Mehnat se kabhi na ghabraen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat se kabhi na ghabraen
    mehnat se kabhi na ghabraen agar ap kisi bhi kam mn kamyab hona chahty hen to apko chye k us mn zda se zda mehnat karin forex py bhi kamyabi k ly apko chye k zda se zada mehnat karin or daily basis py kam karin or zda se zada news se updated rahin or forex k ly waqt nikalty rahin trade us wqt tak na karin jub tak ap us k bary mn mukaml jan nai lyty or apny knowledge se agy na bhagin jitna ilm hy utna hi kam karin or learning jari rakhin agr learning nai karin gy to kabhi bhi kamyabi nai hgi market value har wqt badlti rehti hy is ly learning jari rakhin kyun k market value kis bhi wqt change hu sakti hy or halat se ba khabar rahin in sh Allah kamyabi hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

    lekin agar aap samajhte hain ki main aise hi fox kar lunga bagair mehnat Kiya to aap mere se dur ho jaaye Nahin to aap itna lost kar denge kya aapke pass recover karne ko kuchh bachega hi Nahin to main to aapko yahi kahunga ki aap dur Hain agar aap mehnat karna chahte hain to see ke pahle bilkul mehnat Karen 4 5 months aap trade Karen demo per demo court acchi Tarah samajhne ke bad hi knowledge Hona chahie skills honi chahie Uske bad aap rail per aaen aur rail ko dekhen aur minimum lot se shuru Karen to aapko kabhi bhi last Nahin ho Gaya ismein mehnat ki bahut jarurat hoti hai ya nahin hai kya aap aise hi a jaen aur paisa Bana ke chale jaen yah itni easy Nahin hai.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

      Ji bilkul Hamen Menhat Se Kabhi Bhi Nahin Khatra na chahie Kyunki Meena ko Bahe chij hai jo kamyabi ki Kunji hai aur jisse ham kamyabi ko Hasil Karta Hai To Hamen Kabhi Bhi Dil Bardaasht Nahin Hona chahie minut se apne kam Pata Jodi Ne chahie Apne kam ko acche se Achcha karna chahie Agar Ham Ek Kamyab Insan bante Banna chahte hain ya Ek Kamyab trader Banna Chahte Hain To Ham minut se to bilkul victory Nahin chalana chahie Kyunki Hamare Liye Hi nuksan ok Jab Ham Mara Dil Nahin Karega Kisi kam ko karne per To Ham Se Apna Achcha kabhi bhi nahin De Payenge Sone chahie kya minut se kam Karen Lakhan se kam karne aur Puri Tarah Jo Iman tarikh ke sath kam Karen Kyunki mehnat Nahin Allah Tala Ne Barkat rakhi hai Insan ke liye Insan Jitna mehnat Se Dur bhagta Hai Itna Kali aur Sasti mein girftar ho jata hai all Sasti aur Kali do Aisi chij Hai Ji Ne Allah Tala bilkul bhi Pasand Nahin farmate Hain Allah Tala sirf minut aur mehnat Karne Walon Ko Pasand Pranam Aate Hain aur minut Hamesha Insan ko Karni chahie aur Kabhi Bhi Dil Nahin ghabrana chahie Kyunki minut ki se Insan kamyabi Kisi De per chalta chala jata hai aur apni Manzil par pahunch jata hai isiliye minut Karte jaen baki sab kam Allah Tala per Chhod Den Inshallah kamyabi aapka Mukaddar zuroor bany ge
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

        ji han bilkul members aapane bahut acchi baat ki hai ki mehnat se bilkul bhi mat karna kyunki mehnat hi vah vahid jariya hai jisse aap kamyabi Hasil kar sakte hain kyunki yah to write baat hai ki jab tak aap mehnat nahin karenge to aap kamyabi Hasil nahin kar sakte aur Forex foreign bhi ek aisa Hi platform hai ki Jahan per aapko bahut jyada mehnat aur lagane ki jarurat hoti hai jab tak aap mahina to lagane ke sath Kam nahin karenge aap kabhi bhi acchi earning Hasil nahin kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

          Yes mehnat se na ghabrain ager hum forex forum PR mehnat se kam keen ge to him ko bahut munafa hogs if we work hard on Pakistan forex forum then we will get more and more bonus and more profit and more success if we don't work hard on Pakistan forex forum then we will be failed and destroyed it is our main mission to work hard on Pakistan forex forum then we will get more and more bonus and more profit and more success Pakistan forex forum PR mehnat se kam Karen aur munafa hasil Karen its our main mission to work with confidence on Pakistan forex forum then we will get more and more bonus and more profit and more success if we don't work with confidence then we will be failed and destroyed it is our main mission to work with confidence then we will get more and more bonus
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

            Forex main hard work lazmi hy bohat zayada mehnat sy hy benefits hasil kye ja skty hain alfaz ka istamal bhy sada ho takeh har koi bat ko samajh sky
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

              agr ham kissi bhi kam mn kamyabi chty hn tu ham ko chye k ham kissi bhi kam karnay se us mn mehnat karnay se na ghbrain tu hamis mn kamyabi hasil kar sakty hn agr ham is mn mehnat nhi karty hn tu hqam is mn kabhi bhi kamyabi hasil nhi kar sakty hn ham ko chye k ham is mn mehnat karain apnay kam ko dil or lagn se karain tu ham is mn kamyabi hasil kar sakty hn
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

                Assalamu Alaikum doston kya hal hai aap sabka ummid karta hun Kuchh sab log khairiyat se Honge Ji Bhai ne bahut acchi baat kahi hai ki aapko main aapse kabhi bhi nahin ghabrana chahie Kyunki mehnat Ek Aisa Amal hai jo ki aap ko Hamesha kamyabi dilata Hai Kyunki Allah Tala ne Vada Kiya hai ki jo log mehnat Karenge Allah unko Jarur success Dega isliye Jo log Forex per Jyada Se Jyada mehnat karte hain vah Jyada kamyabi hasil Karte Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

                  Assalam O Alaikum Dear Forex member bahut achi post share ki hy apne k iss forum p kamyabi hasil krne k liye zruri hy mehnat kren learning hasil kren knowledge hasil kren aur daily basis p kaam krty rhen ta k accha bonus hasil kr sken aur achi earning hasil kr sken tab hi hum kamyab trader bn skty hn aur apni family ko support kr skty hn
                  Duniya mein Koi bhi kam karte hain usk liye hme chahiye mehnat kren learning hasil kren aur daily basis p kaam kren dil lga kr kaam kren tab hi hum kamyab trader bn skty hn
                  Forex forum duniya ka behtarin business hai jis se hum bahut acchi earning hasil kr skty hn aur apni family ko support kr skty hn
                  Iss forum p kaam krty hue mayus nhi hona mehnat krni hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

                    Mehnat se kamyabi :
                    Hamesha humay achi mehnat se kamyabi ki rasai hoti hai. app to janta hai forex main invest se jida experience or knowledge ki jarurat hai is lyea app ko forex education ki siba forex main kabhi bhi success na hi ho sakta hai.apko Forex ka knowledge to hona chahiay aur agr aap ne baqaida seekha hai to kia hi ahca hai aur Forex koi ziada mushkil nahi hai just buy and sell.app ko forex business main knowledge or experience ko bohut hi jarurat hai or fir app ko business education ko bhi bohut jarurat hai. jb tk ap k pas business experience aur education ni hogi mre b hia qk ek successfull trader se muraad ye hy k mre bhai use sb kuch ata ho hr tricks atai ho.
                    Mehnat se skills banti hain :
                    trading skills hamesha chahiye wo mehnat se mumkin hai.
                    Yeh wo business hai jis main enter or successful hone k liye traders ko kisi bari investment ki zarurat nahi hoti, wo sirf apne oper he depend ker k iss working main kamyab ho sakte hain. practice karein or ziada se ziada learning karein ta kay hamain insta forex meinloss ki tenshion hi na rahayor profit hasil karein or practice lazmi krein. zayada sy zayada practice or forex k bary mi learn karo knowledge or experienc hasil karo to ap easily trading kar k profit earn kar skty ho or successful ho skty ho. ksi b kam me perfect hony k lye ap ko usy sekhna parta hai or uski knowledge gain krni parti hai. her koi is business me enter ho skta hai, bt enter hony k bad usy chaye k wo is ki knowledge gain kry
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

                      Assalam alaikum my dear member aapane bilkul theek kaha hai ki hamen mehnatKarne se kabhi nahin kabhi rahana chahie agar Ham mehnat karte waqt gabbar aaenge to ismein hamara hi nuksan hoga isiliye hamen chahie kya hamen mehnat karte waqt bilkul bhi nahin ghabrana chahie agar Ham mehnat karte waqt ghabra ayenge to ismein hamara hi nuksan hai hamen chahie ki hamen jyada se jyada hot working karni chahie aur apne karm ki ability ko increase karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

