You should practice on demo account

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: You should practice on demo account

    Yes dear demo Account par practice se faida hota hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krni hoti hai jis se kafi zayda faida ho jata hai ais market mai hum ko planing k hisab se kaam karna hota hai tab hum ais market mai nuqsan se bach sakty hain hum ko demo par time lagana chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: You should practice on demo account

      Dear aap nay bahut he achi baat ki hy hy keh hamain chahye keh demo account par jitna ziada ho saky ziada say ziada practice karen taa keh hamen bahut he acha experience mil saky. W keh hum log demo account par practice karen gy to hamain bahut ziada experience mily ga
      • #18 Collapse

        Re: You should practice on demo account

        assalamu alaikum forest number member are bilkul theek hai ya nahin hai aapane bahut acchi baat hi hai kya you should practice on demo kaun agar aap per demo kaun per practis karte hain to usmein aapka hi fayda hai ki aap acche tarike ke sath trading kar sakte hain isliye agar aap acchi dating karna chahte hain to aap ke liye jaruri hai ki aap per demo phone per practice Kare jitni Radha Bam account per practice karenge utna hi jyada aap ka fayda hai ki aap experience aasan kar sakenge jab aapke pass experience aa jayega to aap bahut acchi trading ka sakte hain bahut acchi trading karne ke bad bahut achcha profit Halka sakte hain isliye aapko chahie ki aap jyada se jyada dam account per practice kar rahi thi jyada aap demo kaun per practice karenge utna hi jyada aap ka fayda hoga ki aap bahut jald kamyab ho sakte hain bahut acchi learning kar sakte hain sakte hain vah to kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: You should practice on demo account

          To Hamen Achcha profit Bhi Milega padam account se Hamesha Kuchh pata chal jata hai ki Humne Kaise Achcha work karna hai Achcha work karne ke liye ek bahut jyada Jaruri bata kya hamare pass Har chij ke bare mein knowledge honi chahie aur knowledge aapko time account se acchi Tarah mil sakti hai isiliye dear members agar aap Achcha worker behtarin work karna chahte yah to aapke pass acchi practice To Hamen Achcha profit Bhi Milega padam account se Hamesha Kuchh pata chal jata hai ki Humne Kaise Achcha work karna hai Achcha work karne ke liye ek bahut jyada Jaruri bata kya hamare pass Har chij ke bare mein knowledge honi chahie aur knowledge aapko time account se acchi Tarah mil sakti hai isiliye dear members To Hamen Achcha profit Bhi Milega padam account se Hamesha Kuchh pata chal jata hai ki Humne Kaise Achcha work karna hai Achcha work karne ke liye ek bahut jyada Jaruri bata kya hamare pass Har chij ke Practice Karke work Karenge To Hamen Achcha profit Bhi Milega padam account se Hamesha Kuchh pata chal Demo account per practice karna na bahut jyada jaruri hai Kyunki Agar Ham Dam account per
          • #20 Collapse

            Re: You should practice on demo account

            We should always do good practice in Pakistan Forex forum then we will always do good work from here it's clear that's we can get a big always good success Pakistan forex business Hamen Achcha kam Hamesha serious hokar Forex ke rules ke mutabik karna hoga to rule ji Hamen Achcha corporate Karegi isliye apne aap ko focus Karen
            • #21 Collapse

              Re: You should practice on demo account

              Asalam.o.alikum dear forex memebrs omeed hy ap sb theak hn gy or forex trading sy achi earning kar rahy hn gy g apki baat bilkol theak hy hami demo account py practice karni chahiey hum jis pair py trade lagana chah rahy hain osko hum real account ki tarah demo account py analysis karain or check karain hmara analysis kis had tak theak hy or daily hi aisy new pair py hum demo account py practice karain es sy hmari trading skills improve hn gi or hmary knowledge or experience main bohat ziyada izafa ho ga or hmara analysis strong ho ga or phir hum real account py trade laga kar acha profit gain kar sakty hain
              • #22 Collapse

                Re: You should practice on demo account

                No doubt hamein agar tradsing ma kamyab hona hai tu is k lea practice ka hona bhut lazmee hai is lea tu kehtay hain pracrice makes a man perfect demo account ko agar thek se use kar lea jaye tu is ma practice hassil karne k bhut se mowaqay miltay hain magar yeh practice umda style ma honi chahye just time pas hoga tu js kuxh bhi gain nhe hona hai so use demo account with proper way
                • #23 Collapse

                  Re: You should practice on demo account

                  Yes member you are right saying you should the practice on demo account agar aap demo account are practis karte hain to Aapka trading ke related experience bahut jyada increase ho jata hai aur aap bahut acche trader Ban sakte hain agar aap Chahte Hain ki aap professional trader Bane to iske liye aapko demo account per Jyada Se Jyada mehnat karna Hogi aur Jitna Jyada time aap demo account per invest Karenge utna hi Achcha aap apna experience increase Karenge aur Jitna acchi experience ke sath aap trading Karenge utani hi acche se aap trading kar sakte hain Hamen chahie ki Ham Damoh account per Jab kam kar rahe hote hain to usko real count samajhkar kam Karen Taki Ham acche se kam kar sake
                  • #24 Collapse

                    Re: You should practice on demo account

                    Ji han bilkul dear aapki baat Tumko sahi hai Hamen Dam vah Kaun per Jyada Se Jyada practis karna Hogi market Mein kam kar rahe ho Tumhen To ismein Ham dekhte hain kahan EP reading mein jyada Se Jyada practice ki jarurat Hoti Hai Jab Ham is market Mein acche tarike se practice Karenge aur ham smart phone mein acche se Anila sis' ko perform Karenge to uska Hamen bahut jyada fayda Hoga Kyunki Ham dekhte hain ki market mein aapko bahut hi Soch Mat Kar kam karna hota hai aur aapko ismein rules and regulations ko follow karke kam karna hote hain aur uske sath sath aap Jab koi bhi trade open karte hain to aapko ismein acche se analysis perform karna Honge Jiske Liye aapko market Mein different angles ko dekhna hote hain aur aapko ismein different time frames ko dekhna hota hai aur Jaya pushpavathi kam kar sakte hain Jab aapke pass experience Hoga aur aapke pass market mein Main Jyada Se Jyada time hoga Jab Ham ismein acche se practice kar ke kam Karenge to usne Hamen bahut jyada advantage Milega aur uska mein bahut jyada fayda hoga.
                    • #25 Collapse

                      Re: You should practice on demo account

                      Assalamu alaikum dosto Forex trading main profit hasil Karen keh ley hamin Trading ani chahy ,hamin jetni zeyada information hogi trading ky bary main ham utni achi earning kar sakin gy .aur trading sekhny ky ley " Demo acount" bhout hi achi help karta hay .ham jetna demo account per practice karni gay hmara confidence utna increase hoga..
                      Thanks
                      • #26 Collapse

                        Re: You should practice on demo account

                        demo account per ham jitni practice karty hn us ka ham ko hi faida ha ham ko chye k ham demo account ko ziada se ziada time dain tu ham is mn achi learning kar sakty hn ham ko chye k ha is mn market ki movement ko samjhain ham ko chye k ham is mn market ko achi trah se analyse kaarin or ham is jab ham ko maloom ho k ham market ko achi trah se analyse kar sakty hn tu ham ko chye k ham is ko phr rael account mn use kr k ham is mn achi earning kar sakty hn
                        • #27 Collapse

                          Dear ap jab tak practice kudh nahi karain gy tu ap ko us kadar loss ho jaye ga. Ap apni trade ko jab tak practice demo pay karty hain tu ap ko us mai loss nahi hota hai or jab tak ap apni trade ko sahi tarha manage karna seekh jaty hain tu ap es sy faida be achi tarha lay sakty hain. Ap ko pata hota hai kay trade ko kab open ya close karna hai or kaisy ap nay market ko handle karna hai yeh sub ap ko demo sy free seekhny ko mil jata ha or ap achi practice kar kay acha experience or earning kar sakty hain.
                          • #28 Collapse



                            Forex trading ek challenging aur complex activity hai jismein new traders ko market ke dynamics aur trading strategies ko samajhne mein waqt lagta hai. Is challenging journey mein, demo account ka istemal ek ahem kirdar ada karta hai. Yeh ek virtual trading platform hai jismein real market conditions par trading kiya jata hai, lekin actual paisay istemal nahi hote. Yahan hum dekhte hain ke demo account par amal karna kyun zaroori hai:



                            Skills Ka Development:



                            Demo account traders ko apne trading skills ko develop karne ka behtareen mauqa deta hai. Naye traders ko market ke functions, order placement, aur risk management techniques ko samajhne ka mauqa milta hai, bina actual funds ko risk kiye.



                            Strategy Testing:




                            Demo account par trading kar ke traders apni strategies ko test kar sakte hain. Har strategy ko real market conditions mein test karna zaroori hai taake pata chale ke woh profitable hai ya nahi. Demo account is testing ke liye ideal hai.



                            Risk Management Seekhna:



                            Forex trading mein risk management ka ahem kirdar hota hai. Demo account traders ko risk management principles ko samajhne aur implement karne ka mauqa deta hai bina actual paisay lagaye.



                            Psychological Preparation:



                            Trading mein psychological preparedness bhi zaroori hai. Demo account traders ko real-time market conditions mein trading karte hue apni emotions aur psychological reactions ko control karne ki practice karne ka mauqa deta hai.


                            Market Understanding:



                            Demo account trading kar ke traders market ke behavior aur dynamics ko samajh sakte hain. Market ke different scenarios aur conditions ko experience karne se traders ko market ki understanding mein izafa hota hai.



                            Mistake Ka Learning



                            Demo account par trading karte waqt jo mistakes hoti hain, woh actual funds par trading karne se behtar hoti hain. Demo account par mistakes ko analyze kar ke traders apne weaknesses ko identify kar sakte hain aur un par kaam kar ke apne trading skills ko improve kar sakte hain.



                            Confidence Building:



                            Demo account par consistent successful trades karne se traders ka confidence build hota hai. Is confidence ke saath traders actual trading mein bhi ziada self-assured aur disciplined hote hain.

                            Demo account par amal karna forex trading ke liye ek mustahiq tareeqa hai. Yeh traders ko market ke real-time conditions mein experience aur practice karne ka behtareen mauqa deta hai bina actual funds ko risk kiye. Iske saath saath, demo account par trading kar ke traders apne skills ko develop karke aur apne trading strategies ko test karke actual trading mein kamiyabi hasil kar sakte hain.


                            There is a time to go long, a time to go short and a time to go fishing.
                            ​​​​​​​

                            ​​​​​​​
                            • #29 Collapse



                              Demo Account Istemal Karna: Tafseeli Samajh

                              1. Introduction: Demo account forex trading mein beginners ke liye ek zaroori step hai jo unhein real trading experience provide karta hai bina kisi risk ke.

                              2. Learning ke Liye Ideal Platform: Demo account trading ke liye ideal platform hai, khaaskar beginners ke liye jo trading ke basics ko samajhna chahte hain. Isme traders apne trading skills ko polish kar sakte hain bina apne paiso ko risk kiye.

                              3. Trading Strategies ka Test Karna: Demo account traders ko apni trading strategies ko test karne ka mauqa deta hai. Isme wo apni strategies ko real-time market conditions mein implement karke dekh sakte hain ke kya wo kaam karti hain ya nahi.

