Small lot size of long trade lagin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Small lot size of long trade lagin

    asslam.o.aliakum dosto ji han agr ap achi trading krna chahte hain aur ache trader banna chahte hain to apko kabhi jaldbazi se kam ni lena kabhi b lalach nhi krni hamesha soch samajh kr market ko dekh kr samajh kr small lot size use kro aur take profit aur stoploss ka use lazmi karo tabhi ap achi trading kr sakte ho agr ap big lot size use kro gy aur apka account balance kam ho ga to apko loss ho sakta h aur shayd apka account b wash ho jaye isliye dimagh se soch samajh kr kam liya kro tabhi success mile gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Small lot size of long trade lagin

      Assalam o alaikum!

      ummid hai ki aap sab bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai ki agar long term trading karni hai to smaller size shoes karen to aapko batate chalenge ki ji aapane bilkul theek kaha hai Hamen chahie Ham hamesha long term trading ke liye small aur size hi choose Karen kyunki long term training ke liye small lot size sahi fayda hota hai
      • #33 Collapse

        Re: Small lot size of long trade lagin

        Yes dear forex member ap ny sahi kaha hai k agar ham smaal lot size ka istamal karen tu hamen chahea k long term trade karen kiyun long term trade per ziada profit hasil hota hai jis ay ham apny account ko bhi save rakh sakty hain or kamyab bhi hoty hai es mai ap ka apna faida hota hai k kam lot size ka istamaal karen or acha profit gain karen
        • #34 Collapse

          Re: Small lot size of long trade lagin

          Ji han dear aapki baat bilkul sahi hai Forex trading Mein Jawab kam kar rahe hote hain to small lot size ki selection ke bad aap long term trading kar sakte hain lekin agar aap short term trading kar rahi hoti hai to use Waqt aap lot size big Rakh sakte hain lekin long-term ke liye small lot size ki selection karna bahut Jaruri hota hai otherwise aapko training ke dauran account wash hone ka kharcha hota hai isiliye agar aap Logon Se Bachana chahte hain aur apne account ko safe rakhte Hue trading karna chahte hain to aapko lot size ki selection karte hue bahut careful Hona padta hai tabhi aap acchi aur profitable aur long term trading kar sakte hain
          • #35 Collapse

            Re: Small lot size of long trade lagin

            Dear hum is market Mein small lot size use Karke long-term ki trade aasani Se Laga sakte hain market Mein kam karna Kafi Jyada Aasan ho sakta hai agar Ham is market Mein Apni learning complete karne ke bad demo account per practis karte hain aur uske bad Ham real account per kam start kar dete Hain Agar Hamesha market Mein Apne experience ke sath kam Karte Hain To Ham Koi Aisi mistake Nahin karte Jiski vajah se Ham Ko nuksan bardasht karna Pade Humko is market Mein Apne senior se help Lekar kam karna hota hai agar Hamesha market Mein Chitra Kaise kam Karte rehte hain aur apni trade ke sath take profit aur stop loss use karte hain to is market Mein aasani ke sath Apne account per trading kar sakte hain Ham Ko is market mein aasani se trading karne ke liye experience ko use karna Hota Hai hai aur is market Mein active mind ke sath kam karna hota hai agar Ham is market Mein jaldbazi Karte Hain To Humko is market mein nuksan bhi ho sakta hai market Mein Ham Nahin trading plan banaa kar kam karna Hota Hai.
            • #36 Collapse

              Re: Small lot size of long trade lagin

              Members bilkul small lot size long trading ke liye agar aap kar rahe hain to acha Hota Hai small lot size se ab Apne account ko sirf Rakh sakte hain heavy loss se bach sakte hain account wash hone se bach sakte hain se free trading kar sakte hain long term trading ke liye small lot size bahut hi best hota hai is se aapka account safe rahata hai agar lot size ki selection jyada ho to aapke account ke liye Khatra ho sakta hai
              • #37 Collapse

                Re: Small lot size of long trade lagin

                aapki baat bilkul theek hai long term trading mein kam lot ka use karna chahie soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaen aur Achcha entry point milane per hi trade open Karen zyada profit ki lalach mein zyada lot size bilkul na rakhen zyada loss rakhenge to risk bhi zyada hoga aur aapka account wash ho sakta hai isiliye apne account ke mutabik lot size rakhen aur soch samajhkar planning ke sath trading Karen Taki aap unlimited earning kar sake aur successful trader Ban sake isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen ek Kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai mehnat karenge to kamyabi khud bahut milegi aur unlimited earning kar sakenge isiliye soch samajh Kar Hi trading Karen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: Small lot size of long trade lagin

                  Assalamu alaikum dear Forex member small lot size pe aur acche profit pe ek achcha profit Le sakte hain small lot size of long term trade laga sakte hain lekin uske liye bhi balance achcha hona chahie jyada loanframe trade lagate hue aapane bahut sochana hote lekin hamen short profit per apni trade ko close kar dena chahie Ham profit per bahut jyada profit bhi banaa lete Hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X