over trading se avoid karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over trading se avoid karin
    over trading se hmsha avoid karin kyun k is mn nuqsan ka khatra zada hota hy agar apko profit hu bhi ra hy to bhi over trading se hamsha avoid hi karin lose limit laga kar trade karin agar ap lose ki limit nahi lagaen gy to apka account wash bhi hu sakta hy lose limit ka fida yh hoga k ap jo limit lagaen gy lose us had tak hoga us k bad khod ba khod stop hu jae ga is ly zada lose bachny k ly hmsha lose limit ka use ka karin over trading se avoid karin save side rakh k trade karin apna sara sarmaya aktha hi trading men na laga den balk ek limit k sath trade karin or long term trading se avoid karin short term trading karin in sha Allah apko fida hi hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: over trading se avoid karin

    Ji han bilkul theek Kaha Hamen overtrading se pahele karna chahie Kyunki Agar Ham overtrading karte rahenge to kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Payenge Kyunki overtrading se Hamesha loss hota hai trading ko apni limit Mein rahakar karna chahie kabhi bhi limit cross Nahin Karni chahie Agar Ham trading ki limit cross Karenge To Hamen Khud nuksan Hoga nuksan se bachne ke liye Hamen overtrading se aviod karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: over trading se avoid karin

      Power trading aapko nuksan de sakti hai kabhi bhi award trading na Karen aur trading se aapka account khatm ho sakta hai aapko chahie ki aap apna daily best per profit achieve Karen aur trading cross kar de aapko apna profit ka ek target banana chahie aur reading se pahle planning Karke Apna Ek profit fix kar lena chahie Jab Apna profit gain kar Leta trading market close kar den
      • #4 Collapse

        Re: over trading se avoid karin

        ji han bilkul aapane bahut acchi baat ki hai ki overtrading se avoid karna chahie overtrading se aapko ek bade loss ka samna karna pad sakta hai to al dear Forex members mein se itna hi kahana chahungi ki kabhi bhi lalach mein aakar Koi galat kadam mat uthain aur overtrading bilkul bhi mat Karen market trading rules ko hamesha follow Karen aur hamesha soch samajh Kar Hi trading Karen Taki aapko pareshani ka samna Na karna pade
        • #5 Collapse

          Re: over trading se avoid karin

          overtrading se avoid Karen assalamu alaikum Forex doston pyare doston kya hal hain aapke doston overtrading se avoid Karen ya nahin ke jitna hamara account balance hai hamen chahie ke Ham usi hisab setting Karen Taki Ham jyada se jyada trading ka mauka Hasil kar saken ab yah trading hai kisi mein loss bhi hota hai apna fir bhi hote Hain to hamara account balance agar loss ko bardasht karne ki position mein hai ya nahin capital hai to hamen usi hisab se trading karni chahie mein nahin minimum hai to hamen small size istemal karna chahie minimum se hamen thoda thoda profit milta hai thoda thoda loss bhi hota hai lekin use surat mein hamen apne account ko mehfooz kar sakte hain lekin yah tamam chijen soch samajh Kar karni padati hai isliye kaha jata hai ki overtrading ko avoid Karen
          • #6 Collapse

            Re: over trading se avoid karin

            assalamu alaikum dear friends ji han bilkul apne sahi kaha ke overtrading se hamen paresh karna chahie hamen confidence ke sath apni trading karni chahie jo bhi karne ek waqt mein ek trading Kiya Karen jisse aapko ek achcha prefered mil sake ismein jaldbazi ki jarurat nahin hai hamesha sabar ke sath kam Kya Karen achcha hoga aur ek achcha bonus aur prapt bhi milega
            • #7 Collapse

              Re: over trading se avoid karin

              Assalamu alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sabhi log khairiyat se honge overtrading se avoid Karen aapane bilkul theek baat Kiya kara power trading karenge to use aapka account wash ho sakta hai aapane overtrading Nahin Karni jo aapko milta hai aapane vahi accept kar lena jyada lal ke chakkar mein aapka account bhi was ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: over trading se avoid karin

                Hamen main Kabhi Bhi Apne account Se Jyada trading Nahin Karni chahie Kyunki yah nuksan Deti Hai hi Aksar trader profit ki lalach ki vajah se apne account balance Ko Nahin Dekhte aur Jyada profit Hasil karne ki lalach Mein Aakar overtrading kar Jaate Hain Jis ki vajah se Agar wo trading unke against Chali Jaaye to unko bahut hi nuksan ho jata hai ya FIR sometimes Unka account wash ho jata hai isliye Hamen kabhi bhi lalach Mein Aakar overtrading Nahin Karni chahie balki overtrading se avoid karna chahie aur Hamesha yah koshish karen ki account balance ke mutabik aur money management ko follow Karte Honge safe trading Karen.
                • #9 Collapse

                  Re: over trading se avoid karin

                  Assalamu alaikum my dear Forex members how are you I hope you all will be happy and healthy with the grace of Allah almighty aapki baat bilkul durust hai aur Main yah Kahana chahti Hun Ki Pakistan Forex form bahut hi Achcha online business hai Hamen chahie ke Ham Jyada Se Jyada mehnat Karen Hamen kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie aur Hamen trading mein overconfident bilkul Nahin Hona chahie Jitna Jyada Ham mehnat se kam Karenge ham utna hi acchi success Milegi aur ham utna hi acche tarike se Kamyab Ho Payenge Hamen chahie ke Ham Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Jyada Se Jyada Apne kaam par focus Kare Jitna Jyada Ham Apne kam per Baja Denge utna hi Hamen acchi success Milegi Hamen chahie ke Ham Jyada Se Jyada apni practice Karen aur Jitna Jyada Ham practice Karenge ham utani hi acchi success milegi
                  • #10 Collapse

                    Re: over trading se avoid karin

                    g bilkul hm ko chye k ham apnay account k mutabiq hi trading karain tu ham apnay account ko bhi secure rakh sakty hn or hm acha munfa hasil bhi kar sakty hn ham ko chye k agr hamara account chota ha tu ham ko is k mutabiq choti trade open karna chye ham is semunafa bhi hasil kar lain or ziada trading bhi na lagani parain
                    • #11 Collapse

                      Re: over trading se avoid karin

                      forex mein kabhi bhi overtrading nagar agaram overtrading karenge to fir Ham kabhi bhi ka bhi aap nahin ho sakti isliye soch samajh Kar kam Karen apne kam ko important deta hai aage badh hamesha trading karne wala trading co importance a agar Ham achcha chatting karenge tabhi Ham kamyab honge aur aage badh sakte forest mein kam kar dena bahut jaruri hai isliye jyada se jyada battery kaise kam Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: over trading se avoid karin

                        Assalamu Alaikum Forex member umed karta hun aap sab khairiyat se Honge ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ke overtrading se award Karen bilkul Aisi hi baat hai Hamen chahie ki overtrading Hamen kabhi bhi nahin Karni chahie Agar Ham overtrading Karenge To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte aur na hi Ham apni trading se fayda Utha sakte hain kabhi bhi profit Hansi nahin kar sakte Agar Ham overtrading Karenge to ham log kar sakte hain Kabhi Profit hasil se nahin kar sakte isliye kabhi bhi Big Lot size Nahin Lagani chahie Sambhal saw a lot size Lagani chahie Taki Ham apni trade se profit Hasil kar Saken Jo log Sambhal lot size Lagate Hain vah Apne account ko bhi safe Rakh sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: over trading se avoid karin

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: MalikMuhammadNawazKhalid پيغام ديکھيے
                          over trading se hmsha avoid karin kyun k is mn nuqsan ka khatra zada hota hy agar apko profit hu bhi ra hy to bhi over trading se hamsha avoid hi karin lose limit laga kar trade karin agar ap lose ki limit nahi lagaen gy to apka account wash bhi hu sakta hy lose limit ka fida yh hoga k ap jo limit lagaen gy lose us had tak hoga us k bad khod ba khod stop hu jae ga is ly zada lose bachny k ly hmsha lose limit ka use ka karin over trading se avoid karin save side rakh k trade karin apna sara sarmaya aktha hi trading men na laga den balk ek limit k sath trade karin or long term trading se avoid karin short term trading karin in sha Allah apko fida hi hoga
                          Jo log trading Mein lalach karte hain unko nuksan hota hai isliye Hamen ab per trade Nahin Karni chahie Hamen Ham Jab Apna target pura kar le to trade ko close kar den Jab Ham lalach Mein Aakar avatrade Karte Hain To Hamen nuksan hota hai isliye nuksan se bachne ke liye Hamen lalach bilkul nahin karna chahie yah aur ab trade Nahin Karni chahie Hamen Apne kam per Jyada Se Jyada focus karna chahie aur trading ke bare mein acchi Tarah knowledge Hasil karna chahie.
                          • #14 Collapse

                            Re: over trading se avoid karin

                            Yes dear member aapane bahut hi Achcha topic Hamare Sath discuss Kiya Hai Jab Ham forest market Mein kam Karte Hain To Hamen ismein properly trading karna hoti hai agar Ham ismein trading ke target complete kar lete hain To Hamen ismein overtrading bilkul bhi nahin karna HogiIs form per Hamen minut karna Hogi aur ismein properly learning aur experience ke sath kam karna hoga Jab Ham is form per Achcha kam Karte Hain To Hamen Achcha bonus Milta hai isliye Hamen Hamesha Koshish Karna Hogi ki Ham ismein money management and rules regulation ko follow Karen Agar Ham ismein acchi strategis ke sath kam Karte Hain To Ham is market mein jyada Se Jyada advantages ko increase kar sakte hain Hamesha market Mein Kamyab hone ke liye mehnat karna Hogi aur Apna target complete karna hoga tabhi Ham is market Mein successful Hote Hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: over trading se avoid karin

                              Dear member agr ap pak forex form ke online work mein Apna work kar rahe hain aapko maloom hona chahie ki Forex form ke online work mein agar aapane trading karni hai to trading karne soch samajh Kar Karen agar aap over trading se a avoide Karenge over adding Karenge to aapko trading mein las hoga aur aapka account bhi wash ho sakta hai isliye aur trading Karen koshish karen ki market ko check Karke aur market ke bare mein acchi information hasil Karke a acchi reading Karen taki aapko las na ho bal ke Achcha profit hasil ho agar aap treading mein over trading Karke trading ko ovide Karenge to aapko nuksan hoga isliye kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie bal ke acchi trading Karni chahie sabar ke sath Apne treading ko open karke a Achcha trader banna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X