicator

    Candlestick Pattern

    Market ki movement ko properly calculate karne ke liye consistently candlestick pattern ko completely study karna bhi bahut hi zarori hota hai. Agar ap market main available Different candlestick ko carefully focus karte Hain, tu apko ya idea ho ga Kay market main jitni bhi candlestick hoti hai, wo aapko kei message da rahi hoti hain. Isliye aapko koshish karna hogi, Kay market main Different candlestick or en sa banana walay Different pattern ko study krin, or enko apni trading decisions making main include krin. Following mentioned pattern bahut zyda familiar Hain.

    * Tweezers Top candlestick patterns

    * Tweezers Bottom Candlestick Pattern

    * Head and shoulders pattern

    * Inverted head and shoulders pattern

    * Hammer candlestick pattern

    * Inverted hammer candlestick pattern

    * Bearish Engulfing Candlestick Pattern

    * Bullish Engulfing Candlestick Pattern

    * Dark cover cloud candlestick

    * Evening star Candlestick Pattern

    * Piercing Candlestick Pattern

    * 3 white solider Candlestick Pattern

    News Effects in Trading

    Forex trading mein agar aap Different news ko carefully focus karte Hain, to ap fundamental analysis ki basis per perfect results produced kar sakte hain. Kunk fundamental analysis ka market pa bahut zyda effect hota hai. En analasis ko ap na carefully focus karna hota hai, enko Different economic factors bhi effect kar sakti Hain.

    * Non Farm Payroll

    * FOMC

    * Crude Oil Inventory

    * US Index Updates
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

    bahut hi achy threads ki hy apny, indicators bahut hi ziada help karty hn hamary trading karny main mager bigners ko chaye ky wo soch smajh kar indicators ka use kairen kun ky unko use karny ka tareek anhe ata hoga so hamein is main meahnt karnyc haye aur pher himat ky sath work karna chaye jis sy pher kafi ziada earning bhi hosakty hy so hamien is main meahnt karnyc haye aur pehr himat ky sath work krna chayej is sy pher kafi ziada fiada bhi hosakt ahy so hamien is mian meahnt karnyc haye jis sy pher kafi izada eanrign bhi kama skaty hn ham so hamein is mian meahnt karnyc haey aur pehr himatky sth work akrna chaye jis sy pher kafi ziada ifada bhi hsoakt ahy
    • #3 Collapse

      Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

      Ji dear hamain candlesticks patterns ko samjhny kay liye mazeed indicators ko use karna parta hay. Indicators ka use ham news announcement kay bad mukhtalif candlesticks pattern per apply karny kay liye karty hain. Jis ki badolat hamain indicators ka sahi use aur faida milta hay aur ham mazeed behter trading karty huye earning kar sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

        Forex trading mein aap ko candle stick ko study Kar ka trada lgna chaiy agar aap candle stick ko àchi Tara study Kar latay hai tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap candle stick ko samaj nhi sakay gay tu aap ko noksaan ho jatay hai iss Lia aap ko candle stick ko study krna bohat zurori hai
        • #5 Collapse

          Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

          Hamen forex ko study karna hota hy kun kay agar hum market ko achy tarah say study nahin karen gy tu hum kamyaby hasil nahin kar saken gy balkeh hum as men nakam ho jayen gy as lai hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna jhota hy kun kay forex men saber kay sath acha kam karny waly hi achy earning hasil kar sakty hain warna voh kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain kun kay forex men mahnat karna bahut mushkil ho gaya hy
          • #6 Collapse

            Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

            Forex mein aap nay bahut achi post ki hai aur aap nay candle patterns ko news aur indicators ko bahut achay sae brief kya hai tou ab yahan per naye members ko chahyea kay woh soch smajh kar indicators ka use kairen kun ky unko use karny ka tareek anhe ata ho ga so hamein iss mein meahnt karnyc haye aur pher himat ky sath work karna chaye jis sy pher kafi ziada earning bhi ho sakty hy so hamien is main meahnt karnyc haye aur pehr himat ky sath work krna chayej is sy pher kafi zayada faida bhi ho sakta hai so hamien is mian meahnt karna chahyea jis sy pher kafi izafa eanrign bhi kama saktay hain hum so hamein iss mian mehnat karnyc haey aur pehr himatky sth work akrna chaye jis sy pher kafi ziada faida bhi ho sakta hai agar sub inn baatoun ko seekh lain aur inn per amal kerain tou unn ko bahut faida ho ga forex market kay baray mein discussion karni chihay ap nay bhut ache posts ke hey ager ham log forex say bohut ache earning hasell karna chahtay hein to hamen market ke movement par nazir rakhni chihay tab he ham log forex say bohut ache earning hasell kar saktay hein ye aik bohut acha online business hey es mein hamen zyada say zyada mehnaat say kaam karna chihay ham log jetni zyada mehnaat say or ache learning kay sath kaam karen gay ham log forex say otni he ache earning hasell kar saken gaye ab aap ko iss mein mehnat kerni hai
            • #7 Collapse

              Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

              Allah k nam se shuru kertey hain ........jis k hukm se aik aik pip ooper neechey hota hai......sab se pehley is bat per ghour kerna zroori hai ....beginers focus on analysis but profesionals work in three dimensions....awarness of trading psychology.....awarness of own feeling ....and mas psychology of market ye bohut zroori hai...ab is main kya cheezain ati hain ....start yahyan se liya jata hai k ap ka account kitney ka hona chahiye.....ye kam se kam 1000 ka hona chahiye aur ap ki soch kaisi honi chahiye ....ye aik bussiness soch honi chahiye ....already pehley se socha hona chahiye k mujhey bass 30 % apney account ka profit laina hai per month...aur per month ki honi chahiye na k weekly na k daily ye soch pakki aur rule rakhna chahiye ...is ko aisey follow kerna chahiye jaise isal ko kertey ho samjho k iss se zyada ka lalach hram hai
              1000 per 300 tak ajaye ga per 500 tak ajata hai jab yeh soch se chalta hai insan Allah zyada de daita hai ........ab us hisab se strategy bnaie jati hai k per week itney kma loon ga tu profit loss nikal ker per month main 30% k hisab se kma loon ga
              daily ki soch nahi rakhi dyari baaze trader nahi banna....ab apney ap ko apni soch ko is per mazboot kerna hota hai.....
              ye bat bohut zroori hai kerni k ager app main se koi b mujhey 10 % se le ker 20% tak aik saal k liye apna real account show kera dey per moth profit account k hisab se tu isha se keh ker kisi b international compny main job dila doon ga inshaAllah
              jo large big investors hotey hain wo percentage k hisab se daikhtey hain ager ap 25 % seooper kma rehey hain every month tu ye risky traders main ata hai kyun k wo sochtey hain k ye aik sal tak chal sakta hai per aagey kya? kyun k sari umer ka swal hota hai
              jo b koi offer kerey k hum every month 100% kma laitey hain hmarey sath invest kro tu ye jhoot hai....wo sirf lalach de ker phasaney ki koshish kertey hain ......hum khud ye game khail khukey hain aur is ka khamyaza abhi tak bhugat rehey hain
              anuways apni soch ko yahan se strong kerna shuru kerna chahiye ......ager tu sari umer kmana hai tu ap ka graph 45 k angle per ooper jana chahiye profit ka every month ye nahi k 90 k angle per ooper neechey ho reha ho
              great trader wo nahi hota jo bohut zyada kmata hai great trader wo hota hai jo is ko bussiness ki terha sochta hai
              ab aagey sochtey hain k feelings......trade aisey kerni chahiye k jab ap trade kro ya chart daikh rehey ho tu ap dil is kasmakah main na ho k yar pata nahi kaha tak jaye ga ....wahan tak jaye ga yahan tak jaye ga profit book kroon ya na kroon loss ko wapis aney daita hoon ....her time emotional ...ager profit ho tu bohut khush aur loss ho tu bohut sad.....is halat main na ho
              aisi trades laini chahiye aur is ka fprmula lot size main chupa hai ....aur decipline aur trading habit main hai
              ab lot size aisi ceez hai k insan kabhi kabhi na chahtey huvey b zyada use ker jata hai ......ye aik natural hai is ko kaboo kerna b sikhaoon ga inshaAllah....ab decipline main ata hai ap kis pairs per trad
              • #8 Collapse

                Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

                Assalamu alaikum hope u all are fine and doing well on Forex trading ji ne bahut acchi baat ki hai hamen Forex trading per candlestick trading ke bare mein aur uske bare mein discussion Karni chahie jab ham Apne senior ke sath discussion karte Hain to usse hamen fayda hota hai kyunki ham jyada se jyada knowledge gain kar lete hain aur hamen kam karne mein bhi bahut hi to milati hai aur hamare seniors ko bhi chahie ki hua humse apna knowledge share karna chahieMehnat chahie hamen kamyabi milati hai ham jitni gana minut karte hain na jyada hi profile kar sakte hain Jo log mehnat karte Hainunko hi kamyabi milati hai aur vahi successful ban sakte hain Jo log main to Nahin karte hain unko hamesha na Kami ka hi samna karna padta hai aur unhen kabhi bhi kamyabi hasil Nahin Hoti hai isiliye agar ab Kamyab Hona chahte Hain to jyada se jyada mehnat Karen aur kamyabi hasil kar le jab ham mehnat karte Hain to hamen usse kah dena jarur milta hai hamari mehnat kabhi bhi nahin jaati isiliye agar aap kamyabi karna chahte hain 2 minut kare kyunki joron mein Raat karte hain unko kabhi bhi dusron per independent Nahin Hona padta ke more independent Ho ke kam karte Hain hamare pass jitna jyada knowledge Hoga itna jyada hi ham Forex trading ki advantages hasil kar sakte hain isiliye hamen chahie ki ham apna na lijiye increase Karen tarbiyah mein kamyabi hasil ho sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

                  Walekum assalam ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge no doubt aapane bahut hi jyada important topic choose Kiya hai discussion ke liye kyunki agar aap market mein nahin karte Hain to uske liye aapko market ki movement ko samajhna bahut jyada jaruri hai jab tak aap market ki movement Ko nahin samjhe denge aap kabhi bhi acche tarike se trading nahin kar sakte aur forex trading aapko yah facility provide karta hai ki agar aap garage fix patterns aur market indicators focus karte hain uska jhariya bijali apna account save rakh sakte hain aur aap bahut acche tarike se trading kar sakte hain aur accha profit Kama sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

                    Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai Jab Ham forex market Mein kam Karte Hain To Hamen different candlesticks ko analysis Karke trade karna hoti hai agar Ham different candlesticks ko message Karke trade ko open karte hain vah members is business Mein accha profit Hasil kar sakte hain aur is business mein jo members market ko analysis Karke trade ko open Karte Hain analysis Nahin Karte vah kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte aapko is business Mein achha profit Hasil karne ke liye different time frame Mein analysis karne Honge aur different candlesticks ko properly judge karna hoga Jab aap market ko properly judge Karte Hain To aap is market mein jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

                      Dear Fox number off ne bahut jyada acchi information share ki hai jogini aane wale member ke liye kafi jyada useful hai kyunki new members parakh ke related itni jata information nahin jante jiski vajah se vah uljhan ka shikar hai aur mostly logon ne aisi post ki hoti hai jiska koi matlab nahin hota bar bar apni baat repeat karte hain yahan per wedding sahi se nahin hoti aapane mere sath kafi Dada acchi information share ki hai yah information hamare liye kabhi Dada helpful hai aur Hamen se kafi jyada fayda hasil kar sakte hain aapko is information share karne ke liye kafi jyada thanks kyunki mehndi ketaki related jyada kuchh nahin jaanta tha aaj mujhe indicator ke related complete information Mili hai .
                      • #12 Collapse

                        Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

                        Assalamu alaikum dear Forex member kaise hain aap sab umeed karte hain kya aap sab khairiyat se honge aur forex business mein apna Kam kar rahe honge good question kiya hai aap logon ne ke hamen lagate waqt candlestick ko check karna chahie agar signal best Hain to trading lagani chahie kyunki agar hamari trading best nahin hogi to aise Ham kabhi bhi acha profit gain nahin kar sakte Jo log trading soch samajh ke nahin karte hain unko loss hai agar Mela se bachana hai to hamen soch samajh Kar trading karni hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

                          Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai Jab Ham forex market Mein kam Karte Hain To Hamen is market mein bahut hi careful hokar kam karna hota hai agar Ham ismein properly focus Karte Hain To Hamen bahut jyada advantages Hasil hote hain Hamesha market Mein different important ownership per completely study karna Hogi Ja sake Ham indicators ko use karte hain indicators Hamari bahut jyada helpful hote hain Hamen indicators ko use karne ke liye Ye par effect result procedure kar sakte hain isliye Hamen Hamesha Soch Samajh Kar kam karna hoga aur Market mein kabhi bhi jaldbaji nahin karna Hogi Agar Ham ismein jaldbaji kar dete hain to hamare liye bahut jyada problem so sakte hain Hamen is market Mein acchi tarike se kam karna hoga Taki Ham is market Mein Achcha result Hasil Karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

                            Dear member aapane bahut hi valuable information Hamare Sath care ki hai agar aap Forex trading market we consistently different important indicators aur candlestick pattern ko apni trading may include Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages available ho sakte hain Kyunki Forex trading market main aapko Hamesha bahut jyada advantages Hasil karne ke liye consistently different important indicators aur candlestick pattern ko apni trading may include karna hota hai otherwise aap successful trading nahin kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Discussion on Indicators, Candlestick Pattern and News Study in Forex.

                              Dear market Mein kam karne ke liye bahut Sare indicator available Hote Hain Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain Humko is market mein koi ek indicator select Karke kam karna Hota Hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X