Forex me lose.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    mery khayal mein to forex mein loss k sath profit bhi hota hy lekin ye ham par depend karta hy k agar gam mehnat karien gay aur learn karien gay to hamain profit bhi hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      Nahi i think asa nahi he is ke lie koi bhut expart hona zarori nahi hota he bus ap ko ak arsa chaie hota he ap khud hi ise sekh jaen ge han jo samjh na aye us ke lie kisi trader se poch len.
       
      • #903 Collapse

        Ap ka mashwara bohat mufeed ha,q k aisa sab kuch ajkal daikhne me b aya ha k new trader forex ko bina samjhe trading karte or loss hasil kar k bad main pochte hain,jb k un ko chahiye k forex k about mashwara len,practice karen ziada se ziada q k ye bohat risky bussiness ha.
        • #904 Collapse

          Forex me lose hmen bht zyada hota ha kyun k ye aika asa business ha jis me loss is business ka main hisa ha isi liye hmen chahye k hm is business me loss k waqt hmeshah sbr se kam lyn kyun k loss is business ka main hisa haa
          • #905 Collapse

            kuch log forex k name py business bhi kr rahy hain forex trading business ko begair knowledge or begair practice k krny sy loss face kia jata hai. forex trading mai achi practice ap ko ek successful business man ban deti hai.
            • #906 Collapse

              trader ko chaye hy k wo agger forex me loss face kerta hy tu wo nakami mat feel kare kyun k loss aur profit tu iska part hy so agger app loss me jata hy tu ye apke liye he faida mand hy.,.
              • #907 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                Har new tradr apny apko expert tradr q smjta he?
                Wo kisi expert teacher se q ni sekhta?
                Aur ziyada tar tradr aam teacher se q sekhty hn jisko khuch b pta ni hota,
                merd khiyal se us expert teacher se sekhna chahiye jo 10,15 saal se forex me ho.aur pehly us ki statment chek krni chahiye phr us se sekhny ka faisla krna chahiye.
                dear aap ne theek meshwera diya ha k kisi teacher se seekhna chaahiay lakin humain teacher mil nai sekta .ore me to is forum ko hi apna teacher semejta hun yahan se me ne forex k baarey me biht kuchh seekha ha ore abi bi mazeed mihnet ker raha hun
                • #908 Collapse

                  dear my friend their are many joiner how we will get loss in Forex webiste and that is the main reason they will not take trust on him i say one think my friend if you want earning then you jsut work hard and you will pay attention to your work
                  • #909 Collapse

                    jo bi bisnes ha us men loss or porafit tu hotah ha ap ko agr loss sa bachna ha tu sab sa pahlah dimo acont par parictes karan or ap ko dimo acont sa ap ko bahot zidah experince hasil ho ga
                    • #910 Collapse

                      her trader apne aapko expert smjhta hai lakn wo itna expert ni hota aur teacher se seekhne ki baat hai to woh apne aap bhi to seekh sakta hai
                      • #911 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                        Har new tradr apny apko expert tradr q smjta he?
                        Wo kisi expert teacher se q ni sekhta?
                        Aur ziyada tar tradr aam teacher se q sekhty hn jisko khuch b pta ni hota,
                        merd khiyal se us expert teacher se sekhna chahiye jo 10,15 saal se forex me ho.aur pehly us ki statment chek krni chahiye phr us se sekhny ka faisla krna chahiye.
                        bhai i agree u must have little bit temperament in while using forex
                        and patince so u can be a trader no patince and greed causes failure in the form of losses
                        and how cant handle it talk about fackness of sites
                        be carefull and coolminded while trading
                        :) :)
                        • #912 Collapse

                          Allah jannat naseeb kary meri hamsai ko zindagi main kabi loss nahi how's tha per jab us ko forex main us ko loss howa to us ko talak hoo gai or WO ab phir forex main kaam kar rahi hae abi us k 5 bachy hae or 2 hasbands
                          • #913 Collapse

                            actually new traders andazy ki bunyad per trade open karty hain aur is main lot size bhe big use karty hain to agr in ko profit ho jaye to ye proud karty hain aur khud ko perfect trader samjna shuruh ho jaty hain lekin phir kisi din in ki trade opposite loss main chali jati hay to in ka sara profit loss main convert ho jata hay
                            • #914 Collapse

                              aslam o alaikum dear g forex mein ham say galti tab hoti hia jab ham isay use karnay say pahlay iasay achi tarhan learn nhe kartay ya apnay kisi senior say advise nhe letay so hamen chye k jab tak is kay baray mein knowledge na ho isay use karnay ki koshish he na kren
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                loss hr business ka part hta hai kbi zayada profit ho jata hai to insan bot khush hta hai lakin agr loss hojay to mayoos nhi hna chye insan ko but ky kosish jari rkhni chye
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X