Re: Over trading ni karni cahyai ?
Aapki baat bilkul sahi hai kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie overtrading aapka account bhi wash karwa deti hai aapko Hamesha Apne account Ki amount kay hisaab se trade Lagani chahie aur aap ko chahie Ek Waqt Mein Ek Hi trade lagaen Kyunki iska aapko fayda hai aapko Pata Hai trade lagakar us per focus karna hota hai agar aap ek Waqt Mein Ek Se Jyada trades Laga Lete Hain To Lagai Hui trade per aap sahi se focus nahin kar paate Jis vajah Se aap usko sahi se manage nahin kar paate Kyunki aapko pata hai aapki trade loss Nahin Ja sakti hai to is vajah se overtrading nahin Karni chahie aur ek target tak hi trading Karni chahie aur Low amount per kabhi bhi risk Nahin Lena chahie

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим