Forex me lose.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1411 Collapse

    Har aik trader apny ap ko mahir smajhta hy jiss k natijy mein loss hota hy buss profit ni hota to esa mere khyak sy ni karna chahiye pehly experience bnana chahiye phir trad karni chahiye
    welcome to pak forum
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1412 Collapse

      Ma apki baat sy agree karta hun Forex mein loss ki kafi wajohaat hein es mn sy kuch yea hein ky mamari trade picking power achi nai hoti ya hmara knowledge mukamal nai hota hum trade ko achy sy nai jan sakty ky es mein baat konsi biyaan ki gai ha or hum ny es par point of view koncy deny hein
      • #1413 Collapse

        yes dosto hamari yehi galti hai ka ham trading start bad main krty hain trading pehlay start kr ley hain ka jesay hamain sab pata hai teacher ki bhat zrurat hoti hai forex ka kam main jo har mushkil waqat main rehnumai krta hai.
        • #1414 Collapse

          dear brother forex me loss ham ko serf es waja se zyada hota hai kyuu k hamary pas experience or knowledge nhi hota or ye sab hasil karny k lye ham ko expert teacher ki zarort hoti hai jab wo find karna ajkal boht muskil hai koi asa plateforum nhi hai jahan se ham ko experts ki khidmat hasil ho sakein pak forex forum me zyada members new hain yahan kese ko kuch pta nhi hai aksar khud bhi loss me ja rhy hoty hain jo profit kar rahy hain wo kese ko time deny ko razi nhi to ham ko khud he mehnat karni parti hai
          • #1415 Collapse

            i agree with you, ager apko forex main musalsal loss ho rha hy tou ap ko chaye kisi expert teacher sy forex ko pelhly sekh lain fr trade krain , ap ko chaye k aik esay teacher sy forex sekhain jo k bohat zayda knowldge or eperiance rakhta ho uya wo khud us main sy bht profit earn kr rha ho apmi startegies k sath, is k liye zrori nae k wo 10, 15 sal ka experiance ho
            • #1416 Collapse

              G haan meray khayal main bhi forex aik expert teacher say seekhni chaheay kyun k forex trading aik aisay banday say seekhni chaheay jis ko sahe knowledge ho aur a lot of experience ho ta k lose kam say kam ho agr aisay he apnay tor pay hum trading krtay rahain gay to lose hota rahay ga
              • #1417 Collapse

                jab hum forex mai bager learning ky kam karty hain to hamy loss hota hain lakin hamy zada thence nahi hona chahye balky acha knowledge or experience hasial kar ky mare tky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura ka saky gy
                • #1418 Collapse

                  Brothers forex mein loss or profit dono chlta he.forex mein loss hmesha un logo ko hota he.jo new joiner hote hain.un ko market analysis ka pta nai hota.or shru ke dino mein chart ki bhi smjh nai ati.
                  • #1419 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of earning hasil karna start karda to per hamara leya best rahaa ga laken ager hum apna loss sa kuch improve nhi karta ha to per hum ko achi earning be nhi hoge so hum ko apni mistake sa kuch learn karna chaheya to per best rahaa ga...........
                    • #1420 Collapse

                      jab hum forex mai bager learning ky kam karty hain to hamy loss hota hain or is loss mai market ka koi qasur nahi hota agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy ache learning hasial kar ky market ky rules o follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam akrna chahey pher he hum market mai run kar saky gy
                      • #1421 Collapse

                        forex mai jab hum bager learning ky ka karty hain to hamy loss ho jata hain or jab hum trade katy howe koi galti karty hain to hamy loss ho jata hain forex mai loss ko avoid karna bohat zarore hain q ky pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik online or acha business hain yai kabe be band nahi ho sakta
                        • #1422 Collapse

                          g ha is ma kamyab honay kay liay hum ko is ma hum ko mahnat karne hote ha seekna hota ha our is ma hum ko kis best expart teacher sa sa seekna cahay our is ma hum ko ache knowlged milay to is sa to is kay saht hum ko kaam karna cahay nhe to hum ko is ma kad sa kio trad nhe karne cahay
                          • #1423 Collapse

                            dear yeh baat bikul saafe hay k jub ham thoray din bhi demo pay trading kar laitay hain to ham apnay apko expert samjna start kar daitay hain aur hamain bahut saray lose ka samna karna parr jata hay aur hamain jo guide kia jata hay hamain wo sab fake lagnay lag jata hay so hamain forex ko joinig k baad aisa kabhi bhi ni karna chaye is main kisi kisam ki success nai hay hamain iska propper knowledge hasil k baad he earning start karni chaye.
                            • #1424 Collapse

                              forex mai jab hum bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga or agar hum kam karty howe apny lalch ko emotions ko qabo mai nahi rahky gy to be hamy loss ho ga or hamare sare mahnet zaya ho gy ge or is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik online business hain agar hum is mai kamyab hona chatey hain to hamy loss ko avoid karna zarore hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1425 Collapse

                                is main hmsha lose ni hota bilky apni galti sa ho jya tu pta ni bki agr bndy na propr info dakh k kiya ho tu rslt axha hota ha isi liya zarori ha k bnda phlay demo acount pa work kray phr wo real acount bna k working start kray tu phr lose k chance kfi had tak kam ho jaty han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X