Trading sekhna kia zarui hai boht

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading sekhna kia zarui hai boht
    HI FRiends !
    Mera ap sy yeh sawal hai k kia forex trading sekhna boht zaruri hai aur jitny bhi log trading kr rahy hai wo sekh k kar rahy hai ya phr bina sekhy ya unn ko koi signals provide kr raha hai ..
    Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
    For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han trading seekhne ki hamen bohat hi ziyada zaroorat haia ur ye buisness bohat hi behtreen hai aur is mein ham bohat zyada earning kar sakte hian.
    • #3 Collapse

      my dear friend kuch log to signals kisi se lay ker b trade ker latay hain aur ye signals 100 correct to ni hotay is se trader ka loss b ho sekta hai is lie khud b trading her trader ko sekhni chahie aur phir demo se is k practice ker k real main trading kerni chahie aur jo log bgair seakhy trading ko start ker datay hain wo loss he latay hain aur phir forex ko galian day ker is business ko chor datay hain.
      • #4 Collapse

        g han forex mein apko agar kamiyab hona hia to apko chahiye ke ap is mein forex ko pehle theek se seekhen aur is mien mehnat karen.
        • #5 Collapse

          dear agr learn krein gay to ap success hon gy wrana ap ko koi success nahi ho gi ye aik acha buiness hai is ko kisi time bhui kia ajs kta hai ye aik acha buines hai is ko kisi time bhi kia ajs kta hai ye aik good buiness hai
          • #6 Collapse

            dear aghar ap ache trader bana chahte hai to ap ke liye ya bohat zarori hai ke ap khud se trading kare na to ap kise ke signal follow kare or na hi ap kise ki analysis par kam karne har cheaze khud se kare aik na aik din zaror success ho ge ........
            • #7 Collapse

              siraf trading seekna hi zarori nahi hota hay agar app expert banna chahty ho to es k ley app ko har time forex ki market k sath attach b rehna zarori hay.
              • #8 Collapse

                gee haan tradieng sekhna zarori hota ha jb tradereing mein trader kay pass knowledge ho ga to owr kay pass is ka knowledge ho ga to woh ahce tradinge kr kay is say income hasil kr lay ga agr is kay pass knowledge bhi nho ho ga to woh kaisy tradineg mein bhtre la sky ga aor is trah woh sahih earning nhi ly siky ga
                • #9 Collapse

                  g ha ap forex m jab tak kamyab nh ho sakta jab tak ap ko trading nh ati forex ma posting karna important nh ha as sa koch seekna zaida inportant ha huma chya forex ki education rakha jasa huma sab ko forex ma kamyab ho saka forex ko seekna k lya forum ma koch teacher hona chya jo sab ko guide line dya jasa hum sab ko learning ho ge
                  • #10 Collapse

                    sekhna zaoori hai agr hum koi robot ko be use krna chta hn then hum ko us ki setting change krna ki zaroorat pra gyi jo us waqt he possible ho gyi jaab hum ko ea sahi terhn operate krna ata ho gaa or wo learning k sath he aya gaa
                    • #11 Collapse

                      agar aap trading se profit hasil karna chahte hain to aap ko zaroor trading seekhna ho gi kiu koi bhi kaam seekhe bager us se benefit lena asaan nahee hai is liye trading ko bhi pehle seekhna zaroori hai aor phir is se profit hasil kia jaa sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Trading seekhna bohat zarori hai. Jo new log forex main new aty hain wo pehly to signals ko follow krty hain jo k aksar galat hoty hain. Aur jb traders apna account wash karwa lety hain to pgir trading seekhny lagty hain. Mera mashwara hai, k pehly seekh lain pgir trading krain.
                        • #13 Collapse

                          bhai jitnay b log trading kr rahay hain un me say 99% log seekh kr karty, aor jo log bina seekhay kam krty hain woi loss krwaty hain aor disappoint ho jaty hain forex sy, lakin agr ap isko proper sekh k karen gay to apko is say bht acha response milay ga.
                           
                          • #14 Collapse

                            dear bina trading sikhay hm kbi b achy trader nhi bn sakty.learning k liye hm demo account use kr sakty hain Q k demo main wo sb kuch hai jo hm ko real main help kre ga.jitna time hm demo chlain gy utna hm market ko samaj sakain gy.skills he es business main hmy success dila sakti h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai jitnay b log forex trading krty hain un main say mostly proper learning ky bad e trading krty hain, bht kam aesy hain jo without proper kisi senior say training ky apnay experience say seekhty hain, aor jo log proper training nai lety seekh to wo b jaty hain lakin bht dhakkay khanay k bad.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X