                        Assalamu Alaikum dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex main acche earning Hasil kar rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamen Hamesha mehnat se ghabrana Nahin chahie aur Hamen mehnat aur heartbreaking se kam karna chahie Kyunki Jo Insan mehnat karta hai aur hardworking Karta Hai vah Jarur Kamyab hota hai aur use ki math ka syllabus Jarur Milta hai aur jo Insan mehnat nahin karta aur hardworking nahin karta Hua Kabhi Kamyab Nahin ho sakta Aur Duniya Mein Bhi Kamyab Nahin ho sakta isliye Hamen chahie ke ham mehnat se kam Karen aur hardworking se kam Karen tab hi Ham Kamyab ho sakte hain isliye FIR milenge Khuda Hafiz.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

                          Mehnat sy ghabrana nae chahiye balky sabar sy kam krna chahiye khud k andr excitement create krni chahiye taky kam krny ki himmat honi chahiye qn k mehnat krni wala insan peechy nae rehty aim na aik din kamiyab zroor hoty hain es liye hmain forex mn mehnat krni chahiye himmat nae harni chahiye jb hum mehnat krain gy to hmain faida hoga aur acha bonus Mily ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

                            Assam o alaikum dear members I hope all are fine and doing well. Kisi bhi kaam mein kamyabi ke liye mehnat karna bahut jaruri hai. Main Sahi ham Kisi bhi kam ke bare mein Sikh sakte hain. Knowledge gain karne ke liye mehnat bahut jaruri hai. Jitni mehnat karenge utna knowledge gain hoga aur aur knowledge apply Karke achcha experience bhi gain hoga.
                            Forex Forex trading Mai kamyabi ke liye bhi mehnat bahut jaruri hai. Mehnat se ham knowledge gain karte Hain aur aur is Tarah market ko samajhne mein madad milati hai market ke trends aur fluctuations ko samajh mein badal milati hai. Market trends or fluctuations ko dekhte hue acche trading ki ja sakti hai. Aur is Tarah mehnat Karke Forex trading mein success game ki ja sakti hai.
                            Hard work is key to success
                            Thank you and hope for the best.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat se kabhi na ghabraen

                              mehnat se kabhi na ghabraen agar ap kisi bhi kam mn kamyab hona chahty hen to apko chye k us mn zda se zda mehnat karin forex py bhi kamyabi k ly apko chye k zda se zada mehnat karin or daily basis py kam karin or zda se zada news se updated rahin or forex k ly waqt nikalty rahin trade us wqt tak na karin jub tak ap us k bary mn mukaml jan nai lyty or apny knowledge se agy na bhagin jitna ilm hy utna hi kam karin or learning jari rakhin agr learning nai karin gy to kabhi bhi kamyabi nai hgi market value har wqt badlti rehti hy is ly learning jari rakhin kyun k market value kis bhi wqt change hu sakti hy or halat se ba khabar rahin in sh Allah kamyabi hog
                              Hain To Ham minut se to bilkul victory Nahin chalana chahie Kyunki Hamare Liye Hi nuksan ok Jab Ham Mara Dil Nahin Karega Kisi kam ko karne per To Ham Se Apna Achcha kabhi bhi nahin De Payenge Sone chahie kya minut se kam Karen Lakhan se kam karne aur Puri Tarah Jo Iman tarikh ke sath kam Karen Kyunki mehnat Nahin Allah Tala Ne Barkat rakhi hai Insan ke liye Insan Jitna mehnat Se Dur bhagta Hai Itna Kali aur Sasti mein girftar ho jata hai all Sasti aur Kali do Aisi chij Hai Ji Ne Allah Tala bilkul bhi Pasand Nahin farmate Hain Allah Tala sirf minut aur mehnat Karne Walon Ko Pasand Pranam Aate Hain aur minut Hamesha Insan ko Karni chahie aur Kabhi Bhi Dil Nahin ghabrana chahie Kyunki minut ki se Insan kamyabi Kisi De per chalta chala jata hai aur apni Manzil par pahunch jata hai isiliye minut Karte jaen baki sab kam Allah Tala per Chhod Den Inshallah kamyabi aapka Mukaddar zuroor bany ge


                              اب آن لائن

                              Working...
                              X