Trading me Jab aap market ko analyse Karte Hain To uske liye of different indicator istemal kar sakte hain lekin relative strength indicator bahut Achcha indicator hai agar aap isko four hour yah one day Mein istemal Karte Hain To aap market ke trend ke bare mein bahut acchi information Le sakte hain yah aapko market ke support aur resistance level ke bare mein ek acchi information provide karta hai aur jab aapko market ke support or resistance level Ka Pata Chal jata hai to aap market Mein buy or sell ki trade support or resistance level ko Samne rakhte Hue bahut aasani ke sath Laga sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим