Market ki slow movement kay bad hamesha previous trend he continue rehta hay. Ager market uptrend main ho, aur 2 ya 3 candles buy main jayain. Iskay bad bahut kam movement ho to ye slow movement hoti hay. Is kay bad next candle main again bullish movement hoti hay. Iski waja ye hoti hay keh slow movement main bhi buyer pressure fall nai hota. Youn ham is slow movement main bar bar rallies main buy ki trade karty huye earning kar sakty hain. Isi tarah bearish trend main bhi jab slow momvement ho to ha sell kar sakty hain. Friends ap mukhtalif pairs ki history check karty huye bhi ye strategy confirm kar sakty hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим