salam walekum Forex trading mein agar aap indicators ka Sahi tarike se istemal karte Hain to yah aapko bahut jyada help karte hain aur market analysis karna aasan hota hai aur jab aap market ke train ko identify Karke indicators ki madad se trading karte Hain to aap jyada profit and kar sakte hain bahut jyada educators bhi Na istemal Karen lekin ek ya do no indicator of istemal karte hain aapko in ki puri understanding honi chahie tabhi aap ek expert trader ban sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим