Forex me lose.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1351 Collapse

    forex trading main agar humay loss ho raha hay to humay chahiey keh loss ki reason ko daikhy kyun keh loss ki reason ko agar hum kill karen gay to he humari trading acchi aur kamyab hoti hay aur humay esmain sabar kay sath kam karna chahiey sabar kay sath kam karnay main he faida hota hay jald bazi main bhi loss he hota hay humay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1352 Collapse

      forex main humain agr profit hota hay to is main loss b ho sakta hay magr is say darny ki koi bat nai hay humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis say market main kam karna asan ho sakta hay magr humain demo ko use karna ho ga kun kay demo ki help say hum kam karty hain to trade kay bary main experience b hasil ho sakta hay
      • #1353 Collapse

        Dear forex aik aysi cheez hai jo aple zahin pe depend karta hai to ye baat lazmi nahin k ap kisi expert person se hi seekh k ayen is forum pe main jab is main aya tha to sirf forex trading ka name suna tha
        • #1354 Collapse

          loss say bachny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho skay gayy aur market main up aur down ko dekh k hi hum run karein gay aur market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k market main kam karny main bi asani ho saky gi
          • #1355 Collapse

            Forex mn loss tab hota hai jb ap bagair knowledge aor experience k trading lot lagty hain aor lot size bhe ziada lagty hain aor market ka analysis key bagair lot lagty hain aor demo account py practice ni krty ya bahut kam practice kr real m aa jaty hain aor koi teacher bhe na ho ap ka tu ko loss he ho ga q k bagair ustad k ap koi kam bhe ni kr sukty
            • #1356 Collapse

              I agree with you, her koi kisi aisy teacher sy forex sekhta hy jisy khud nae kush pta hota or wo time or paisy dono zaya krta hy, is liye kisy esy teacher sy selkhna chahye jisy khud ko bhi forex ka ota ho ta k hmara faida ho na k nuksan
              • #1357 Collapse

                Ajkal jadeed tareen technology ke dor main tu hamain paid teacher hire karnay ki zrurat hi nahi parni chhahie kiunke ye forum hi kisi ko trading ke lie kafi hai. Is ke ilawa youtube par hazaron tutorial mojood hain aur ham un ki madad le saktay hain.
                • #1358 Collapse

                  forex mai loss hmari apni glti ki wja sy hi hota hai .es ki aik wja to hamara knowledge ka kum hona or es k sath hmara ksi achy ya trained teacher sy na sekhna hai. aj kl internet ka dor hai her chez ap ki dstrst mai hai. mery khial mai es forum k elawa internet aik behtreen teacher hai.agr hum experienced nhi hun gy to apni kia ksi new commer ki bhi help nhi kr skain gy...
                  • #1359 Collapse

                    G bilkul ap ki bat tek ha ak acha trader ban ne k liy kisi ache teacher ki zarorat hoti ha. Forex trading me kamyabi k liy zaida se zaida learn kar k or experience k sath he trading start karni chahye warna loss b ho sakta ha. jab kisi ko trading me os ki apni he galtio ki wajh se loss hota to wo Forex trading ko ghalt samjte or kam ni karte. or bura bala kah k chale jate. Agr ap acha trader ban na chahte hai or loss se bachna chahte hai to achi tarh learn kar k km start karin
                    • #1360 Collapse

                      Zayda earning ki sochanay wlay loog forex may invest karty han or apna sara kaam or sara capital market may information k na hony ki wja say yahan par loss karna start kr daty han or in k hath kuch b lagta forex say
                      • #1361 Collapse

                        Forex trading mai achay teacher mushkil say he milany gaay . iss ke main wja yeh hai ke kamayab aur achy trsaders kay pas ap ko sekhanay ke liye time he nai ho ga. Jis trah kay teacher ke app baat kar rahy hain ke iss ke startment b achi ho aur 10 ya 15 saal trading ka experience b ho tu aissa teacher milna namumkin nai tu bohot he ziada mushkil zaroor hai .
                         
                        • #1362 Collapse

                          Aslam o alikoum dear friends daikhan forex trading main loss bhee hota hai aur profit bhee app agr teak say krain too aap profit bhee hasil kr sakty hain.......................
                           
                          • #1363 Collapse

                            Forex main loss hota rehta hay lakin loss ko kam krne k liye hmn chahye kay ham money management ko follow karein aur uc ko achahy triqay kay sath istmaal krein - agar ham money managment ko follow karty hain to hmn sab say zda faida yeh hoga kay agar hmri 10 main say 6 bhi trades profit main jati hay hmara account grow karay ga
                            • #1364 Collapse

                              nhai woh is business ko janty nahi hoty is kuy khod ko expert samjta hai agir jb to on ko loss nahi hota os ko samj nahi ay gi is man kis trah kam krna hona
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1365 Collapse

                                Forex trading business mein new trader apne ap ko experience trader is liye samjhta hy k forex trading karne mein mushkil nhi hy aur wo samjhta hy k wo forex trading business ko aasani se kar sakta hy lakin jab karta hy tu loss ho jata hy aur account hi wash ho jata phr pata chalta hy k forex trading business itna aasan nhi hy aur Jo log forex trading business ko karne ka aur is mein profit hasil karne ka soch kar kartay han wo experience trader ki baat maan kar trading kartay han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X