                              4. Market ke Understanding: Demo account istemal karke traders market ke dynamics ko samajh sakte hain. Isme wo market trends, price movements, aur trading instruments ke bare mein practical experience hasil kar sakte hain.

                              5. Risk Management ki Practice: Demo account mein traders risk management techniques ka bhi practice kar sakte hain. Wo apne trades par stop-loss aur take-profit levels tay karke risk ko manage kar sakte hain aur apne trading capital ko protect kar sakte hain.

                              6. Emotions ka Control: Demo account traders ko apne emotions ka control karna seekhne ka bhi mauqa deta hai. Jab wo virtual money ke saath trading karte hain, tab unhein real money ke tension se nahi guzarna padta hai, jisse ke wo apne trading decisions ko emotions se influence hone se bacha sakte hain.

                              7. Conclusion: Demo account istemal karna forex trading ke beginners ke liye zaroori hai taake wo trading ke basics ko samajh sakein aur apni skills ko improve kar sakein bina kisi risk ke. Isse traders apne confidence ko build karte hain aur jab wo ready feel karte hain, tabhi wo real trading mein enter karte hain.



                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Demo Account Istemal Karne Ka Ahmiyat:

                                Forex, cryptocurrencies, stocks, aur doosri tarah ki trading platforms pe log asal mein paise kamane ke liye invest karte hain. Lekin, yeh bina kisi tayyari aur experience ke aksar risky ho sakta hai. Isi wajah se, ek naye trader ke liye zaroori hai ke wo pehle demo account istemal karein. Demo account ek virtual trading platform hota hai jahan aap asal paise istemal kiye bina trading kar sakte hain. Yeh article aapko batayega ke demo account kyun zaroori hai aur kaise iska faida uthaya ja sakta hai.

                                1. Naye Strategies Aur Techniques Ki Practice: Demo account istemal karke, aap naye trading strategies aur techniques ko try kar sakte hain bina kisi risk ke. Aap different indicators aur tools ka istemal karke market analysis kar sakte hain aur dekh sakte hain ke konsi strategy aapke liye kaam karti hai aur konsi nahi.

                                2. Real-Life Market Conditions Ko Samajhna: Demo account aapko real-life market conditions ke under trading karne ka ehsaas deta hai lekin asal paise khone ka darr nahi hota. Aap is platform pe real-time market data aur volatility ko experience kar sakte hain jo asal trading mein bhi hota hai.

                                3. Trading Platform Ko Samajhna: Har trading platform ka apna interface hota hai aur har ek platform ki features alag hoti hain. Demo account istemal karke, aap trading platform ko samajh sakte hain aur iske functions ko explore kar sakte hain bina kisi risk ke. Isse aap asani se order placement, stop-loss aur take-profit levels set karne ka tareeqa samajh sakte hain.

                                4. Emotional Control Ki Training: Asal trading mein ek bada challenge hota hai emotions ko control karna. Jab asal paise involve hote hain, toh greed aur fear traders ko affect kar sakte hain. Demo account istemal karke, aap apne emotions ko control karne ka practice kar sakte hain jab tak aap confident nahi ho jate ke aap asal trading ke liye ready hain.

                                5. Risk Management Seekhna: Demo account istemal karke, aap risk management techniques ko bhi seekh sakte hain. Aap different trade sizes aur risk levels ko try kar sakte hain bina kisi loss ke aur apne liye behtareen risk management strategy tayyar kar sakte hain.

                                Zaroorat Se Pehle Demo Account Istemal Karein: Aakhri baat, har naye trader ko zaroorat hai ke wo pehle demo account istemal karein. Yeh ek safe aur effective tareeqa hai trading ke basics seekhne ka aur apne skills ko improve karne ka. Demo account istemal karke, aap apni trading journey ko shuru karne se pehle apne aap ko behtar tayyar kar sakte hain. So, jab tak aap confident na ho jayein, demo account istemal karte rahein aur jab aap tayyar feel karein, tab asal trading shuru karein.

                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X