Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga
    Forex mein jub hum dar dar ker kaam kertay hain tou humain loss hi hota hai hum loss sae darain gaye tou hum confidence kay sath kaam nahin ker sakain gaye forex trading me hamare account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye iss sae hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai humari koshish honi chahie kay jab bhi trading karen tou account ko safe karne kay leye stop loss ka sahi position pe istemal karain iss sae humari trading mehfooz ho gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

    G han Forex business me traders agar loss se darty hey to esy traders ko zaror loss hi ho ga, trading experience ki Forex business me bahot zeyada ehmeyat hoti hay jo traders trading me expert hota hay aur trading ka acha experience be rakta hay esy traders kabi be loss se darty nahi hey, loss se nahi darna chaye kesi be business me trading ki jaye to 80% chance yahi hota hay key traders ko loss ho ga magar loss ko profit me convert karna hi achy trader ki pehchan hoti hay experience agar ho to asani se traders loss ko profit me change kar sakty hey, knowledge aur trading experience ki bahot hi ehmeyat hay,

    agar ham dar dar kar trading karen gey to hamari trading performance me behtri key bajaye kami hi aye gi aur jetna loss se ham daren gey expect karny se be zeyada hi ham loss kar sakty hey, trading ki jaye to mind me sab se pehly loss hona chaye aur esi planning karni chaye key loss ko ba asani ham khatam kar saken aur trading me kabi hamy loss hi na ho, agar planning achi ho gi aur experience be acha ho to per esy traders ko loss se darny ki zarorat hi nahi hoti hay, loss se wo trader hi darta hay jes ka trading experience be kam ho aur jo key acha knowledge be na rakta ho, Forex market me trading ki jaye to mind me yahi expect karna chaye key loss key bajaye hamy profit hi ho ga, loss key bary me agar ham sochy gey to etna hi zeyada hamy loss ho ga.
    Last edited by ; 19-03-2021, 01:00 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

      Doston Ham Jab Bhi Apna Kam Anjaam De Hamen behtarin Soch ke sath Anjam Dena chahie na ke Hamen darte Hue Apna Kam karna chahie Kyunki Hamesha Vaisa hi hota hai Jaisa aap sochte hain Agar aapko Jyada hokar Apna Kam Karte Hain To aapane Dekha Hoga ke aapko Aksar nuksan Ka Samna hi karna padta hai isliye bevkuf hokar relax hokar fresh mind ke sath Apna Kam Karen yah to yakin aapko iska fayda hoga
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

        Jay han bhai jaan aapane bilkul theek kahan hai Forex trading Ek risky business Hai Kyon Ke Forex trading Mein forex market ki movement Hamesha flexible hoti hai isliye jyadatar trader apni trade open karte waqt darte hain lekin Hamen Darna Nahin chahie Duniya ka koi bhi business Ho usmein nuksan bhi hota hai aur profit bhi ISI Tarah Hamen Forex per apni trade ko market ke friend ke mutabik confidence ke sath open karna chahie lekin Agar aapko trading ke dauran nuksan ho jata hai to aapko pareshan Nahin Hona chahie Bal ke apni mistakes se learn karne ki koshish Karni chahie aap Jarur Forex Mein kamyabi Hasil Karenge Aur Ek Din apni trade Se Achcha profit Hasil Karenge.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

          Dear forex friends har business me loss hota hai loss hone ki sab se bari waja yahi hoti hai hum lalach krty hain lalchi insan hmesha loss krta hai jiske waja se wo kbhi bhi kamyab nhi hota hai lalach krna bori bala hai lalach krne wala insan kbhi bhi kamyab nhi hota or wo insan kbhi bhi agay nhi bhar sakta hai har business me loss hota hai lakin apko kbhi bhi preshan nhi hona chahiye ap jab preshan hoon gy to ap kbhi bhi kamyab nhi hoon gy ak kamyab trader or business main wo mahnat krta hai or apne loss ko cover krta hai ap jab mahnat krien gy or apka bhi loss cover ho jay ga loss or profite har business ka hisa hai ap kab mahnat krty hain or dil laga kar kam krty hain to ap us business me kamyab hoty hain forex bhi ak acha business hai ap jab forex par mahnat ky sath kam krien gy to ap kamyab hoon gy loss hona bhi achi bat hai loss hone se hmare hmien hmari galtiyun ka pta chlta hai hum phr apni mistakes ko door kr sakty hain loss hone se hum bhot kuch sekhty hain han apko bas loss se darna nhi chahiye apko apni mistakes ko door krna or dil laga kar mahnat ky sath kam krna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

            Assalamu alaikum dear member sahi kaha hai aap logon ne ki agar hamari trade last mein ja rahi hai to ise hamen loss hi hoga isliye hamen trading soch samajh Kar karni chahie agar Ham trading jald bhabhi se karenge to isase Ham kabhi bhi apni trading ki quality ko best nahin banaa sakte Jo log trade soch samajhkar lagate Hain trading lagane se pahle market ko acchi tarah analyse karte Hain to vah apni trading co kamyab bana sakte hain isliye hamen trading mein Koi jaldbaji nahin karni kyunki jaldbazi se hamesha loss hota hai agar Ham jaldbaji karenge to hamen loss hoga isliye hamen trading soch samajhkar karni chahie acche profit ke liye
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

              Asslam-o-alikum umeed hai aap sub forex members khaireyat se hon ge' g han dosto pakistan forex main main app loss se jitna dareen ge loss utna qareeb aie ga iss se behtar hum apne andar daar ka khauf khatam kar ke unfair ho k entry deen sub kuch apne naseeb per choore deen thanks ,
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

                Assalam o ALaikum g ap ny bilkul thkk kaha haii k forex main agr hm loss se darain gy to es sy hm nuqsan utha skty hainn esliy hmain kbhii bhii loss sy darna nh chahiye baly es py mehnt krnii chahiye r koshsih krnii chahiye k jldbazi na karain aur loss na karain qk hmesha loss hmain hmarii ghltii sy aur jld bazii sy hta haii esliy jldbaazi krna nh thkk aur hamesha hmainn mehnt krnii chhaiye r sbr k sthh trdain krnii chhaiye r loss agr ho b jay to us sy ghabrana nh chahiye r es sy hmain seekh k kam krna chhaiye ta k hm phr es sy seekh k aagli bar kbhii loss na karain
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

                  G han dosto hm br br jb ak he chez ka bare main sochen gy to hm apne work main kamyab ne ho skty agr main forex main kamyab hona chahty hain toe s ka lia hmre aindr confidante hona chea ka main ya kr ln ga or hr sorat main agr hm loss ka bare main he. Sochty rahe to hmen loss he ho ga es lia jo bhi soch apke positive hone chea or khd par belive hona chea ka ap ya kr lain gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

                    aapane bahut acchi baat ki hai ki Forex se agar lost se bharenge to bonus hasil hoga aapko kabhi bhi vaise khabre nahin chahie apne loss ko dikhawa karna chahie aur Puri attention ke sath apna Kam karna chahie tha ki aap acche ho expert trader Ban sakty hen
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

                      Forex Mein kam karte hue kabhi bhi loss Se Na Dar Agar Ham loss se darte Rahenge to Fir Ham Kamyab Nahin ho sakte Jab Ham mehnat ke sath kam Karenge aur apne kam ko importance Denge aur loss ho ya profit Ham Apne Karm ko serious lete Hue Aur Ke badhenge to Fir Hamare liye Kamyab Hona Mushkil Nahin Hoga Forex main Kuchh Bhi Hasil karna Mushkil Nahin Hai Bus Hamen Yahan per Soch Samajh Kar kam karna hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

                        A.o.a hopes all friends fine jesa keh thread mein loss ky bary mein kaha giya hai keh loss sy bachna chahye tu mein ap ko btata jaon keh forex py loss hum ko aksar knowledge naw hona ki waja sy hota hai hum begire knowledge aur begair experience ky forex pr trade kr daity hein aur phr hum ko loss ho jata hai is liye agr hum loss sy bachna chahty hein tu phly hum ko forex mein trading ko samjhna chahye keh forex pr trading kasy hoti hai ur demo account pr practice karein jb hum ko experience ho jaye ga tb hum trade karein aur experience ki base pr jb trade karein gy tu hum ko loss nh hoga aur ziyada profit hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

                          Forex Mein losses Hamare business kaisa hai kabhi hamen profit hota hai kabhi hamen loss hota hai yah sab chij Hai Hamare profit and loss kaisa hai to inches on se nahin Dena chahie Kyunki Forex Mein Kabhi Bhi Ek Jaisi chij Nahin rahti Kabhi up and down ho jata hai kabhi Achcha pura bahut jyada Hamen nuksan ho jata hai to isliye Hamen lost se nahin ghabrana chahie aur Hamen apni learning aur apne important education ko increase karna chahie Forex ke Hawale Se Jyada Se Jyada profit ko increase karna chahie Apne knowledge koi nahin karna chahie jisse Ham market ko samajh sakte hain vah market Mein kam kar sakte hain jo ki Hamare liye best possible situation Karta Hai Taki Ham Achcha munafa kamane Mein Kamyab ho sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

                            Assalamu Alaikum ummid karta hun aap sab khairiyat se angreji Baja na aapane bilkul theek kaha hai ki Bharat mein agar Ham loss set Karenge To Hamen loss hi hoga isliye Hamen chahie ki Ham Himmat se kam Karen aur Kitna Hamen loss hota hai usse Darna Nahin chahie Bal Kyon usko recover karna theek recover Karke usse profit acid karna chahie ISI Mein Hi Hamen kamyabi Hasil Hogi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein loss sae darain gaye tou loss hi ho ga

                              Ji han dear aapki baat bilkul sahi hai Forex trading mein Mein kam karte hi hai agar aap loss Se darte Hain To aap kabhi bhi is business Mein kam Jawab Nahin ho sakte Kyunki yah Kaisa business hai ki jismein aapka last hi aapki kamyabi ka jariya Ban sakta hai Kyunki is business Mein Aapki weaknesses sirf aur sirf aapke lakh Ki Surat Nahin Samne aati hai aur Unse Jab aap Sabak sikhate Hain To aapko use Business mein kamyabi ka mauka bhi mil sakta hai isliye aapko chahie kya apni weaknesses ko cover karne ki koshish karen aur unko apni learning abilities ko strong Banane Mein istemal Kari aur jitni Achcha knowledge or experience Hoga Usi ke mutabik ka kam karte hue is business Mein successful Ho Sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X