Well learning well earning.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Well learning well earning.

    Aslam O Alaikum friends te dastir hai jo insan jitna knowledge rakhta hai woh utna hi earn krta hai agr koi bhai baghair kesi experience k kam krta hai tu ap yaqqn janty hain woh loss uthay ga ur loss ki khas waja ghalt posts hain Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Well learning well earning.

      g han dost ap bilkul saii kah rhy han dost agr hum forex ma success hasil krna chahtay han to haman chahya kah hum zeyada say zeyada mehnat kran agr hum ehnat kran ga zeyada say zeyada learn krnay ke koshish kran ga tb he hum success hasil kr saktay han agr hum mehnat ni kran ga learn ni kran ga to hamaray pas knowledge ni ho ga agr hamaray pass knowledge ni ho ga to hum kabhi bh success hasil ni kr saktay so friend always be work hard and try to gain more and more knolwedge and experience to achieve yours goal
      • #63 Collapse

        Re: Well learning well earning.

        assalamu alaikum dear members I hope you are other fine I am also fine one thing keep in mind agar aap log Pakistan forex forum per kam kar rahe hain aur aap it acche aur successful trader banna chahte Hain to aapko bahut jyada kamyabi ki jarurat hai aapko bahut jyada minut ki jarurat hai aur aap bahut yaad aaye Adnan kar sakte hain agar aapke pass knowledge hai experience hai aur aap practice kar chuke hain dam account per demo account ko yahan per bahut jyada importance hai kyunki diamond kaun se hi aapko knowledge milta hai aapko experience milta hai aur vahan per practice bhi kar sakte hain aap log jitna jyada kam karoge jitna jyada experience karoge jitna jyada knowledge karoge aap ke liye faydemand hoga aur yah ek nai udan aapko ek achcha aur successful trader banaa dega aur aap ek achcha ab hona suraksha profit hasal kar sakte hain thank you Allah Hafiz
        • #64 Collapse

          Re: Well learning well earning.

          Yes dear Humko is market Mein acchi learning karne Hoti Hai tab Jyada earning kar sakte hain Market Mein trade karna Itna Bada Mushkil Nahin hota agar MS market Mein acchi tarike Se Kam Nahin Karte kam kis market Mein fayda Nahin Hota Humko is market Mein acche tarike se kam Karna Hai To Apne technical analysis acche tarike se karne Honge tab miss market Mein achha target Hasil kar sakte hain Agar Hamare analysis is market Mein acche ho Jaate Hain To Ham is market Mein successful Ho Jaate Hain market mein humko Apne account per trade karne ke liye planning Karni hoti hai agar Ham is market mein Main mistakes Karte Hain To Kabhi Bhi successful Nahin ho sakte Humko is market Mein acche tarike se kam karna hota hai tab Hamesha market Mein Apne account per acche tarike se kam kar ke successful hote hain police market Mein Apna nuksan Nahin karte Humko is market Mein Kshetra kis learning Karni hoti hai.
          • #65 Collapse

            Re: Well learning well earning.

            Ji han dear aapki baat bilkul sahi hai Forex trading Nahin Jab aap kam kar rahi Hoti Hai To aapki Lagna Kitni acchi hoti hai aapki unhen bhi Usi ke Mata Bate ho sakti hai Kyunki aapki learning ki base per hi aapka knowledge or experience depend kar raha hota hai isiliye aapane learning abilities ko strong banane ki koshish karen aur apni learning ki best Pari Achcha knowledge or experience Hasil karne ki koshish karen tab hi aapko is business Mein acchi running karne ka mauka mil sake kya Kyunki Ek Aisa business hai ki jis mein aapki learning ki best Pari aapki earning decide ki ja rahi hoti hai isiliye apni learning abilities ko strong banane ke liye aapko Jyada struggle Karni Hogi
            • #66 Collapse

              Re: Well learning well earning.

              jitne ache learning utne ache earning hamein easily Forex ko learn Karna chaheya Fore ko learn kar tay rahna Cahaya jab ham Forex ko learn kar tay hein to hames ko ache trash say kameyab ho sak tay hein Forex mein ham Forex ko jitne learn karein gay hamein us ka Utne fayda ho ga Eliya hamein Forex ko learn kartay rahna chaya
              • #67 Collapse

                Re: Well learning well earning.

                Ji han bilkul dear firstoffall Hamen trading Mein learning karna Hogi Iske bad hi Hamen ismein earning hoti hai market Mein acche se kam Karte Hain To Ham ismein Jise knowledge Hasil Karke aur ham is market Mein learning Karke kam kar sakte hain Kyunki Jab Ham market Mein proper focus Karenge aur ham is market mein se learning karte hain aur ham ismein proper knowledge Hasil Karke kam karte hain to uska Hamen Jyada fayda hota hai Kyunki Ham Dekh Rahe Hote Hain Ki trading main aapko Soch Samajh Kar kam karna ho gai aur aapko acche se market Mein entrypoint ko paint karna hoga aur apne analysis ko perform karna ho gaya aur aapko Jab Bhi ismein Achcha entry point Milta Hai Us Waqt aapko trade open Karni chahie agar aap usmein jaldbaji Karenge to iski vajah se aapko bahut ho sakte hain trading main proper planning ke sath kam Karen aur Soch Samajh Kar koi bhi trade open karen to fayda main Jarur milega Agar Ham ismein learning Nahin Karte to trading Mein Hamen kabhi bhi le per Nahin Nahin ho sakti.
                • #68 Collapse

                  Re: Well learning well earning.

                  Dear Humko acchi learning karne Ho Jaaye tab Ham is market Mein Anant Jyada kar sakte hain Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain Ham kis market mein jyada earning ke liye mehnat karne hoti hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #69 Collapse

                    1. Ta'aruf


                    Aaj ke dor mein seekhna aur kamana dono bohat zaroori hain. Is maqaal mein hum yeh jaanne ki koshish karenge ke kaise achi talim aur seekhne ke amal se aakhirat mein faida utha sakte hain. Seekhne ki raah ko samajhna aur is se kamai ka tareeqa dhoondhna har ek insaan ke liye zaroori hai.
                    2. Seekhne ki Ahmiyat


                    Seekhna sirf formal education tak mehdood nahi hai. Har pal, har mauqa seekhne ka hai. Har naye tajurbe se kuch na kuch seekhne ko milta hai, jo aage chal kar aap ki professional aur personal life mein madadgar sabit hota hai. Seekhne ki ahemiyat ko samajhna humare liye sab se pehle kadam hai.
                    3. Talim aur Kamai ka Taluq


                    Talim aur kamai ka gehra taluq hai. Achi talim aap ko behtar rozgar aur moqa faraham karti hai. Aksar log samajhte hain ke sirf degree hasil kar lena kafi hai, lekin asal mein seekhne ka amal kabhi khatam nahi hota. Aapko skills aur knowledge ko hamesha update karte rehna chahiye.
                    4. Skills ki Talash


                    Kamai ke liye skills ki talash zaroori hai. Aaj kal ke maqami aur global bazaar mein sirf degree ki ahmiyat nahi hai, balki relevant skills ki bhi hai. Jitni zyada skills aap ke paas hongi, utni hi aapki kamai ke mauqe barh jate hain. Aapko zaroori skills par focus karna chahiye jo aapko market mein chunaav dila sakein.
                    5. Online Learning ka Faaida


                    Internet ne seekhne ka tarika badal diya hai. Online courses, webinars aur tutorials ki madad se aap ghar baithe naye skills seekh sakte hain. Yeh aasan aur convenient tareeqa hai, jisse aap apne schedule ke hisaab se seekh sakte hain. Is se na sirf aap ka waqt bachta hai, balki aapko duniya bhar ki knowledge bhi milti hai.
                    6. Networking ki Zaroorat


                    Seekhne aur kamane ke liye networking bhi zaroori hai. Aap jis field mein hain, us mein logon se milna aur unse seekhna aapki growth ka hissa hai. Networking se aapko naye mauqe milte hain, jo aapki kamai ko barha sakte hain. Social media platforms par bhi apna network banane ki koshish karein.
                    7. Self-Discipline ka Aham Role


                    Seekhne aur kamai ke liye self-discipline bohat zaroori hai. Aapko apne goals set karne chahiye aur un par kaam karne ke liye focused rehna chahiye. Jo log self-discipline ko follow karte hain, wo zyada successful hote hain. Is se aap apne waqt ka behtar istemal kar sakte hain aur apne aamdani ke mauqe barha sakte hain.
                    8. Continuous Learning ka Concept


                    Aaj ke competitive maqami bazaar mein continuous learning zaroori hai. Jo log naye trends aur technologies se updated rehte hain, wo aage barhte hain. Is liye aapko kabhi bhi seekhna nahi chhodna chahiye. Workshops, seminars aur online courses mein hissa lete rahiye, taake aap apne knowledge ko barhayein.
                    9. Practical Experience ka Faida


                    Sirf theoretical knowledge se kuch nahi hota. Practical experience lena bhi zaroori hai. Internships, volunteer work aur projects se aapko real-world experience milta hai, jo aapki skills ko enhance karta hai. Aap is se na sirf seekhte hain, balki apne network ko bhi barhate hain.
                    10. Mistakes Se Seekhna


                    Galtiyan karna insani fitrat hai, lekin inse seekhna zaroori hai. Jab aap koi ghalti karte hain, to aapko usse seekhna chahiye taake aap future mein behtar faislay kar saken. Mistakes ko apna teacher samjhein. Is tarah aap apni growth ko barha sakte hain aur nayi strategies dhoondh sakte hain.
                    11. Goal Setting ka Amal


                    Kamiyabi ke liye goals set karna zaroori hai. Aapko chhote aur bade goals tay karne chahiye aur un par kaam karne ke liye apne aap ko motivate rakhna chahiye. Jab aap goals ko achieve karte hain, to aapko kamai mein bhi behtari nazar aati hai. Is se aapko apni achievements ka ehsaas hota hai.
                    12. Financial Literacy ki Ahamiyat


                    Kamai sirf paise kamane tak nahi hai, balki usay sahi tarike se istemal karna bhi seekhna hota hai. Financial literacy se aap apne paison ko behtar tarike se manage kar sakte hain. Investment, saving aur budgeting seekhna aapki financial growth ke liye bohat zaroori hai.
                    13. Professional Development


                    Apni professional skills ko barhane ke liye workshops aur training programs mein hissa lena chahiye. Yeh programs aapko naye skills sikhate hain aur aapki employability ko barhate hain. Professional development ke liye aapko self-assessment bhi karni chahiye, taake aap apni kamzoriyaan samajh sakein aur un par kaam kar sakein.
                    14. Nishkarsh


                    Seekhne aur kamane ka amal ek continuous process hai. Jo log seekhne ki taraf focused rehte hain, wo hi aage barhte hain. Talim aur skills ka taluq aapki financial stability se hai. Isliye, seekhne ki raah ko apnaayen, aur hard work se kamai ko barhayein. Har din naya seekhne ka mauqa hota hai, is liye is mauqe ka faida uthana na bhoolen.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X